stay focued to your plans and trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji han bilkul har business ko start krny sy pahly iske proper planning karni chaiey aur usi strategy kay mutabiq chalna chaiye. hope loose ni krni chaiye apnay plan sy he stick rahna chaiye kiunki business mia mustaqil mizaaji ke bhe khaas zroorat hai . loss aur profit ke tension ni honi chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Yes sir ap ne achy sawal kiya ha our me to kud bi apk sawal sy agree karta hota q k forex me ap kud he experience hasil karty ha our ap kud he forex me real me trading karty ha our ap kud he forex me profit earn kar sakty ha liken us k lye ap ko kud he forex me expert bana parta ha.
      • #33 Collapse

        Forex main trading kay liey zarori hai kay is kay rules ko follow kartay hoey is pay kam kia jaey .Forex main kamyabi kay zarori hai kay trading aik planning kay sath ki jaey .is liey trading start karnay say pahlay aik acha plan banana chahiey aur usi ko follow kartay hoey knowledge aur mehnat kay sath trading karni chahiey .
        • #34 Collapse

          G jnab aap ke baat theek hay k ham ko trade may apny kaam par focus karna chiya aur himmet aur dilchaspi say kaam karna chaiya agr during trade hmari twaja kisi aur trf ho ge to aap mistake kar sakty han aur agr mistake karty han to loss ka samna karna par sakta hay
           
          • #35 Collapse

            g han hum sirf apni paling aur trading peh he focus ker keh kamyab ho sktey hain ek ache planing keh stah he hum ek kamyab trader bun sktey hain jesey keh ek achey nukshye sey he hum ek ache building bna sktey hain isi tarah plaing bhe hmare liey ek map ke tarah he hoti hey
            • #36 Collapse

              G bilkul forex trading mein apko apne trading plan par focus karna hoga,aur ek ache trading plan ke sath market mein enter hona hoga,,aur phir apni trades pe bhi focus karte hue apko ye dekhna hoga ke apko trade kab close karni hai,kiunke market ka trend bhi kisi bhi waqt change hojata hai.
              • #37 Collapse

                Forex trading boohat he risky business hai or is business main jab bhi trading karni hai or aap ko full concentration say kaam karna ho ga.is tarah he aap earning kar sakty hain.
                • #38 Collapse

                  If you want to succeed in your trading in the forex market for the training and education you good and you have to have a plan and a successful winning strategy could help you in trading in the forex market
                  • #39 Collapse

                    dear forex aik aisa trade hai jis main humain apni target ko focus karna hai or apni planning k hisab sy hi chana hai or ager hum aisi nahin karain gay to hum nuqsan main jain gay . hum ko apni tradiing p dhyan dena chahye
                    Azadar Morai
                    • #40 Collapse

                      yaha kam karty wakt zarure hai k apni sari tawajo kam pe lgai jaye takai dhyan na batey mind divert na ho q k agr aisa hua to hme nuqsan hoga apne aims or target ko achieve karne k lye zarure hai k hum apne plans or trade per focus rakhen
                      • #41 Collapse

                        yes i agree with the thread which is stay focused to your plans and trade trade karne se pehle hamen apna koi aik plan zaror banana ho ga jab tak plan nahi banae gan tab tak humen trading me maza nahi ae ga or hamari kamyabi bi impossible ho gi.
                        • #42 Collapse

                          har trader ko chahiye k wo apni strategy khud baney aur trading main apni marzi k mutabiq planning karey aur sath main aik had tak ka target bhi rakhey to behtar hai.
                             
                          • #43 Collapse

                            Trading without planing and focus is not possible in the profitable position . If you want success in the forex trading than make a compete plan to get the success in the trading and focus to get the goal . Perfect planing is very important and key factor in the forex trading success and also act per per plan
                            • #44 Collapse

                              ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay ke jab aap trading karrahay ho to aap ko pahle planing banani chahiye phir aap ko trading karni chahiye our aap ko markit per nazar rakhna chahiye our apni trade per nazar rakhna chahiye take jasay hi markit aap ke mukhalif jaye aap apna loss kam say kam karo.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                hum jub bhi kaam karain forex main to apna focus hamesha trade par hi rakhain jub app is per focus rakhain gay to agay chal kar app is par bohot ziada earn karain gay or is main app ko kisi chez main problem ka samna bhi nahi karna pary ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X