Divergence in Forex Market
Forex market ki technical movement ky doran agar ap technical Analysis ka istemal kerty hain to iss main apko divergence dekhny ko milti hain Divergence is ko kehty hain k jab market kisi bhi trend main move kar rahe hoti hy chahy wo bullish trend main movement ker rehi ho ya ya bearish trend main apka Indicators ya Oscillator apko usk against trend show kar raha hota hai Jesa k market Uptrend main move ksr rahe ho lekin Indicators apko downtrend show kar rahy hoty hain Inko hidden divergence kehty hain jo ky Indicators ke madad sy find kerty hain Iski madad sy apko market ky trend ka change hony ka idea ho jata hy aur aik achi trade milti hai ky agar hamain pehly sy pata chal jaey ky market kis direction main movement kerny ja rehi hai tou ham trade open ker ky acha profit bana sakty hain
Types of Divergence in Forex
Forex market main apk pass chart aur indicators ki madad sy app ko different types ke divergence dekhny ko milti hain jin ky mutabik ap trade kar sakty hain Is main apk pass Two types k divergence hoti hain jo bullish trend main movement kerty huey market main bhi create ho sakti hai aur bearish trend main movement kerty huey market main bhi ho sakti hai lekin same divergence hamesha trend ky against hoti hain kyun ky market tou hamesha trend ko follow kerty huey movement ker rehi hoti hai lekin jab market main divergence create hoti hai tou its mean ky market ap trend ky against movement kerny ja rehi hai so market main create hony wali divergence ki two basic types hain jin main bullish divergence aur bearish divergence shamil hain jin ko ham following paras main detail main discuss kerty hain
Bullish Divergence in Forex
Agar ap market main trade open kerny ky liay market ky technical analysis kar rahy hoty hain to jab bhe market ka trend down hoga aur market down side move kar rahe hoge to apka Indicators apko bullish trend show kar raha hoga Ap agar chart par trend line lgain to market ka trend down nazar aye ga aur agar Indicators per trend line lagain to wo Uptrend show kary ga Bullish Divergence ko delhny k liay ap apko chart par market Lower Lows bnati dikhai dy ge jab k Indicators ya Oscillator main apko market lower high bnati hue dikhai dy gi Is chez ko bullish Divergence kaha jata hai Bullish divergence main apko market k uptrend ka idea ho jata hy jis main candlestick pattern aur chart patterns ko dekh kar trade kar sakty hain jab bhe indicator apko chart ky against koi bhe indication deta hai to us main ap bullish trend main trade open kar sakty hain Iska apko faida hota hy jis timeframe main bhe istemal karin gy iska apko faida utna he hoga Is divergence main ap Buy ki trade open karty hain tou apko confirm profit hasil hota hai
Bearish Divergence in Forex
Agar market Uptrend main movement kar rhe Hoti hy tou agar ap market ka swing pakrna chahty hain to isky liay apko Indicators ka istemal karna hota hai Divergence ko find krny k liay apko different indicator ka istemal karna hoga Jab Indicators apko downtrend show karta hai aur market Uptrend mainove kar rahe hoti hai Jesa k agr ap dekhain to market chart par Higher High bana rahe hoti hy aur Indicators main apk pass latest high break nahi hota Isko bearish hidden divergence kaha jata hai Bearish trend ko finds kia jata hy aur market main sell ke trade find indicator ke madat sy kia jata hai Dear jab market uptrend main higher high banati hai to indicators apko higher high bnany main nakam hoty hain iss main ap candlesticks pattern dekhty hain aur market main sell ki trade ko dekhty hain aur sell ki trade laga k market sy faida hota hai In divergence sy apko bahot faida hota hai ky same divergence ka hamain pehly sy pata chal jata hai ky market kis direction main movement kerny ja rehi hai tou ham is sy faida hasil ker sakty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим