Types of Currency Pair in Forex Trading Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of Currency Pair in Forex Trading Market
    Types of Currency Pair in Forex Trading Market

    Asalam.o.alikum dear forex trading members trading market ma currency pairs ki three types hain. Major, Minor and Exotic Currency pairs. In currency pairs ko use Karke ham Forex trading market mein trading kar sakte hain. Trading ke liye currency pairs ki permission ke bare mein hamen maloom hona chahie sabse pahle yah batao hoge currency pair kya hota hai ek pair mein main to currencies ko analyse karne ke liye hamen kaun si currency per focus karna padta hai aur kaun si currency per term currency aur kaun si base currency hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-20T222723.529.jpeg
Views:	16
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12498551

    Major Currency Pairs

    Aise currency pairs jinke sath United States dollar trade hota hai aise currency pairs ko major currency pairs kaha jata hai. Ine mein aapko EurUsd NZDUSD gbpusd USDjpy Usdchf yeh major currency pairs hain.in ki movement babot stable hoti hai. In ka analysis easy hota hai apko in py trading krny sy spread bhi bajot kam charge hota hai fix spread hota hai insta forex broker ky sath agr ap trading kren baaki currency pairs py variable hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-20T222627.395.jpeg
Views:	9
Size:	38.6 کلوبائٹ
ID:	12498553

    Minor Currency Pairs

    United States dollar ky elava other currency pairs jo aapas mein trade hote hain unko minor currency oairs kaha jata hai aur in pay trading karne se aapko risk manage karna padta hai beacause in ki movement bahut fast hoti hai aur unka spread bhi increase ho jata hai variable hota hai major currency pairs per to spread fix hota hai agr insta ky sath trade kren. lkn in py Forex broker ke sath agar aap trading karen to but currency pairs jinko minor currency pairs kaha jata hai unki average daily movement 200 plus pips hoti hai.

    Exotic Currency Pairs

    Exotic currency pairs currency aise currency pairs hain agar inko ham dekhen to developed countries ki currency isko agar underdevelopment country ki currency ke sath match kar ke principles banae jaaye to an currency pairs ko exotic currency pairs kahan jata hai because these currency pairs are very very unstable and very risky currency yea currency pairs world economic and globally these are not stable in Forex trading market. In ki movement 500sy bhi zeyada bo jati hai average daily pips ky hisab say kabi to yehgap ky sath bhi start hoti hain. Is leay in py risk zeyada hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-20T222657.031.png
Views:	2
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12498554

    Trading Guide on These Pairs

    New trading member ko initial stage pay major trading pair trading karni chahie gradually aapko risk-taking straightji use karte hue baki bhi trading pairs py bhi trading karne chahie but aap ko usko avoid karna chahie new trading members Forex trading market mein firstoffall demo count per major currency pairs then minor currency pairs and lost py exotic pairs use karna chahie agar aap reading market mein complete technical and fundamental awareness mil jaati hai aap trading market mein commodity and exotic pairs for trading kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Types of Currency Pair in Forex Trading Market

    Currency pairs


    Forex trading k dowran bayak waqat (simultaneous) aik currency ki agar khareedari ho rahi hoti hai to dosri currency ki ferokht hoti hai. Forex trading me in currency joro ko currency pairs ka naam deya gaya hai, jaise; EUR/USD aik currency jori hai, agar aik trader EURUSD ko sell kar raha hota hai to is ka matlab ye hai k wo EUR ko to bhej (sell) kar raha hota hai lekin sath hi USD ko khareed (buy) raha hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (5) (92).png
Views:	2
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12364302

    Major and Minor Currencies pair


    Forex trading me aath (Eight) sab se ziada tejarati (trading karne wali) currencies (USD, EUR, JPY, GBP, CHF, CAD, NZDaur AUD) ko major currencies, jab k baqi currencies ko minor currencies kaha jata hai. Minor currencies me South Africaan Rand (ZAR) aur Singapur Dollar (SGD) shamil hai.

    Cross Currency


    Forex trading me cross currencies pair wo currency jore hote hen jis me Americi dollar as a currency shamil (participate) na ho. Cross currency jore me USD k na hone se is ka trading tareeqakar tabdeel hota hai. Agar aik trader EURGBP ko sell kar raha hota hai, to is ka matlab ye hai k wo EURUSD ko sell, jab k GBPUSD ko buy kar raha hota hai. Cross currency joron (pairs) par ziada transaction cost ati hai. Cross currencies pairs me EUR/JPY, EUR/GBP aur GBP/JPY sab se ziada trading hoti hai.

    Exotic Currency


    Exotic currency joro me aise currency pair shamil hen, jis me aik currency to USD hoti hai aur dosri currency kisi chote mulk ki shamil hoti hai, jaise; Polish Zloty. Forex trading market me taqreeban 25 aise Exotic currency hen, jis me traders tejarat me dilchaspi lete hen. Exotic currency pairs ki liquidity bohut ziada hoti hai, jis me bohut ziada faida nahi hota. Agar EUR/USD ki baat karen to ye maximum 8 pips me trading hoti hai, aur wo bhi market k 24 hours, jab k agar USD/TRY ki baat karen to Asian sessions me is ki pips 100 tak chali jati hai.

    Base Currency



    Kisi bhi currency pair me jo 1st currency hogi, usbko base pair kaha jayega. Currency jora ye dekhati hai k base currency ki value dosri currency k muqabele me kia hai.
    Misal k tawar par (for example) : agar USD/CHF ki value 1.1650 hai, to is currency jore me 1USD (base currency) CHF 1.1650 k brabar hai. American dollar ko hamesha base currency k tawar par hi dekhaya jata hai, sewaye EUR, GBP, NZD aur AUD k. EURUSD currency jore me agar hum EUR ko buy karte hen to USD ko sell kar rahe hote hen.

    Quote Currency


    Quote currency kisi bhi currency jore me dosri currency ko kaha jata hai. Jese USD/CAD currency jore me CAD currency quote currency hai. Quote currency ko pips bhi kaha jata hai q k profit loss ka tahmina is k hisab se hota hai. USD/CAD currency jore me agar hum USD ko sell karte hen to quote currency yani CAD ko buy kar rahe hote hen.

    اب آن لائن

    Working...
    X