Analysis kia hain, aur market men analysis kese kiye jate hain...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kia hain, aur market men analysis kese kiye jate hain...?
    Market mein kamyab trading ke liye analysis karna bahut jaruri hote Hain Jab tak hamare analysis Nahin honge tab tak hamari kamyabi Nahin hogi kyunki jab tak ham market mein main trend ko find nahin kar lete hain tab tak ham market mein trading nahin kar sakte hain agar ham blind trading karte Hain to fir ham kamyab Nahin ho paate Hain isliye hamen pahle analyses karna bahut jaruri hote hain aur jis trader ke analyses perfect aur successful hote hain vahi trader he market mein successful ho sakta hai isliye hamen Apne analysis ko behtar karna bahut jaruri hai jo trader perfect analysis karte hain unhi trader ko market mein success milati hai.

    What is analysis:

    Dear members trading me kamiyab hona chahity hn to uske liye aapko bahut jyada mehnat ki zarurt hoti ha or analysis krna sb sy zaida important cheez hai forex trading k liye analysis k bd hum forex trading me bht acha profit gain krty hn or us me apko hi faida hota hai iski different types hoti hain jinko hum apply kr skty hn trading sy phly or faida utha skty hn main apko types btati hn.

    𝙏𝙮𝙥𝙚𝙨 𝙤𝙛 𝙖𝙣𝙖𝙡𝙮𝙨𝙞𝙨

    1. 𝙏𝙚𝙘𝙝𝙣𝙞𝙘𝙖𝙡 𝙖𝙣𝙖𝙡𝙮𝙨𝙞𝙨
    2. 𝙁𝙪𝙣𝙙𝙖𝙢𝙖𝙣𝙩𝙚𝙡 𝙖𝙣𝙖𝙡𝙮𝙨𝙞𝙨
    3. 𝙎𝙚𝙣𝙩𝙞𝙢𝙚𝙣𝙩𝙖𝙡 𝙖𝙣𝙖𝙡𝙮𝙨𝙞𝙨



    1. 𝙏𝙚𝙘𝙝𝙣𝙞𝙘𝙖𝙡 𝙖𝙣𝙖𝙡𝙮𝙨𝙞𝙨:

    Dear forex members jesa k hm janty hain market mein technical analysis bht important hain. Tread open krny sy phly agr technical analysis ka use kren gy tu hmein zarur profit ho ga . jis sy market ke movement ka idea lgaya ja sakta hy.
    jo log short term trading karte hain wo technical market ko dekhte hain. jaise ke support and resistance candlestick Patterns aur chart patterns.

    𝘾𝙝𝙖𝙧𝙩 𝙥𝙖𝙩𝙩𝙚𝙧𝙣𝙨
    𝘾𝙖𝙣𝙙𝙡𝙚𝙨𝙩𝙞𝙘𝙠 𝙥𝙖𝙩𝙩𝙚𝙧𝙣𝙨
    𝙎𝙪𝙥𝙥𝙤𝙧𝙩 & 𝙍𝙚𝙨𝙞𝙨𝙩𝙖𝙣𝙘𝙚
    𝙏𝙚𝙘𝙝𝙣𝙞𝙘𝙖𝙡 𝙄𝙣𝙙𝙞𝙘𝙖𝙩𝙤𝙧


    Click image for larger version

Name:	images (34).png
Views:	5
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12496266

    𝙁𝙪𝙣𝙙𝙖𝙢𝙚𝙣𝙩𝙖𝙡 𝙖𝙣𝙖𝙡𝙮𝙨𝙞𝙨:

    Forex members market main hm dekh re hoty hain k muhktalif information hoti hain. In different news ko jab hm follow krty hain aur un k according trade krty hain that is called fundamental Analysis Isk sath sath market ke current position aur previous news ko bhi follow ki jata hy. Dear long term trading k leay fundamental Analysis ko perform karna baht important hota hy kun k market ke movement fundamentally zyada move karti hy. Fundamental Analysis main hmary pass:
    Economic Condition
    Industrial analysis
    Future Profibility
    Gross Domestic Product


    Click image for larger version

Name:	images (74).jpeg
Views:	2
Size:	20.7 کلوبائٹ
ID:	12496265

    Sentimental Analysis:

    Dear forex market mein aap Jab koi bhi trade lagane ke liye market ko watch karte hain aur koi bhi tool use kiye bagair ab market ki movement ka idea lagaen aur trade karen to use sentimental analyse kaha jata hai. ya short term ke liye bhi use ho sakta hai aur long term ke liye bhi.

    Click image for larger version

Name:	download (21).png
Views:	7
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12496264

    Conclusion:

    Market mein analysis karna bahut jaruri hote hain kyunki Jain traders ke analyses perfect hote hain UN traders ko market mein kamyabi milati hai isliye hamen bhi analyses karne chahie hamare analyser jitne perfect ho jaate Hain hamen hote Nahin apni trading se behtar result milta hai isliye hamen chahie ki ham perfect analysis Karen kyunki hamare analyzers ki vajah se hi hamen market mein kab yah bhi milati hai hamen Apne analysis ko behtar karna bahut jaruri hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kia hain, aur market men analysis kese kiye jate hain...?

    Forex Market Analysis


    Forex trading market k analysis main traders kisi currency jora ki aggli harkat ko maloom karne karnne ki koshash kartte hen, jo wo mustaqil main lene wala hotta hai. Is waja se kisi bhi trader k leye technical aur fundamental bunyyad par daily k hissab se achahay decision lenna aik zarrori awamel mai se aik hai. Forex trading market main technical analysis pechlee price action, chart k behtareen aur mashahoor patterns aur is k sath deggar factors shamil hotte hen. Fundamental analysis main mumalik ki economic soratehal, mustaqbil k social imkannat aur markazzi bank k sharah sood k sharah shamil hai. Technical analysis aur fundamental analysis ki bar akass Sentimental analysis main trader market ki current situation k sath sath technical aur fundamental analysis ka combination banna kar aik nayye strategy bannate hen. Forex trading market main analysis darjazzel teen tarah se hotte hai ;

    Click image for larger version

Name:	346446.jpg
Views:	1
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12363610

    Technical Analysis

    Forex trading k technical analysis main kisi bhi currency jore ka historical data ka tajzeyya us k mustaqil k prices ko maloom karnne k leye kia jatta hai. Forex trading market main traders ya analyst technical indicators, price action chart patterns, harmonic chart patterns waghera ki maddad se currency jore ya stock ki aggli harkat maloom kartte hen. Support aur resistance levels ko bhi technical analysis ka aik aham juzz mana jatta hai. Kuch technical oscillators bullish divergence aur bearish divergence dekha kar market ki buy aur sell ki signals bannate hen.
    Technical analysis main toools lazzmi nahi hai k wo bulkul accurate ho aur 100% sahi kaam karengay, kabhi kabhi technical indicators fundamental events ki mazzboti ki wajja se nakam ho jatte hen. Expert trader aik ya do chart pattern aur kuch indicators ki maddam se technical analysis tarteeb dette hen.

    Fundamental Analysis

    Fundamental analysis economical, social aur political awamel ka tazyya hotta hai, jo currency ki economy ya value main bohut aham kirdaar adda kartte hen. Fundamental analysis main monetary policy, economical karkarrdagi aur deggar gher yaqeen khabro ki analysis shamil hai, jo economy ki halat ya semat ko tabdeel kar saktte hen.
    Currency ki qeemat ka tayyun market main currency ki supply aur demand se hotta hai. Fundamental analysis main basically kisi bhi currency ki supply aur demand par analysis ki jatti hai. Currency ki talab yanni demand ziadda honne ki waja se us ki value main izzaffa hotta hai, jab k supply ziadda honne ki waja se us ki value main khatere khwa kammi waqea hotti hai.

    Sentimental Analysis


    Sentimental analysis traders ki emotions par muhasir hotti hai, jis se market main qeematen kisi semat chaltti hai. Forex trading market main chotte, darmeyyane aur bare level ki traders kaam kartte hen. Hum forex trading main kaam karrne wale chotte pemane k traders main shummar hotte hen, hum ko aam ko "Retail Trader" kaha jatta hai.
    Bare aur darmeyyan k trader jaise; markazzi banks, maleyyati idarre, brokerage firms, small banks aur deggar iddara jatti traders forex trading market k bare plyers kehlate hen. Retail traders sirf market main shoor macha saktte hen, lekin prices ko kisi bhi semat mai le k nahi ja saktte hen.
    Forex trading k sentimental analysis main hum sirf analyze kartte hen, k darmeyanne aur large traders market k currency k bare main kia soch rahhe hen. K kia qeematen bullish jayegi ya bearish challigi? Hum is baat ka bhi andazza laggate hen, k aya trend rujhan k mutabiq hai, k ya ye kisi khas semat ki taraff barhne ki koshash main hai. Sentimental analysis kisi currency jore k sahi direction ko maloom karne main hamari maddad kartte hen.
    Commitment of Traders(COT) forex trading market ki sab se mashahoor sentimental analysis main se aik hai. COT reports main retail traders assani se samajh saktte hen k market k bare players currency k sath kia karnne ka irrada rakhte hen.

    اب آن لائن

    Working...
    X