Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aur aaj ka hamara topic hai High wave candlestick pattern" ki information aur construction,
dear friends, forex ma candles market ki moment ki indication kay liay kafi popular smjhi jati hain, in kay knowledge ki base par traders uptrends, downtrends aur ranging markets ki prediction kar patay hain, kabi hmain aik single candle information da rahi hoti ha aur kabi mukhtalif candles mil kar hmain signal daiti hain, candles kay patterns ma sa aik "High wave candlestick pattern" bhi ha,
Highwave candlestick pattern:
ye aik single candle hoti ha, jis ki small real body hoti ha lakin is ki upper aur lower wicks large hoti hain, ye candle b doji ya spining top ki tarah market ma indecisions ko zahir karti ha, lihaza traders is candle ki base par trade ma entry nhi kartay kiun kay yeh aik kafi risky decision ho sakta ha, ye market ki direction kay change honay ka signal consider kia ja sakta ha, market k trends ki bottom ya high par bht saray high wave candle patterns bn rahay hitay hain jo iski changing direction ko indicate kartay hain,
construction and identification of high wave candle:
ye aik long bullish ya bearish candle hoti ha jis ki real body small hoti ha aur is kay above aur below long shadow ya wicks hoti hain, is candle ma opening aur closing points same nhi hotay, high wave ki construction long legged doji ki tarah hoti ha, ye bhi hmain market ki indecision ka btati ha, is candle ki importance market ki position sa hi pata chalti ha, is pattern ma ye hi idea hota ha kay throughout perticular period bulls aur bears market ko move karnay ki koshish ma hotay hain lakin end ma dono kamyab nhi ho patay, lihaza supply aur demand ki forces same honay ki waja sa market koi clear direction predict nhi kar pa rahi hoti, is tarah ki conditions ma traders ko volume aur prices ka previous data use karna chaiay ta kay thek direction determine kar sakain
Thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим