Trend trading strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend trading strategy
    Trend Trading strategy;


    Market kay teen mumkana hallat mein say trend shaid trader mein sab say zyada makbool hey trader kay ley price movement aik ghair important hey serf aik trend ke wajah say trader nay yeh daikha hey keh jes nay market ko daikha hey jo keh aik trend hey jo aik he direction mein movement kar raha hey economy ka basic data bhe behtar banya ja raha hey wajah koi bhe ho marketmein aik taosub majod hey or trader trend ko kodnay kay kabel ho sakta hey or maor bhare bharkam kaam karnay dayta hey market ke condition ko aik profit able situation kay kabell banana hey
    trend kay sath trade aik purkashesh pehlo hey porkashesh pehlo yeh hey keh keas arai karnay wala buy ko kam sell ko zyada karta hey or opar kay trend ka wait kar kay zyada ache earning hasell ke ja sakte hey ese tarah ager yeh trend jare nahe rehta hey to loss bay had honay ke bejay trader ko trade leave kar dayne chihay or pehlay trader ka trend jare rahay to position say 3, 4 ya 5 gena profit hasell kar sakta hey or psay trade mein enter honay kay ley ebtadai risk lahaq hota hey
    Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	11
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12495743


    How to build a trend trading strategy



    trend trading strategy teyar karnay kay ley bohut zyada makbol indicatr hotay hein or technical analysis kay ley agay lay janay kay ley trend trading approach design kartay wakt bhut say trader time frame ka estamal karna chihay or analysis bhe kar saktay hein takeh aik trading market par aik say zyada nazar ain moving average trader ke tashkhees or trading trend mein madad kar saktay hein trend ko follow karnay wale strategy ke taimeer or trade kaisay ke jate hey keh aya keh price oppar hey moving average say ya down hey
    laken jab trend jare nahe rehta to trader ko zyada tar mashwara deya jata hey keh woh loss ko kam karnay ke koshesh karen takeh reversal janay say on ka bohut zyada loss na ho
    Click image for larger version

Name:	download (6).png
Views:	31
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12495742
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend trading strategy

    Market Trend


    Forex market me trend line oper (uper), nechay (down) ya sideways ho sakta hai. Upward trend ko market k daily lows k nechay se, jab k downward trend ko market k daily high k uper se aik seedhi line k khenchney se zahir kia jata hai. Aik aam tareeqaykar k mutabiq, mojoda market ki intersection ko trend line k zarye se jora jata hai. Trend line do (two) ya do (two) se ziada points par mushtamil hota hai. Trend line market ki haleya (pressent) qeematon par buy ya sell ka signal genrate karne k leye istemal hota hai, jo k har aik time frame pe mukhtalif hota hai. Trend line k leye jitna bara (longer) timeframe muntakhib kia jata hai, utni hi is ki kamyabi (successful) hone k chances ziada hen.

    Click image for larger version

Name:	images (5) (22).png
Views:	2
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12363300

    Bullish Trend

    Bullish trend us waqat waqo-pazir hota hai, jab market ki daily low ki qeematen aik sedhen lakeer me a rahi ho. Yani trend line k zarye se market ki sab se latest daily ki qeematon ko apas me jora jata hai. Agar market k mojoda qeemat is trend line ko ubor (cross) karti hai, to is sorat me aik "buy" ka signal genrate hoga.

    Bearish Trend

    Bearish trend market ki mojoda (latest) qeematon pe daily high par khencha jata hai. Is me bhi do (two) ya do (two) se ziada points hote hen. Jab bhi market ki qeematen upward move karti hai aur trend line ko cho (touch) ya ubor (cross) karti hai to yahan pe "sell" ka signal genrate hoga.

    Sideways Trend

    Sideways trend se murad aik aeedhi line hoti hai, jis me na to qeeten oper (up) ya nechay (down) ki taraf jati, bulke up-down, down-up k hisab se chal rahi hoti hai. Sideways trend me market kisi bare breakout k intezar me hota hai, jab tak us ko kisi aik side pe mazbot ishara (signal) nahi melta hai. Sideways trend me traders ko market k kisi aik side pe breakout ka intezar karna chaheye, q k is me na to "buy" aur na hi "sell" ka signal wazih (clear) hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	4
Size:	26.7 کلوبائٹ
ID:	12363301

    Trend ki Ahmeyat (importance)


    Forex trading market me trend line bohut ziada important tool hai, jis ko technical analysis me bohut ziada istemal kia jata hai. Trend line se hi humen wazeh (clear) hota hai k market pehley (past) kia soratehal rahi hai, is k leye humen ziada gehraye me jane ki zarorat nahi parti hai. Technical analysis me trend line mojoda market ki soratehal ka bakhobi andaza ho jata hai. Market ki mojoda soratehal me traders k leye trend line support aur resistance k tawar par bhi kaam karta hai. Agar aik qeemat bar bar trend line ko cho (touch) karta hai, aur us position se morta (reverse) hota hai, to is ka matlab hai, k position strong support ya strong resistance level hai. Trend line sab se asan aur relaibale tool hai, aur agar is ko dosre indicators ya price action k sath istemal kia jaye to is ki karkardagi (reliability) mazzeed behhtar ho jati hai.

    Trend Lines Pe Trading


    Trend line ka trading me bara aik aham role hai. Trend line technical analysis me analyst sab se ziada istemal karte hen, q k qeematen kabhi bhi trend line ko follow keye bagher movement nahi karti. Trend line k bare me forex me aik qool mashahoor hai keh " Trend is your friend". Is waja se trend line pe trading karna ziada faida mand sabit hota hai. Trend line agar channel ki sorat me dono taraf ho to ye support aur resistance ka kaam bhi karte hen. Trend line k support aur resistance pe hum achi trading kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (5) (23).png
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12363299

    اب آن لائن

    Working...
    X