Support and resistance is actually signal indicator explanation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and resistance is actually signal indicator explanation
    Dear Friends, Forex me indicators market main aik auto robot ki tarha kaam ker rahay hoty hain jes main ye jes bhe pair pay hum lagaty hain to us main humean trend up hai ya down ya ya change honay wla hai ye bta rahy hoty hain next move kia expected hai ye malomaat day rahay hoty hain

    Support and Resistance*:

    humery pass khuch indicators hain jo k market ki support and resistanc major areas k barey main bta rahy hoty hian

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-01-19T225143.541.jpeg
Views:	10
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12498286

    Signal indicators*:

    khuch indicator humean us main singal k toor pay downloaded hum mt4 min use kerty hain wo humean buy our sell signals arrow our different way main bta rahy hoty hain

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-01-19T225424.622.jpeg
Views:	1
Size:	45.0 کلوبائٹ
ID:	12498288

    Explanation

    Indicators ki basically traders ke madad kay liye banaya gaya hay yeh madad to nahin kertay lekin analysis main assistance detay hain yeh basically aik qism kay tools hotay hain indicators aap kay paas different types kay hain or her indicator ka apna apna function hota hay or her indicator ko use kernay chart me es key signals trend moving average ki waja se different ho sakty hey, traders ki trading me technical analyzing important role play kar sakty hey, agar trend ko identify kar leya jaye jo key ham indicator use kar key trend ko find kar lety hey es key sath fundamental analyzing be esi trend identification ki waja se easy ho sakti hay, indicators ya technical analyzing ko kabi be avoid nahi karna chaye ka apna apna tareeka hota hay aik hotay hain simple trend indicators jo kay trend identify kertay hain in main Moving Averages mashhoor hain doosray hotay hain signal indicators jo kay aap ko buy ya sell ka signal detay hain inn main ICHIMOKU CLOUD Relative Strength Index MACD waghera bohat zyaada common hain indicators ko use karty hain tu hmain apni trading main stop loss or take profit ka use lazmi karen es k ilwa koi bhi indicators hmain 100 percent result nahi deta hai es liye kbhi bhi hmain apny analysis k sath trading ko profiatble bnaa parhta hai es liye apny analysis bhi use karen.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-01-19T173959.315.jpeg
Views:	1
Size:	40.1 کلوبائٹ
ID:	12498289
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support and resistance is actually signal indicator explanation

    Dear Friends, Forex me indicators market main aik auto robot ki tarha kaam ker rahay hoty hain jes main ye jes bhe pair pay hum lagaty hain to us main humean trend up hai ya down ya ya change honay wla hai ye bta rahy hoty hain next move kia expected hai ye malomaat day rahay hoty hain

    Support and Resistance*:

    humery pass khuch indicators hain jo k market ki support and resistanc major areas k barey main bta rahy hoty hianExplanation

    Indicators ki basically traders ke madad kay liye banaya gaya hay yeh madad to nahin kertay lekin analysis main assistance detay hain yeh basically aik qism kay tools hotay hain indicators aap kay paas different types kay hain or her indicator ka apna apna function hota hay or her indicator ko use kernay chart me es key signals trend moving average ki waja se different ho sakty hey, traders ki trading me technical analyzing important role play kar sakty hey, agar trend ko identify kar leya jaye jo key ham indicator use kar key trend ko find kar lety hey es key sath fundamental analyzing be esi trend identification ki waja se easy ho sakti hay, indicators ya technical analyzing ko kabi be avoid nahi karna chaye ka apna apna tareeka hota hay aik hotay hain simple trend indicators jo kay trend identify kertay hain in main Moving Averages mashhoor hain doosray hotay hain signal indicators jo kay aap ko buy ya sell ka signal detay hain inn main ICHIMOKU CLOUD Relative Strength Index MACD waghera bohat zyaada common hain indicators ko use karty hain tu hmain apni trading main stop loss or take profit ka use lazmi karen es k ilwa koi bhi indicators hmain 100 percent result nahi deta hai es liye kbhi bhi hmain apny analysis k sath trading ko profiatble bnaa parhta hai es liye apny analysis bhi use karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Support and resistance is actually signal indicator explanation

      Support and Resistance


      Forex trading k technical analysis me support and resistance ka tasawar bohut aham hai. Forex trading me kisi bhi currency jore ki qeematen support aur resistance levels k darmeyan hi harkat karti rehti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (5) (64).png
Views:	1
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12364112

      Resistance level


      Forex trading me Resistance level se murad aisi soratehal hai jis me qeematen apne uroj par pohunch chuki hoti hai lekin pher bhi ziada bharne k leye koshash kar rahi hai. Qeemat jis satah se tajawoz nahi kar sakti use muzahemat ki satah ya Resistance level kaha jata hai. Resistance level aik aisa peak point hota hai lekin baaz awqaat us ko maloom karna thora mushkil hota hai.

      Trading on Resistance level


      Chonkeh resistance level kisi bhi currency jore ka sab se ziada qeemat hoti hai to is bat ka imkan hota hai k yahan se qeematen wapis hongi. To jab bhi market me qeematen resistance level tak pohunch jaye, to wahan par hamen "sell" k order lagane chaheye.

      Support level


      Support level resistance level k barakas ya mukhalif hai. Forex trading me Support level se murad aisi soratehal hai jahan qeematen kam ho chuki hoti hai lekin pher bhi mazeed kam honi ki koshash kar rahi hai.

      Trading on Support levels


      Support levels kisi currency jore k sab se kam qeemat hoti hai is waja se trading me is position par "buy" k order lagana chaheye. Q k ziada chance hoti hen k yahan se qeematen wapis oper ki taraf jayegi.

      Technical analysis aam tawar par scientific aur mathematics techniques hen lekin support aur resistance ka amal is me shamil nahi hai, q k is baat k taayunn katne k leye koi khas tareeqa nahi k kisi currency jore ka support ya resistancee maqam konnsa hoga.

      اب آن لائن

      Working...
      X