Dear friends, indicators ki base par forex main market aur pairs ki prices ko predict karnay main achi help milti hay, in indicators aur tools ka acha knowledge trader kay liay boht importance rakhta hay aur wo apni trades ko easily open, exit ya adjust kar saktay hain, in indicators main sa aik Qstick indicator bhi hay,
Qstick indicator kay features aur working principle:
Qstick indicator ko Quick stick indicator bhi kaha jata hay, ye trading aur charting software main widely available nhi hota, ye aik technical anaylisis indicator hay, jis ko price charts par trends ki identification kay liay Tushar Chande na develop kia, ye perticular time periods main opening aur closing prices kay darmain difference kay moving average hasil karnay sa calculate hota hay, jab Qstick indicator ko value zero sa ziada hoti hay to iska matlab ye hota hay kay last majority days main prices up rahi hain jo buying pressure kay increase honay ko indicate karta hay, aur iski zero sa low value selling pressure ko show karti hay
Formula and calculations:
Qstick indicator ki value indicate karnay kay liay traders perticular period ki close prices main sa open price ko subtract kartay hain aur jo result ata hay uska moving average laitay hain, signal line create karnay kay liay traders kay pass ye bhi option hita hay kay wo Simple Moving Average ko add kar lain, is main three common period hota hay jisko signal line kay liay use kia jata hay, is ka formula ye hota hay,
QSI = EMA or SMA of (Close - Open)
Interpretations of Qstick indicator:
jab Qstick indicator extreme high sa reverse karta hay to ye sell signal provide karta hay aur jab indicator extreme low sa reverse hota hay to ye buy ka signal daita hay, jab Qstick indicator increase kar raha hota hay aur prices decrease ho rahi hoti hain to buy ka signal milta hay aur jab indicator decrease ho raha ho aur prices increase hon to sell ki indication milti hay, is indicator kay sath Klinger volume oscillator, RSI aur MACD ko combine kar kay use kia jay to ziada behtar trading signal mil saktay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим