importance of planning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    g brother trading ke liay planning boht zarori hai ap koi bhe business plan kar ke start karte ho to apko fiada hota hai is liay forex main bhe planning ke boht importense hai baqaida har trade ke liay planing karain apna account balance daikh ke trade volume us hasab se set karin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      forex mein kaam karny k liye es mein plaaning aur experience se kaam karna buhat he zorri hai tab he ap es mein easily kamiyaab hon pae aur kosis karay forex mein gredy aur jaldbazi na karay
         
      • #678 Collapse

        es of course right planning is the most importat in te we can make the successful due to the best planning.
         
        • #679 Collapse

          Yes of course right planning is the most impoant in the forex trading busine we want to do the successful trading, we should make the best planning before the trade,nd then wen make t successful due to the best plannin
           
          • #680 Collapse

            Yup plaining is best thing q ky plaining se he pta chlta hy ky ap kis level py ho ar kya chaty ho mtlb kitna lrofit ar kitny marjan se ar trade kis point se khn tkh krni hy ar kis trhn krni hy ye sb ata hy is ma
            • #681 Collapse

              Agar ap forex ko use kar rahe han tab ap ke pass knowledge aur experince ka hona zarorri ha aur ap trading proper planning ke sath kar ke is business se kam time main bhot zaida profit hasil kar sakte han.
              • #682 Collapse

                Aik dairpa aur musalsal kamyabi kay saath chalnay wala business wohi kehla sakta hai jis main pehlay say achi tadbeer aura planning ki jaye. Forex trading main bhi planning aik behtar amal hai jis ki wajha say hum Forex kay business ko kamyabi kay saath run kar saktay hain.
                • #683 Collapse

                  agr ham koi bhi kaam shuru karte hain to sab se pahle us ki planing zarur karte hain aap apni investment k hissab se kerte hain or is k ilawa market ko clearly analyze
                  • #684 Collapse

                    Planing kay bgair trading karny ko hum aisy keh sakty hay keh hum nay 500 kilometer door jana hay aur ye nahi sochty keh kaisy jana kis cheez par jana abs chal party hay aisy humay bohat ziada musibto ka samna karna parta hay so forex trading main bhi aisa he hay agar hum bina kisi planing kay trading karen gay to es say humay loss bhi ho sakta hay aur apni amount loss kar sakty hay.
                    • #685 Collapse

                      You are right brother hr trader ko chahye k wo trading se pehle trading ki planing kare planing bht zaruri hai planing se hi hamen decisions lene mai asaani hoti hai or planing hi hamen raasta dikhaati hai market situation k hisaab se trading krne ka agr hm planing k bagair trading karen to bht mushkilaat face krni parh skti hain is lie behtr hai k hm planing kare trading se pehle ...
                      • #686 Collapse

                        dear wesy to humain apta hota h akya hum is main planing sy kaam akrty hat ohumain chahy kay hum is main proper way sy kaam kary to hum is main plan pay earn kar sakty ha
                        • #687 Collapse

                          Forex me planning ki bht zyada importan ha agr hm is businss ko proper planning k sath karty hain tu hm is business me kafi acha earn kar paty ha kyun k kisi bhi kam me agr hm ne positive result hasil karna ha tu us kam k liye hmen us ki proper planning chahey hoti ha..
                          • #688 Collapse

                            Members or baton kay sath sath trading main trading planing b bohat zayad importance rakhtey ha . or is ko agar ham achay trekay say banain to ham is say apna profit b barha saktayhain or loss say b bach saktay hain .
                            • #689 Collapse

                              dear forex trading main planning ki bohat zayda importance hain is main hum planning say working karey gey to is main achi trade kar sakey gey or profit bana sakey gey
                               
                              Messi Rajput :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Ji haan may bilkul agree karta hoon apky statement say forex market may ye bhut zyada zarore hy kah agar hamara experience acha hy to hamay forex trading may ek mind set karna chahye kah hamay kitna earn karna hy aur usky ilawa bilkul be risk ni lene chahye kuen ky agar hum us say zyada risk lengy to hum earn kiye hove profit be waste kar sakty hain market ka kuch pata ni chalta kese be time change ho sakta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X