control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    main aap say agree karta hun.forex trading main earning karny kay leiy practice or learning zaroori hooti hai.iss liey agar ik trader hardwork krta hai to phir he wo achi earning kar skta hai.emotions ki waja say to loss he hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      g han dear ap ko trade karte hue emotional nahi hona chahiay blkeh fresh mind k sath tarde karni chahiay iss se apko faida hoga agar ap emotional feel karenge to ap sahi trade nahi kar skenge or loss kar bethenge.
      • #348 Collapse

        Dear bhai jan dunya k har kaam mai hame jald bazi si kaam nahi layna chahia jald bazi mai aksar hame nuqsan ho jata hai isi tara forex mai bhi trading k dooran hame apne mind ko market par focex rakna chaia aur emotions par bhi control karna chahia.
        • #349 Collapse

          Jee bhai aap ne bilkul theek kaha . Aik acha trader banney ke liye humein apney emotions ko trading ke raastey mein nahi aaney dena chahiye . Kyun ke aik acha trader wohi hota hai jo apney traders pey control rakhta hai . Trading kartey huwe agar aapkey emotions aap ke mind pey sawaar rahen gey tou aap ko loss bhi ho sakta hai.
          • #350 Collapse

            forex mein aap ko bohat si jaga per apne emotions ko control kerna hota hai ager aap aise nahi kerein ge to aap ko nuqsaan hoga aap jalbazi mein ya ghuse mein aisa faisla kerlete hain jis see ap ko nuqsaan hi hota hai.
            • #351 Collapse

              Asalam Alaikum..jee bhai me apki baat se itefaq rakhta hun kay hamen greed aur emotions pe nhe jana chahye ye apke lose ki sabse bari wajah hosakti hai aur kum knowledge aur experience na honay ki bhe bohat bari wajah hosakti hai loose ki
              • #352 Collapse

                kisi bhi bussiness mai control emotions ka hona zarori hai warna hum kamzor parah jae gy or na hi samaj sake gy or na frofit earn kar sake gy is liye forex work mai emotions ko side par hi rakhe to hamare liye acha ho ga.
                • #353 Collapse

                  han greed se he loss hota hai trading mein ye ak trader k liye bht buri chez hai is se apka trading confidence khrab hota hai apki trading mein bad effects prty hain aur ap lalach mein aa kar apna capital waste kr beth'ty ho kiun k market bht risky hoti hai is mein apki ak galat trade ya apki ak dafa ki greed apko loss ki traf le jati hai.
                  • #354 Collapse

                    Yes i too agree with you . But when you have open positions and market is in opposite direction then you cant concentrate . Also when you see great entry point but you are not sure about trade , you loose concentration and results in loss. So how to deal with such situations ?
                     
                    • #355 Collapse

                      Forex trading business success for emotion control is very important. Because emotion is very harmful in forex business. And many forex trader doing loss for emotion. So emotion control for on every trade money management is very useful and helpful.
                      • #356 Collapse

                        my dear friendds forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he r is mai greed or emotion humaray loss ka sub se bera zarya hay or knowladge ki kumi b jis ki wajna se hum loss kertay hay or be tukay trade lugatay hay bulkay hum is ko sahe study ker k kam kerna chahyai warna hum is mai sirf nuqsan hi uthainge.
                        • #357 Collapse

                          ji bhai greed oor emotions trading meen buhat dangerous hotay heen, hameesha en sy buch kur trading kurni chahye, jub hum sabar oor soch samjh kur trading kureen gy tu loss wali trade meen kami aati jaey gi oor profit wali trade ki tadad burti jay gi.
                          • #358 Collapse

                            lalach ksi b business me shamil hojae to wo business loss me he jata hx hmesha is lye business me apne emotions pe control rkhna chahye aur apne knowledge ko use kr k planning kr k trading krni chhaye ta'k loss k chances km se km ho
                            • #359 Collapse

                              Bhai mera khyal maa jaab app trading kar raha hoo too app koo apna emotions paar full control karna chahyai aur iss maa hum koo kabi bhi laalach nahi karna chahyai ku k yaa loss kii saab saa bari waja haa aur emotion ki waja saa bhi app koo loss hoo sakta haa.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Forex mn emotions bohat hi important role play krty hn kyoun k agar hum apny emotions per control nahi kr skty to hum loss kr skty hn so forex mn emotion bahoot hi nuqsaandeh cheez ha, yeh ek allag baat ha k emotions k baghair hum survive nahi kr skty magar forex mn emotions ko control krna zaroori hota ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X