control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    Haan ye baat bilkul sahhi hai. agar greed kia jaye t0u ziada ki talaash me km b kho dety hain.. n agar loss ho jaye t0u emotional ho k forex ko blame krty huye hmt haar dety hain.. jismy nuksaan sirf aur sirf apna hi h0ta h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      agar app key saath planning nahi hogi tab tak app agaey nahi bhar payiengay aur app key planning mein sab se pehli cheez emotions ko control karna hai app in dono cheez par agar work kariengay toh app zaroor kamyab hongay.
      • #453 Collapse

        boht sachi h baat kahi h bro aisa hi hota h jb koi trader trade lose krta ha to wo emotional ho jata ha or usse recover krne ke peeche bhaagta h jo ke bohot hi nuksaan daye saabit hota ha phr.
        • #454 Collapse

          ji haa bilkul live trading ke time trader ko chaiye ke wo apna emotion ko control kare aur mind ko fresh rakhkhar trade kare aur koi tention me koi trade nahi kare to jada behter hai.
          • #455 Collapse

            agar ap emotional pe control nhi karo gy to ap ko koi fyda nhi ho sakta hy
            ap ko apne oper bilkul pora pora control rkhna chahiye
            • #456 Collapse

              Really must control your thinking and your style of trading in the forex market if you want to succeed in achieving high profits in this market and I think that the forex market is more remarkable market could help you achieve high profits
              • #457 Collapse

                hmmmm u are rite forex pak me emotion scontrol karna humara kaam hai or ager hum emotion control nahi karey gy to humey is kaam loss b ho sakta hai is lie greed se b bachey.
                • #458 Collapse

                  dear jub bi market me tazi hoti ha ore price tazi se up and down ho rahi hiti han to hum emotion per control nai rukhtay ore jeldbaazi trades open ker datay han .wo kabi ti profit deti han lakin ziaada ter loss kerti han is liay humain apnay emotion per contrl rukhna chaahiay.
                  • #459 Collapse

                    ji haan yeh aapny bohat achi baat ki hy ke humko forex trading ke doran apni emotions par kaabo rakhna chahiye kun ke jabb bhi aap emotional hoky faisly karyn gy to aapaik acha faisla nahi kar sakty hyn emotions me aa karr aao baaz oqaat apna buisness kharaab karr dety hyn.
                    • #460 Collapse

                      je han emotions pe control hona chiaye lazman forex is the best business of the world bagair 036df knowledge k kuch trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading mei agay nahi jay gay sekhna zaruri ha plang honi chaye kaam karnay ki hard work 039hgy bohat cheez hoti ha kamyabi learning mei meahnat ky bad ap ko kamyabi mile gi
                      • #461 Collapse

                        ji han bai apne bilkul thek kha hmey apni emotions ko control kerna chaye is trah hmey trading me acha profit bi mill sakta he warna hmra loss bi ho skta he
                        • #462 Collapse

                          assalam o alikum dear mery kayal mein eak trader ko greed nahe hona cahey usko cahey key wo kamm sekkny pe tawaja dai ager wo mukamal kam dekk lay ga to earn kar pae ga wana greed me loos kay siva kuch nahe milta.
                          • #463 Collapse

                            yess..aap nay theek kaha..meray khayal say planning ki importance hai in a sense k aap mently tor pay prepare hotay hain ksi bhi situation ko face karnay k liye is liye planning zaroori hoti hai.. or kisi bhi business may planning kiye bagher kaam nhi kiya jaa sakta..jb aap planning karen gay tou aap ka mind prepare hota hai is tarah aap k goals set hotay hain then unhe easily achieve kiya jaa sakta hai
                            • #464 Collapse

                              emotions per jis ka control hota hai forex me kamyabi hasil wahi karta hai emotional banda kabhi forex me kamyab nahi ho skata hai is lye emotions per qaboo rakh ker he hum forex se paisa kama sakte hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                ye baat theek hai ke insta forex trading aik online bussiness ahij sjis mai app ne trading se earn karn ahota hi us ke liye app ko hard working ki zarirat hoti hai apne emotion ko control mai rakkhna hota hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X