Dosto Doji candles ki 4 iqsaam Hoti hen Jin me
=>Four-price doji
Agar baat ki jay Four Price Doji candle stick ki to ye samjhny me bhtt asaan Hoti Hy normally market me bht kam dakhny ko milti hai. Lakin is ko talaash krna buht asan hota hai. Four price doji candlestick, aik eisi candlestick hoti hai, jiski opening, closing, high or low point same hota hai. Ye candlestick market ki zero volatility ki wja say banti hai.
Identification And Formation:
Dea members, doji candlestick ko identify krna buht easy hai. Is candlestick ki pehchan yah hai keh is ki body minimum and shadow bilkul no hota. Market ki zero volatility ki waja say yah candle banti hai. Jo almost zero volatility show Kar rahi hoti hai, is ko aap hourly basis per find kr skhty Hain. Four Price Doji Candlestick Ko identify karna baht asan hota hai kyun Kay uski length hight wagera sab bht small Hoti Hy.
Trading Using Doji:
Dosto Kisi bhi pair mein four price doji candlestick ka matlb hota hai keh market main seller or buyer ka volumatic pressure nahi hai ya phr us wakt seller aur buyers ki tadad bht Kam Hy, aur market volatility totally zero ho chuki hai.
Zero Volatility Trading with Doji:
Dear members, jab market mein zero volatility ho to us time ap ko market mein entry nai leni cheye kyun kah ye aik asi situation Hoti Hy jis me market Kisi bhi wakt totally one side move KR skti, qk eisi situation main sideway movement ho sakhti hai. Qk is time market me koi trend ni hota is liy trading na krna hi behtar hota hai. Low volatility Kay wakt ap Kay Pas agar ap ko koi news multi Hy to ap is me trade KR skty hen otherwise ye aik critical situation Hoti hy.
Long legged doji
Gravestone doji
Dragonfly doji
Four-price doji

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим