what is Fibonacci indicator?
fibonacci indiator aik retracement level hey jes mein trading chart par horizontal lines indicate karta hey jes sy market ke movement ko indicate kar sakta hey har level aik percentage say monsalak hey yeh indicator bohut zyada useful hey kun keh esay kese bhe important kay darmean khancha ja sakta hey jaisa keh high or low indicator en 2 points kay darmean aik level banay ga
How to apply Fibonacci indicator;
Fibonacci indicator ko lago karnay kay ley trader pehlay es trend ko talash kartay hein jes ke woh trade karna chahtay hein jaisa kh technical analysis mein bohut ce dosre tabdelean hote hey long time frame aam tor par bohut baray pattern ya size ke wajah say zyada faida mand sabat hota hey or zyada tar trader es tarah kay analysis kartay retay hein Fibonacci ko lago karnay kay ley 1st step es ko halea es key important step ko indicate karta hey jes kay sath aik trader trade karna chahta hey necha deya gey chart mein trader daily chart mein analysis karta hey
trading Fibonacci;
ab jabkeh trader kay pass prices hein jen kay sath woh pechlay trend ko phir say start karnay ke taraf daikh saktay hein agla step prices kay en steps ke taraf janay ka hey or humen en levels ka intazar karna chihay jab enlevels ko choo lea jata hey or yeh tab hota hey jab trader es semaat ke teraf sahi trading kar raha hota hey aik bar phir up trend ko cheaply buy or down trend ko expensive sell karta hey
dey gay chart mein EURUSD chart ko analysis kea geya hey trader pehlay say tay shodah levels mein kese trend ko resistance kay level mein sell kar saktay hein
Validity Of Fibonacci Levels.
Agarcheh fibonacci levels ki madad say jo hamain percentage milti hain is main ham mufeed trading kar sakty hain. Laikin yad rahy keh ager ye levels break out ho jayain to phir reversal na hony ki waja say profit ki bajaye hamain loss ho jata hay. Jab keh in levels ka maqsad he short reversal ko identify karna hota hay. Is liye ham simply fibonacci indicator per depend nai kar sakty aur iskay sath mazeed indicator aur fundamental analysis ki bhi support laini chahiye. Jab keh proper risk management ko hamesha recommend karna chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим