Dear friends, Forex market main trade kay liay mukhtalif types kay charts use kiay jatay hain, jin main say line chart, bar chart aur candlestick charts famous hain, in kay ilawa charts ki aik kisam ka naam renko chart bhi hay,
Renko chart ki appearence aur features:
ye aik complicated lakin reliable chart consider kia jata hay, ye pairs ki prices par focus karta hay aur time factor ko ignore karta hay, is ko japanese nay develop kia aur working main ye point and figure chart kay kafi similar hota hay, in main difference sirf itna hota hay kay renko chart main blocks aur boxes use hotay hain jab kay point and figure main X aur O column use hotay hain, renko chart aik brik per column kay sath normaly 45 degree line main move karta hay,
Drawing pattern of Renko chart:
Dusray charts ki tarah is chart ko draw karnay kay liay technical indicators ko use karna lazmi nhi hota, traders pehlay brick value ya range unit set kartay hain jo normaly ten rakhi jati hay, is tarah next brick draw karnay kay liay ye value increase hoti jati hay, jaisay agr kisi pair ki vlaue 100 hay aur us main 10 point chart use hua ho to ye prices 110 par move karay gi, agr is price is fix ki gae value sa km up ya down move karta hay to koi brick draw nhi hoti
information and indication provided by Renko chart:
ye chart trader ko mukhtalif kisam ki information provide karta hay jin main support aur resistance ki identification kay ilawa trend ki information aur trading positions off set honay main time ki detail ko bhi janchta hay, ye market ka aik long term view provide karta hay, is kay zariay triangles aur double bottom pattern ko bhi identify kia jata hay, is kay ilawa ye stoploss aur take profit place karnay main bhi help daita hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим