What is zone in fore x trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is zone in fore x trading
    AOA

    INTRODUCTION
    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur daily basis per trading Karke Honge aaj market close hai isliye Apna posting target pura karne ki koshish kar rahe Honge aur difference topic choose kar ke UN per discuss karne ke liye taiyar kar rahe Apne knowledge experience for improved Karen Taki future Mein Hamara loss kam se kam ho sake aur profit Jyada Se Jyada Hasil kar sakte iske liye Hamen mukmmal study karne Hoti Hai tab jakar post taiyar hoti hai isliye
    Isliye Posto ko Sahi to aur per read Karen Taki aapke knowledge or experience improve ho sake Yahi Ek jariya Hai knowledge Agar aapane Chhath trader banna hai to knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai aapke pass market ka analysis knowledge bahut important Hai autotrader analysis nahin kar sakta usko Forex trading Mein Kam Nahin karna chahie Kyunki h l loss kar sakte hain isliye Inko trading Se Dur Rahana Pranali Hasil karna chahie aaj ki post ka topic hai different zone in in June per Kaise kam kar sakte hainIske bare mein Apne knowledge ko aapse share karna chahta hun
    CONCEPT OF POST
    zone aik asa area hota hai jo support level or resistance level pae hota hai. Is area ko hum aik colour ma b rakh sakty hain.Jb market is area ko touch krti hai to Is k ander he aik reversal pattern show krti hai.To us time py hamen entry ly kr profit earn krnna hota hai. Zone area ko hum 2. Colour ma kr k is ko identify kr sakty hain



    HOW TO IDENTIFY ZONE

    Rsi indecator ke help sy hum oversold or overbought ko bohat ache trah sy samjh skty hn
    RSI indicator hame market main price main hone wali tabdeeli ka andaza hota hai

    - ham is indicator ki madad se market ko ache se samjh sakte hai

    - is indicator ko use karte hue ham market ko achi tarah analyse kar sakte hai our apni khud ki strategy bana sakte hai

    - is k over sold and overbought positions hame good entry and exit points deti hai

    TYPES OF ZONE

    1# over bought
    2# over solde
    3# high liquidity
    4# resistance and support
    5# supply and demond zones
    HIGH LIQUIDITY ZONE

    jb hum zone ko set kr lety hain to us ma kuch area asa b hota ha jis ma bht zayda movement expected hoti hai. Is area ma market bht zayda taiz hoti hai or bht tazi sy up or down ja rahi hotu hai. Is area ko hum high liquidity zone kehtay hain.


    OVERBOUGHT ZONE

    Forex trading me sometime market me prices bahut zada ho jaati hai jab aap market mein apni is level ko carefully focus karte Hain to aisi situation main aap ko bahut zada advantages hasil ho sakte hain aur aap Forex trading main is level ko carefully focus kar sakte hain aur market mein overbought situation ko find out kar sakte hain aisi situation main market ki price bht zada hoti hai aur is time main market mein purchaser ka bahut zada pressure hota hai.

    OVERSOLD ZONE

    market mein oversold situation ko carefully focus karte Hain to aisi situation main aap ko bahut zada advantages hasil ho sakte hain oversold situation aisi situation hoti hai jis me market mein prices bht zada downwards movement kar jaate Hain aur aisi situation main market mein sellers ka bahut zada pressure hota hai aisi situation ko aap market mein oversold situation ka naam dete Hain jisko RSI indicator level 30 bhi kheta hai.

    HOW TO TRADE
    trading area ma hum jb zone area par trade krty hain. To hum zone area par achi trading kr k bht sara profit earn kr sakty hain. Q k jb hum zone ki proper identification kr lety hain to us point pr hamen bht achi entry mil sakti hai.Zone pr trade krny k lye hum us area ko achi trha utilized kr sakty hain.

    USE SL& TPS

    zone area ma stop loss ki calculation bht important hoti hai.zone ko proper study krny k lye hamen hamesha stop loss ki zrort parti hai. Stop loss is lye important hai k earning b safe rehti hai or accunt b safe rehta ha is lye trading k doran stop loss ka lazmi use krna chahye


    Click image for larger version

Name:	set_SL_TP_targets.jpg
Views:	1
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12495721

اب آن لائن

Working...
X