Trading ke liye learning karna bahut jaruri hai jo Forex trading ke related learning nahin karta hai usko kam ja bhi nahin milati hai aur Market mein Jo bhi professional trader hote hain vah apni Learning course start rakhte Hain kyunki jitni hamen main achcha knowledge Hoga utani hi hamen kamyabi milegi isliye hamen chahie ke ham learning Karen aur trading ke related knowledge hasil Karen Jab hamare pass achcha knowledge hoga to tab bhi hamen kamyabi mil payegi aur agar hamen trading ke related achcha knowledge Nahin hota Hai to fir hamen kamyabi bhi nahin milati hai isliye ham se jitna possible ho sake hamen trading ke related knowledge Lena chahie taki ham isliye successful ho sake reading ka knowledge hasil karna hamare liye bahut hi jaruri hota hai aur tab bhi hamen market mein success mil sakti hai hi trading mein bahut se patterns bante hain aur hamara aaj ka topic Hai dark cloud cover candlestick pattern aaj ham is pattern ke related discussion karenge ki ham is pattern ke through kaise trading kar sakte hain.
Definition of “Dark Cloud Cover candlestick pattern”:
Dark cloud cover, aik bearish reversal candlestick pattern hai, jahan nechy ki candle normally red ya black hoti hai. Aur pehly wali candle, jo k normally green ya white hoti hai, k uper open hoti hai. Aur phir ye uper ki candle k midpoint k nechy close hoti hai. Ye pattern momentum main change ko uper sy nechy ki traf dikhata hai. Ye pattern aik candle k bad bnaya gya hai, jis k bad aik down candle hoti hai.
Identification of Dark Cover Cloud Candlestick Pattern:
Dark Cover Cloud Candlestick Pattern Market price chart k long bullish trend per banta ha. Isliye jab long bullish trend man jab trend indicator bearish divergence de to is pattern ki confirmation k chance hota ha. Bearish Divergence man market prices oper ki taraf jati ha lakin trend indicato (RSI Indicator) downside move show ker rahe hoti ha. Is pattern man two candles banti han:
1. Is pattern man first candle (Day-1) ki long real body bullish (White) candle banti ha. Ye candle strong buyers ka signal deti ha.
2. Is pattern man second candle (Day-2) ki long real body bearish (Black) ki candle banti ha jiska ""Gap-up"" k sath open hona bhot zarori ha aur iska close first candle ki real body k 50% (Half) sa nicha hona is pattern ki complete hona ki confirmation ha.
Is Tarah se ham dark cloud cover candlestick pattern ki identification kar sakte hain aur Market mein bahut hi aasani ke sath trading kar sakte hain.
Trading with '"Dark Cover Cloud Candlestick Pattern"':
Dark Cover Cloud Candlestick Pattern ki k bad trader ko next candle ka close is pattern ki first candle k open sa nicha hona zarori ha, jiska bad trader ko new candle k open per ""Sell ki Trade"" active kerni chaheye. Stoploss ko patteen ki second candle k ""High sa 6 pips oper"" place karen aur ""Take Profit"" ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.
Trade ki mazeed confimation k liye trader ko chaheye k wo ""Relative Strength Index (RSI) indicator"" ko is pattern k sath combination man use karen. Aur confirmation k liye zarori ha jab ye pattern ban raha ho us waqt RSI overbought area (70 leve sa above) honi chaheye aur jab pattern ki formation k bad next candle pattern ki first candle k open sa nicha close de to is waqt ""RSI 70 level ko cross down"" ker rahe ho.
Advantages of "Dark cloud cover candlestick" pattern:
Market mein dark cloud cover candlestick pattern ke bahut se advantage hote hain kyunki is patton se hamen bahut hi confirmation market mein entry mil jaati Hai jiski vajah se ham market mein bahut hi accha profit le sakte hain isliye hamen dark cloud cover candlestick pattern ko jarur analyse karna chahie kyunki yah hamari trading mein kafi helpful pattern hota hai aur ham is ke sath market mein bahut hi acchi aur profitable trading kar sakte hain hamare analysis jitne behtarin honge hamen market mein entry Lene mein utani hi aasani hogi aur ham successful trading kar sakenge.
Conclusion:
Candlestick patterns hamare liye kafi informative hote hain isliye hamen ine ki practis karna bahut jaruri hai Jab ham market ke price chart per practis karte Hain to fir hamen kafi acchi information mil jaati hai isliye hamen apni demo practice karni chahie aur Market ke price chart ko jarur analyse karna chahie kyunki jitna ham price chart ko analyse karenge utani hi hamen success milegi aur ham aasani ke sath market mein trading kar sakenge isliye candlestick pattern ko jarur analyse Karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим