Assalam o alaikum, Dear members Umeed kerta hun aap sab khairiyat se honge or Forex Trading se acha profit earn
ker rahe honge, Dosto Forex Trading kerne ke liye platform per different types ke indicators, oscillators or patterns use
hote hain jinki madad se ek Trader achi trading kerne mein kamyab ho jata hai, unhin mein se mein baat kerne laga hun
Cup with Handle Pattern ki, aaye is ki theory ko thora details ke saath discuss kerte hain.
kerta hai jiske baad breakout hota hai. Is pattern ke 2 parts hain ek Cup or dusra Handle. Cup movement ke advance hone ke baad banta
hai or ek cup ki tarah dikhayi deta hai, jesse hi ye cup complete hota hai ek trading range right hande mein banna shuru hoti hai or handle
ban jata hai. Handle ki trading range se baad mein aane wala breakout advance movement ko zaher kerta hai jess ke niche chart mein
aap dekh sakte hain...
![](https://www.fidelity.com/bin-public/060_www_fidelity_com/images/LC/CupHandle602x345.png)
Uper chart mein dekha ja sakta hai ke ek cup apni shakal mein aaya hai or saath hi handle bhi .
Ab ye jaanne ki koshish kerte hain ke ye indicator kis tarah kaam kerta hai...
Cup ko ek bowl ki tarah hona chahye, complete pattern mein cup ke dono sides mein same height hogi lekin aesa hamesha nahi hota.
Cup ke right hand mein high shaklon ke baad , ek pullback aata hai jo handle banata hai , Cup ko 1 se 6 month tak phailaya ja sakta
hai or kabhi kabhi is se ziada bhi .For example, Handle 1 se 4 weeks mein banta hai or complete ho jata hai.
Buy ki entry tab lagti hai jab trend toot jata hai ye trend right hand ki janeb se upward move kerta hai. Ye breakout barhte hoye
volume ke saath hona chahye.
Breakout ke baad price ke target ka andaaza cup ke right hand uper se cup ke down tak fasle ko measure ker ke or is number
ko buy point mein shamil ker ke lagaya ja sakta hai , Lekin ise sirf guideline ke liye use kerna chahye.
Umeed kerta hun aapko mera ye pattern ache se samajh aa gaya hoga ager ko mistake hoyi ho to comment mein zaroor btayein.
Thanks for reading!:1f60a:
Allah Hafiz!
ker rahe honge, Dosto Forex Trading kerne ke liye platform per different types ke indicators, oscillators or patterns use
hote hain jinki madad se ek Trader achi trading kerne mein kamyab ho jata hai, unhin mein se mein baat kerne laga hun
Cup with Handle Pattern ki, aaye is ki theory ko thora details ke saath discuss kerte hain.
Cup with Handle Pattern
Dear members, Cup with handle pattern ek bullish pattern hai jo ke tezi se tasulsul ke namoona hai or ek strong movement ki nishandahikerta hai jiske baad breakout hota hai. Is pattern ke 2 parts hain ek Cup or dusra Handle. Cup movement ke advance hone ke baad banta
hai or ek cup ki tarah dikhayi deta hai, jesse hi ye cup complete hota hai ek trading range right hande mein banna shuru hoti hai or handle
ban jata hai. Handle ki trading range se baad mein aane wala breakout advance movement ko zaher kerta hai jess ke niche chart mein
aap dekh sakte hain...
![](https://www.fidelity.com/bin-public/060_www_fidelity_com/images/LC/CupHandle602x345.png)
Uper chart mein dekha ja sakta hai ke ek cup apni shakal mein aaya hai or saath hi handle bhi .
Ab ye jaanne ki koshish kerte hain ke ye indicator kis tarah kaam kerta hai...
Cup ko ek bowl ki tarah hona chahye, complete pattern mein cup ke dono sides mein same height hogi lekin aesa hamesha nahi hota.
Cup ke right hand mein high shaklon ke baad , ek pullback aata hai jo handle banata hai , Cup ko 1 se 6 month tak phailaya ja sakta
hai or kabhi kabhi is se ziada bhi .For example, Handle 1 se 4 weeks mein banta hai or complete ho jata hai.
Buy ki entry tab lagti hai jab trend toot jata hai ye trend right hand ki janeb se upward move kerta hai. Ye breakout barhte hoye
volume ke saath hona chahye.
Breakout ke baad price ke target ka andaaza cup ke right hand uper se cup ke down tak fasle ko measure ker ke or is number
ko buy point mein shamil ker ke lagaya ja sakta hai , Lekin ise sirf guideline ke liye use kerna chahye.
Umeed kerta hun aapko mera ye pattern ache se samajh aa gaya hoga ager ko mistake hoyi ho to comment mein zaroor btayein.
Thanks for reading!:1f60a:
Allah Hafiz!
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим