control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    yes , that forex is a one kinds of m,arekt athy any one can gam eif ithgsi nmarekt if hy try her besty .in this marekt who vca gam eo ft tsui marektv they can controll of emotions.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Forex trading ki is online working main humy apna emotions ko trading k duran control karna chaheya agar hum asa nai kare ga to hum forex trading ki is online working main big lose ho sakta ha is liya low profit theek ha but high risk say kam nai lana chaheya is main lose zayada hota ha.
       
      • #468 Collapse

        gee han hame trading karte hue apne emotions ko control karna chahie kun ke agar ham emotional ho kar kam kren ge to hamara mind right decision nahi le sakta jis se hame bohat loss ho sakta hai
        • #469 Collapse

          yes dear forex trading business me emotions ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani se emotions ko control me rakh kar profit earn kar sakte hain aur forex business ko hum demo account me asani se learn kar akte hain.
          • #470 Collapse

            yes buddy you are right.. loss se bachney k liye hamen apney emotions par control karna parey ga. kioun key emotions k sath trading karna buhat zayada risky ho jata hai aur hum trade k doraan agar koi b jazbaat me aa kar koi ghalat faisla le letey hain to phir wo hamarey liye buhat zada nuksan ka bais bn sakta hai... so plz control ur emotions and chill...
            • #471 Collapse

              yes bhai jan app ny bilkul right kaha han or man app ki baat sy 100% agree krta ho because agr ham is business man earning gain krna chahty han to us k liye ham ko yeh thing's must avoid krni hogi phir hi ham is man profit or success gain krskty han otherwise ham is man loss hi gain kary gay.
              • #472 Collapse

                emotions ko control me rakhna bohat zaruri hai trading ke dooran aap ko chahiye ke patience se sab kam kare aur jazbati mat ho agar aap loss bhi karjate hai aap ko chahiye ke greed se bhi bache aur mind ko fresh rakhe aur aik achi planning ke sath trade kare to kamiyaab hoge aap.
                • #473 Collapse

                  Ji han greed aur emotions dono hi apko nuksaan mein le jatay hain isliye trading kartay hue har aik ko koshish karni chahye k wo apnay emotions pe qabu rakhay aur lalach na karay kyun k lalach buri bala hai. emotional insaan right decisions nahin leta aur nuksaan uthata hai. Isi tarah agar insaan mei greed barh jaye tu wo aur ki lalach mein jo hai wo bhi loose kar deta hai.
                  • #474 Collapse

                    ji hAN trader ko hamesha trading k waqt apne emotions ko control karna chahiye...q k ye aik business hai aur business emotions se nahi mind se hota hai...business main bht soch smaajh k decisiions lene parte hain...jo hum sirf mind se hi kar sakte hain....greed nahi karni chahiye patience k sath trading karni chahiye greed se hamen hamesh loss hota hai so hamen apne sarey emotions ko control kar k tarding karni chahiye ta k hum loss avoid kar saken aur profit earn kar saken....
                    • #475 Collapse

                      yes this is very much true ..... forex may kam karnaay k liye zrori hay k hum apnay emotions ko control may rakhay ... aisa karnay say hum jb loss kartay hay to ham disheart ni hotay and anay walay dino k liye mazzedd mehnat kartay hay takay profit earn kar skay
                       
                      • #476 Collapse

                        bhai ham kooi bhi bussnis yan job krte hen tu us me hamen chaiye k ham apone emotion pr qaboo rakh k kam kren jese k hamen loss ho rha ho tu ham jaldbazi me koi esi galti bhi kr sakhte hen jo hamen kafi loss bhi kr sakhti hen
                        • #477 Collapse

                          ager hamen forex trading men kamyaab hona he to iske lye lazmi he ke hamen apne emotions per control kerna hoga warna ham is kaam men kabhi kamyaab nahe ho sakhte ..
                          • #478 Collapse

                            hamain real ading men apny emotions ko control kerna hota hai jis se hamain dicisiona kerny men mushkil nahi hoti or ham achi trading ker k profit kamany layq ho jaty hain is ley control on emotins.
                             
                            • #479 Collapse

                              yes i agree with u brother emotions are really harmfull for forex trading. emotions like greed, pride, etc ye sb nuksan deh hen. trading mein kamyab hony k leye emotions ki bjaey apny mind sy dicisions leni ki zrurat hoti h. emotions mein trader wrong dicision ly leta jo usk leye bht nuksan deh prove hota h.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                ji han bhai loss se bchne k liye hmain apne emotions per control karna pry ga kiu k hamare decision effect hote hain hamare emotions se kbi ham boht khush hote hain kbi ham sad hote hain is lamhaat mai ham decision na krai to hi behter hai kiu k ham us waqt normal nai hote

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X