help for beginners

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Start main jo log Forex start krte hian un ke liye zruri ha ke phele wo forex ko sahi tra learn krain demo pe sahi tra practice krain ta ke un ko pta ho ke profit or loss ke ihmiyat ka then wo ache trader bn skte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      beginners jo es business min ate hin unhin kafi bara kam karna parta he first to wo es business ko smajhin achi tarha se phir wo es market min hone wali tabdeilion ka jaeiza lein aur phir jeise jeise wor market ki movement ko understand kartee jaein to apni trading ki koei na koei planning bhi bana lein es tarha wo kafi bari earning easily kar sakte hin yahan pe.
      • #648 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zony1234567891 پيغام ديکھيے
        biginner ko chiyay kay pahlay trading samjhay aus kay baad live trading karay. demo account say help laini chiyay. ap ko youtube or google search help laini chiyay.
        i agree with you hamein her new trader ki help kerni chahyee takey wo kam sey kam galtian kareon. dosro ko teach kerney sey harmey knowledge mein bhe azafa hota he.or hum khud bhe apni skill ko approve ker sakty he.
        • #649 Collapse

          gee hamy star may begineers ke helps karni chahiyajo kay eik achi bat hai jis say beginner be kuch pisay kama sakhtay hai
          • #650 Collapse

            g haan bilkul sahi kaaha ha ap na new traders ko chaia k wo pahly to forex ko achi traha learn karin aur forex k bary main aur trading k bary man jinti ziyda ho saky knolwlaege akti karein to wo forex main jldi kamyb ho sakty hin
            • #651 Collapse

              trading shuru krny se phly forex trading ko smjhna chayay aur apny liye kam sy kam targets set krny chayn ,, demo account se boht achi help milti hai ,, ap yahan apny ideas ko implement bhi kr skty ho .
               
              • #652 Collapse

                forex trading ko start kiyea tha demo account pay tu mojay bhi yeah koi bohut hi asaan say cheez laga tha mager haqiqat main esa hota nahin hain yeah aik bohut hi technical kaam hain is ko bohut samjh kay kerna hota hain
                   
                • #653 Collapse

                  main bhi aap ki baat kay sath agree karta hon kay new anay walon ko sab say pehlay is kaam ko seekhna chhay or bad main is maain trading karnai chyey
                  • #654 Collapse

                    New traders ko chahya k zayada sa zayada demo trade karen jis sa prectice improve ho gi aor knowledge ma izafa ho ga aor kam sa kam leverage use karen ta k loss kam sa kam ho zayada capital loss na ho saky...
                       
                    • #655 Collapse

                      Forex trade mein daily bohat sy new comers a rahy hain is mein enter hony sy pehly apko apny apko full tran karna pary ga is mein kamyab wo he hai jo learn kar work karta hai learning is to key of success in forex market.
                         
                      • #656 Collapse

                        Beginners ko demo pe kam se kam one month tak practice kar kay apni aik strategy or planning banani chahiay taaky wo live account me bhi same pattern se trading karen or apni trading me mistakes kam se kam karen.
                           
                        • #657 Collapse

                          forex ko new start kary phley wo is kam achi tarhan samjhne ki try kary r sath hi forex ka account zaore usekary tak us per parctise kar ke wo knowledge r experience hasil kar sakgy.r sath hi seniors se mashawar b zarore ley trading karne ke bary m un se b kafi knowledge mily ga.
                             
                          • #658 Collapse

                            forex market mein long run sustain kerna chahata hai tou ossay iss mein bohat soch samjh ker kaam kerna chaheye aur apnay ander professional skills develop kerni chaheye aur jo b target settle keray apni skills aur capital k mutabik he kerna chaheye.
                               
                            • #659 Collapse

                              forex aik risky business he beginners ko chye ke forex ka zada se zada knowledge hasil kary wo is ke bad is me trading karny ke liye forex ko join kary zada se zada demo account ki practice kar le forex k bare me kuch na kuch experience sik jaye q k forex market ha our bare he market ha our is me zaror he ap ko experience par trading karna hota ha our me to kud forex me new liken me forex me abi experience sikna chata ho.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                forex ko new join karty hain un kay liye zarori ha kay woh yada achi tarah aur behtar treeky say forum ko parhain samjhain aur phr iss main hum kaa mkarain yahi humary liye behtri ha aurr acha way bhi kamjabi ka kiun kay iss main kamjabi kay baghair hum kuch bhi nahi hain
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X