Kiya Aisa Mumkin Hai Kay Forex Mai Munasib Ilam Na Ho Tu Trading Ki Jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3331 Collapse

    no bro Forex kafi hi riskee bousniss hai, aap Forex mei beghair leaering ore exprence tradings ni ker skatey kayon ky agar aap esa kro gey to aap ke skty invisment loss mei chalee jaey gi bro r app tradings ky nam se be khaof kry gei.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3332 Collapse

      business aik risky kam hai aur forex tou bahut hi risky business hai. iss lye proper knowledge k baghair forex market mein business karna bahut hi mushkil hota hai.jis tarha koi bhi business karnay k lye tajarbay ki zaroorat hoti hai issi tarah forex market mein kam karnay k lye iss ka knowledge bhi hona chahaye.
      • #3333 Collapse

        ji sahi kaha aap n forex aik risky buissne hai iss mein amoount ko risk k toor per lagay jata hai jis se losse bhi hu sakti hai aur doller bhi bhada saktia hai iss liye thoara buhat tu risk lena hi parta hai ager agayy dekhna hai.
        • #3334 Collapse

          Proper Knowledge kay baghir forex trading karna tu zaroor possible hai . lakin proper knowledge kay baghir forex trading mai kamyab hona shaid possible nai hai . iss liye saray new traders ko yeh baat mind mai rakhne chaiye ke ager woh proper knowledge kay baghir trading karin gaay tu kamyabi mushkil hai .
             
          • #3335 Collapse

            Without knowledge hum trading to kr saktay hain or profit bhi earn kr lain gay lekin phr aik time aisa bhi ayega jb hamain market ka kuch ilm nai hoga or hum sb kuch loss kr dain gay is liye knowledge bohat zarori hai
            • #3336 Collapse

              Ham knowledge k bagher trade lava sakte ho per wo betting ho jaegi jisme profit kam.loss zada hota he or ao apna account wash karwa dete ho issue bejtar he pehle knowledge gain karo pjlhir forex ko live trading karo
              • #3337 Collapse

                G nai ap NY acha question kia hai lkn ap ko beta doun yeh bilkul bhi possible nai hai k practice k bger ap kaam kr sken forex me ap kr skty hain aur woh bhi surf aur surf nuqsan ap kuch earn ni kr skty
                • #3338 Collapse

                  bghair information forex kafi zaida riskee hey app sub sey pahlaey maloomat google sey gain kareen phr jb aap ko fundamental malaom hao jayaa to 1 mt4 Demo open kr ky tradings kaa start kr lane.
                  • #3339 Collapse

                    Zindgi ki kisi bhi field mein kamyabi hasil karny kay liay knowledge aur experiance ki bht zaroorat hoti hai ye dono cheezain jis insan kay pas hon wo zaroor kamyab ho ga bilkul isi trah trading mein bhi pehlay knowledge ki zaroorat hoti hai makmmal knowledge phr us kay bad experiance hasil karna chahiay agar ye dono chezain insan kay pas hon to trading mein kamyabi aram se mil jati hai.
                    • #3340 Collapse

                      mery bahee is karobar ko baghair knaoeldge keh with out tajurba keh krna apney aap ky saath zaittee ha, suicide hao gaa yeh apni sarmayakari ky saath yeh karobar krny ky liaey app ko ic ko behtar tara sikhna smajnaa pery ga, app ko Demo kam pr ziyada sey ziyada practise krna hao gi warnaa u loss ur all invisment beghair info ic per kaam krna namumkin ha
                      • #3341 Collapse

                        Forex me trading krna koe itnee baree rocket science to ha, nahin yai asan say kaam ha, aapko up aur down main say koee 1 trend undaza krna ha, iss lia trading to ham ker saktey hen lekin es ko undaza krna bahot difficulte ha, aor bahot sey laog iskao andaaza ni kr patey es lia es per munafa kama na kaafi difficulte ha
                        • #3342 Collapse

                          Yes dear ma ap ki bat se agree krta hun forex ma hum without experience k kuch nai kr sakte hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha
                          • #3343 Collapse

                            aik achi aur properly information ki apko zarorat hoti hai is kay bagair apki trade kabhi bi aik kamiybi ki taraf barh nais akti hai is liay apko aik achi trade lanay kay liay aik hardworker bunna ho ga aur trade ko acha karna learn karna ho ga
                            • #3344 Collapse

                              Ya possible nahi hai k ap begar knowledge ky forex market mai trade kray/. Forexmarket mai trade krnay ky lye ap ko sub say pehly forex market ki learning hasil krnahai es ky bad ap ko forex market mai trading krnahai tou ap forex market mai earning hasil kr sakty ho.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3345 Collapse

                                No way, forex trading mein ap baghair knowledge kay successful trading nahi kar saktay because trades open karnay se pehlay ap na market ka jaiza lena hota ha, charts ko parhna hota ha and charts bohot complex hotay hain, jab tak ap kay pas forex ki knowledge nahi hogi ap charts ko read nahi kar sakain gy and market ka correct andaza nahi laga sakain gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X