Kiya Aisa Mumkin Hai Kay Forex Mai Munasib Ilam Na Ho Tu Trading Ki Jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    meray bhai ap ka ye question bohat he acha hay baagir achay knowledge kay impossible hay aik achi tarding karna trading karnay aky liye ap koa achi mehnat haiye proper knowledge hoga tou ap achi trading kar sako gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      G dear possible to hai per ek shart per ager ap k pas zarorat say ziada paisa hai or ap us ko orrana chahtay hain tab to ap proper knowledge k bine hi trading start kar sktay hain us say apko kabhi loss labhi profit milta rahay ga,per yai sahi nahi hai.
      • #78 Collapse

        No, it is not possible at all. Forex needs proper knowledge. You have to get proper knowledge here, if you really want to get more and more profit in forex business. I have never seen a successful trader without proper knowledge.
        • #79 Collapse

          bhai swal achah ha knowledge ke baagir to koi kaam nahi ho sakta oar har kaam ma knowledge oar us ka sahi istimal bhi zarori hotaha forex to risky business ha us ma to oar zida ahtiyat sa chalna parta ha
          • #80 Collapse

            forex trading main risk to hota hai mager ap achi tarhan training kar ke fprex ke bare main research kar ke ek ache trader ban sakte ho or jahan tak baat risk ki hai risk to har business main hota hai or forex trading main learning se ap acha experience hasil kar sakte ho.
            • #81 Collapse

              Ji aap aankhein band kere forex mein trading kersakte hain, buhat sare log aisa kerte hein jo yeh samjhte hein k yeh buaht asan hai bas aik do button press kiye aur currency chapne ki machine chal pari, haqeeqat mein aisa nahin hota, forex ko seekhe baghar aap kabhi ismein kamyab nahin honge.
              • #82 Collapse

                no it is not possible agar trade karna ha tu proper knowledge lazmi cia ho ga aur is k alwa ap ka loss be ho sakta ha aur loss ke chances be ziada ho jaty hn agar ap trade without knowldge karo gay tu kyun k trade karny k lia knowledge ziada hna cia hota ha...
                 
                • #83 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Nazo پيغام ديکھيے
                  Every business has risk but Forex is very risky business. Kindly please guide me can I do trading in Forex without proper knowledge and getting experience about it.:rolleyes:
                  no my dear kisi b karobar ko krne k liye us k baare men proper knowledge hona chahiye isi trah forex trading men successful hone k liye forex trading ka proper knowledge hona bohat zaroori he forex profitable b he or risky b , agr ap k pass forex ka knowledge proper nahi ho ga to ap forex men kabi kamyab nahi ho sakte
                  • #84 Collapse

                    nahin .agar knowledge nahin hai to hum trading kar to sakty hain but is main loss he ho ga.forex market kaafi tough hai or issy hum technical or fundamental analysis ki help sy predict karty hain.is liey seekhna boohat zaroori hai.
                    • #85 Collapse

                      Yes off course you can doing trading without proper knowledge but you can not earn money without knowledge.. trading is very easy but earning is very difficult because you can loss your money without knowledge.. therefore knowledge is very important for good earning..
                      • #86 Collapse

                        jab trader k pas proper knowledge ya experience nahi hoga tu trader kabi b kamyab nahi ho sakta.Because knowledge aik aisa weapon hai jis ki madad se trader apni trades ko achi tarha manage kar sakta hai or trader knowledge ki madad se achy decision lay sakta hai jis ki waja se trader apni trades ko achi tarha manage kar leta hai or trader ka experience or knowledge asani k sath us ko Forex ki market k new challenges ko face kar leta hai.
                        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                        • #87 Collapse

                          ji han ji forex mey kam kren ke lye knowledge gain krna boht zarori ha ager aap ke pass knowledge nhi ho ga proper to aap best trading nhi ker saken ge
                           
                          • #88 Collapse

                            Asallam o alekum
                            G nahi dear brother , jab tak knowledge nahi hogi rou kaisey kama saktey ho, isko aik tarikey sey karo k koi achey signals deta ho to us k through aap trades open karo
                            • #89 Collapse

                              forex aik asi chez hai ke agar is mai ap ke pass jitne bhi knowledge hai wo kam hai aur insan har waqt kuch na kuch sekhta he rehta hai aur is mai earn krne ke lia experience chai hai jo ap practice account se gain kr sakhte ho easily.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Difficult without knowledge but luck can be the factor just for few trades, so first of start working on demo and then must be able to understand the charts, symbols, indicator's directions. So that you will be earning well...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X