forex market trading main har aik traders k pass 2 kisam ki trades k options hotay hain, agar traders achay knowledge aur sabar k sath market main aik khaas point pay apni entry pick karta hai aur usay hold rakhna ka knowledge usk pass hai to wo market main apni trade ko long term k liye kar sakta hai, laikin agar koi aisa trader hai jisk pass market k baray main kam say kam knowledge hai aur wo apni trades ko ziada dair tar hold nai rakh skata hai to aisay traders ko ham short term k traders ka name daitay hain.
Short term ki trading k liye hamain market main kam wakt k sath kam pips hasil aur kam loss milta hai jabk agar ham market main long term ki trading karna chahtay hain to usk liye hamain market main ziada wakt k sath ziada profit aur ziada loss milnay k chances hotay hain, laikin agar ham long term ki trading karna chahtay hain to usk liye hamaray pass experience ka ziada hona bahut ziada zaruri hai.
What is long position:
Dear, mairay knowledge k mutabik agar ham forex trading main long ki position k sath kaam kartay hain to usk liye hamaray pass capital acha hona lazmi hai qk jab market main ham long term ki trading kartay hain to usk liye hamaray time frame bhi big hotay hain jisk liye retracement aur corrections bhi ziada hoty hain in sab ko apnay mined main rkahtay huway agar ham market main long term ki trading kartay hain to hamaray liye yeh tab he better hai aur faidamand sabit hoty hai.
What is short position:
Dear, mairay knowledge k mutabik forex trading main short term ki trading un traders k liye better hoty hai jink pass invest aur knowledge ki kami hoty hai qk wo market main kam wakt k liye entr hotay hain aur kam say kam pips hasil kartay huway market say out ho jatay hain jisk liye hamko ziada dair tab market main in rehnay ki koi zarurat nai party hai. Short positions main traders market main scalper k tour pay kaam kartay hwuay acha profit bhi bana saktay hain aur unko loss honay k bhi chances ziada hotay hain wo is liye k kisi bhi news say market aik wkat main bahut ziada pips movement kartay hwuay short positions ko loss main change kar sakty hain.
For Example :
Agar aik investor k pas long positions hein tou is ka mtlb yeh hai kay investors ney stocks kay un shares ko khareed leya hai and is ka owner hai .
Agar investor k pas Short position hai tou is ka matlab hai kay investor un stocks ka kisi ka maqrooz hai liken asal mein abi un ka owner nae hai . Long and short positions investor different result hasil karney k liye use karta hai aur aksar long and short position dono positions aik investor k through usi time qaim ki jati hai ta kay security par income hasil ki ja saky .
Conclusion :
Simple Long stock position Bullish hoti hai and stock ki Short position Bearish hoti hai . Is ki kuch example hein kay kis tarah long and short position ko different securities k sath mila kar aik portfolio mein losses k against leaverage aur hedge paida keya ja sakta hai . Umeed hai k tamam members ko aj ka topic easily samjh aya hai and is ko apny mind k andr save kr kay achi trading kar sakty hein .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим