control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    yeh bat bohot zaruri ha k forex ka doran hum apne jazbat par control rakhen sirf yahi tareeqa ha loss se bachne ka warna loss ho sakta ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      that is to important in Forex if you will control in your emotions then you will do any think and i think that is very good for every trader that they will work hard and they will control on greed and that is to important my friend
      • #783 Collapse

        aslamu alaikum: ji sure lalach mein trader apna bohat ziada nuqsan karta hai aur lalach hi hamesha insan ko marwati hai.hmaein hamesha sabar ke sath trading karni chahiay aur lalach se bachna chahaiy.
        • #784 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha is business me hmen apni emotions par cantrol karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmari emotions hmen lose kar sakti ha isi liye hmen hmeshah mind se kam karna chahye or emotions ko khtm karna chahyee
          • #785 Collapse

            emotion ko aap control kiya kary yeh acha hai aur patience very important in the business agr aap kay pass knowledge hoga tu aap forex say achi earning kar saktay hay but without knowledge profit made karna difficult hota hay yteh aik lifetime business hay .
            • #786 Collapse

              emotional hone ka koi faida nahi hota hai is lye forex me emotional ho kar kam nahi karna chahiye bhai jan or is business me loss ho bhi jaye to bhi aap ko carefully mind ko focus rakhty hue loss ho ache se cool karna chahiye araam se or jald bazi se kam nahi lena chahiye .
              • #787 Collapse

                bhai jee app bulkul sahi kah rahay ho forex mein emotion ko rokna bauth muskil kaam hai agar app is per qaboo nahi pa saktay app kuch nahi kar saktay
                • #788 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                  loss se bachny k liye ap ko apny emotions aur apni greed per control rakhna ana chayay , kun k ek trader emotions me a kar boht sa nuqsan krwa bethta hai , aur greed loss ki sb se bari waja hai .. ek tader ko hamesha planning se trading krni chayay ..
                  jo banda apny emotion pe control control krta hy wo he kamyab hy varna insan lalach me aa gya to loss ho ga ham sab sy bari jo galti krty hen jis ki waja sy hmain loss hota hy wo ye he hy k ham lalch me aa jaty hn or loss krva laity hn apna hmain asa ni krna chahye hy
                  • #789 Collapse

                    yes bro emotion tu sab se bari cheez hai agar ap ne order laga deya hai tu es mai easy raho aur es mai sahe se kaam karo nae tu ye ap ko los sbe karwa sakt ahai
                    • #790 Collapse

                      hmesha trade kartay huay a[ni feelings auur emotions ko control main rakhna chaya aur confidant hu k trade karne chaya hmesha woh trader loss karta hai jisay khud par confidant nahe hota aur woh thoray sa loss main jatay he trade close kar data hai aik achay waqat ka wait nahe karta
                      • #791 Collapse

                        Yes emotion is related to the forex trading but here emotion can be your strength or weakness. If you loss in your business you could be nervous but this emotion should not have any impact in your business then you can win the race of forex.
                        • #792 Collapse

                          bhai jee beshak emotions per qaboo pana bauth muskil kaam hai lakin agar app in per qaboo nahi paain ge app ko loss ho ga
                           
                          • #793 Collapse

                            Ji han bilkul forex to naam hi emotions kay control ka hai, or wohi is ma kamyab ho jata hai o plaining se trade krta hai, or greed se bachta hai or apne emotions ko control kerte hwe trading kerta hi, wohi forex ma zyada acha trader banta hai or zyada profit hasil krta hai
                            • #794 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                              loss se bachny k liye ap ko apny emotions aur apni greed per control rakhna ana chayay , kun k ek trader emotions me a kar boht sa nuqsan krwa bethta hai , aur greed loss ki sb se bari waja hai .. ek tader ko hamesha planning se trading krni chayay ..
                              I Am agreed with you aik trader ko sukon say insano ke trhan demagh ko khol k soch smjh k hosh main trading kern chhaiye aur lalach walay factor ko khatam kerna chhiaye ziada profit k chakar main apna bh bra loss kerwa baithtay hain log yahan so insan ko daikh bhal k kam kerna chhaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X