Fundamental Analysis Trend Navigator, and Commodities Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental Analysis Trend Navigator, and Commodities Market
    Fundamental Analysis


    Dear trading me zarori chez stratgye working plan hota Hy aur Forex trading main waisay to tamam analysis zarori hain lakin fundamental es liye hmain chahye k hum k mazi qareeb main price kis level pay thi aor ab kis level pay hay, price up ja rahi hay ua down, market trend main hay ya side pay move kar rahi hay yahan aik hi chart ko mukhtalif traders mukhtalif andaz main dekhtay hain aik hi chart pay trade karnay walay kuch traders faida utha rahay hotay hainjab k kuch nuqsan uthla rahay hotay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-01-19T232349.414.png
Views:	3
Size:	24.6 کلوبائٹ
ID:	12498299

    Use of Indicators for Trend Navigation

    Price movement ko mazeed clear karnay kay liay indicators chart mian load kiay jatay hain market trend big time frame example daily 4 hours main dekha jata analysis main kisi currency kay mulki siasi iqtasadi halat ko mad-e-nazar rakha jata haykun k yeh factors kisi currency ki mazbooti ya kamzori ka bays bantay hain aor price ki up down movement ka bays bantay hain rozana kisi na kisi country kay es noyiat kay alanat hotay rehtay hain Forex ki mukhtalif websites pay en aalanat ka schedule mojod hota hayrsay calendar kehtay hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-19T232436.305.jpeg
Views:	1
Size:	85.3 کلوبائٹ
ID:	12498300

    Trading In commodities

    Commodity market ka basic principle future trading be ho sakta hay, future trading 1 alag topic hay, jaha tak commodity market ko understand karny ki bat ki jaye to bahot se master traders commodity trading ka acha expernice es ley rakty hey kinu key other market ki tarha us ne commodity market ka acha tajzia be kia hota hay aur normal pairs kee trading hoti hay lekin is ko banisbat forex pairs main trading kay commodities trading ko bohat zyaada mushkil samjha jaata hay commodity trading simple pairs main trading say mushkil hay iss kee bohat sari wajoohaat hain kiun kay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-19T232534.188.jpeg
Views:	1
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12498301
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental Analysis Trend Navigator, and Commodities Market

    Assalamualaikum dear Forex friend Kesy ha app logg omeed ha app logg theek ho gha Dear trading me zarori chez stratgye working plan hota Hy aur Forex trading main waisay to tamam analysis zarori hain lakin fundamental es liye hmain chahye k hum k mazi qareeb main price kis level pay thi aor ab kis level pay hay, price up ja rahi hay ua down, market trend main hay ya side pay move kar rahi hay yahan aik hi chart ko mukhtalif traders mukhtalif andaz main dekhtay hain aik hi chart pay trade karnay walay kuch traders faida utha rahay hotay hainjab k kuch nuqsan uthla rahay hotay hain.Trading In commodities

    Commodity market ka basic principle future trading be ho sakta hay, future trading 1 alag topic hay, jaha tak commodity market ko understand karny ki bat ki jaye to bahot se master traders commodity trading ka acha expernice es ley rakty hey kinu key other market ki tarha us ne commodity market ka acha tajzia be kia hota hay aur normal pairs kee trading hoti hay lekin is ko banisbat forex pairs main trading kay commodities trading ko bohat zyaada mushkil samjha jaata hay commodity trading simple pairs main trading say mushkil hay iss kee bohat sari wajoohaat hain kiun kay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental Analysis Trend Navigator, and Commodities Market

      Fundamental Analysis



      Fundamental analysis ka impact financial market par bohut ziada arsa tak rehta hai, jis ki waja se is analysis ki importance bhi utni hi ziada aham ho jati hai. Fundamental asarat ki wajohat mukhtalif ho sakti hai, jis me political, social ya economical wajohat shmail hen. Fundamental analysis k leye zarori hai k market me trader ziada arsa tak rahe, q k is ki waja se qeematen aram aram se apne ahdaf ki taraf jati hai. Fundamental wo teen wajohat jin ki waja se financial markets bohut zyada mutasir hoti hai, us ki tafseel darja-zel hai;

      Click image for larger version

Name:	images (39).jpeg
Views:	1
Size:	57.1 کلوبائٹ
ID:	12364113

      Economical Fundamental Analysis



      Fundamental analysis se jo financial market sab se ziada mutasir hoti hai wo hai, economical fundamental effects. Jab bhi kisi mulk ki maashi (economical) soratehal kharab hoti hai to is se us mulk ki currency de-value ho jati hai, aur economical crises ana shoro ho jate hen. Economical crises me 2008 ki Lehman brothers ki bankruptcy hamare pass aik bari misal hai. Lehman brother ki kharab economical situation ki waja se pori dunya me economical crises shoro ho gaye the.

      Social Fundamental Analysis



      Social fundamental analysis bhi financial market k leye aham hen, q k is ka asar bohut ziada arsa k leye financial market me hota hai. Social economic crises me Corona waba ki situation hamare samne hen, jis ne kuch hi arsa me pori dunya ko apne lapait me le leya. Corona waba k masayel teesre saal me dakhel ho gaye hen, lekin abhi bhi is waba par koi mouasar qabo nahi hasil howa hai.

      Political Fundamental Analysis



      Political situation bhi financial masayel ka bahis banti hai. Political masayel jaise America-China trade war, America-Iran crises waghera hamare global financial market pe bohut bore asarat muratab karte hen. Political situation k asarat bohut zyada gehre aur kafi arsa tak hamare financial market me rehte hen.

      Fundamental Analysis aur Calendar Events


      Fundamental analysis aur calendar events se market per mukhtalif asart murratab hote hen. Fundammental analysis ka impact bohut zyada arsa tak hota hai, jab k financial events k asarat mehdod mudad k leye hote hen. Financial events weekly lehaz se badalte rehtee hen jab k fundammental analysis se market aik tarraf musalsal trend me rehta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X