control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    jab b market mei tezi or mandi ka rujhan chal raha hota hai, us waqat hum apni emotions or jazbaatiat pe control kiay bina step lay laitay hain, jo aagay chal k nuqsaan ka baais ban sakta hai. yah josh ka business ni balkay hosh ka business hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      i ha ore price tazi se up and down ho rahi hiti han to hum emotion per control nai rukhtay ore jeldbaazi trades open ker datay han .wo kabi ti profit emotions because in my opinion emotions can only make our loss and no body wants to loss but every one wants to win we have work hard w
         
      • #168 Collapse

        je han app ko es main apne emotion ko control karna boht he zalmi cheez hai aur app ko ager succcess hasil karne hai tu app ko apne emotion ko control karne hoge tu app es main ache aur positve result nikal skte ho aur app k best resutl nikal skte ho
        • #169 Collapse

          bhai jaan sab hi yehi kehtey hain k emotions ko control mein rakhna chahiya magar koi b iska haal nahi bata tha k kis tarah se hum apney emotions ko control kar sakthey hain meray khyal se agar hum chotey lots mein trading karien tab hum kafi haad tak apney emotions ko control kar sakthein hain kiyun k is tarah se na hi ziyada loss hota hai aur na hi ziyada profit toh emotions under control rehtey hai.
          • #170 Collapse

            down ho rahi hiti han to hum emotion per control nai rukhtay ore jeldbaazi trades open ker datay han .wo kabi ti profit deti han lakin ziaada loss ka sub se bera loss hay or knowladge ki kumi b jis ki wajna se hum loss kertay hay or be tukay trade lugatay hay bulkay hum is ko sahe
             
            • #171 Collapse

              Forex trading k duran emotion ke koi jagah nehi hai aur na he aap innay afford ker saktay hain kyon k iss se hum,ein akser bohat loss hota hai iss leye humein trading k duran greed aur fear se avoid kerna chaheye aur professional attitude k saath trading kerni chaheye.
              • #172 Collapse

                g bahi forex trading main hamain apne emotions ko control karna chahy kyoo kay is main loss ho sakta hay agar hum apne emotion ko control kar kay trading karain to is main faida ho sakta hay ,
                • #173 Collapse

                  Hyee brother ..... Yes you. Are ryt... Hume. Apne kaam k duraan apne emotion ko side pe rakhna chahiye. Or apne kaaam ko zada se zada ahmiyat deni chahiye ta ke hyme apne kaam m zda profit. Ho or hm apne jaam m successful business man bam jaen.
                  • #174 Collapse

                    in my opnion......g app thk keh rahy hain iss main app ko asa karna ho ga ......... app jb b tade kry app kay emotions control .....main ho chahye app ko is main loss hi ho iss main ..........app ko saber say kam lena ho ga jo is main sabr say kam lay gy............ or hard work kry ga us ko iss ka rewards b acha mily ga......:)
                    • #175 Collapse

                      yes brother ap ny thek kaha is forum par ap ko loss sy bachny k liy apny emotion ko kabu mein rakhna ho ga, Q K emotion or greed ap k trading account ko loss mein le jaein gy
                      • #176 Collapse

                        yes friends aapko forex trading main aapnay emotion ko control main rakhna parey gaa kyun kay forex main aapko emotion ko door rakhtay huwe apnay mind kay zariye decision lena hota hai....
                         
                        • #177 Collapse

                          humain forex main apny emotions per control karna chahie hai kyun k agar forex trading main hum apny emotions ko control na karain tou yeh humaray loss ki sabse bari waja ban jata hai esi waja se humain forex trading main apny emotions per control rakhna chahie hai.
                          • #178 Collapse

                            Forex trading main successful hoony kay liey emotional attitude nahin hona chahiey.agar koi bhi trader kaam karty waqt emotional ho jaata hai to phir ussy big loss bhi ho sakta hai.iss liey kamm risk main kaam kia jaata hai or kamm risk main kaam kar kay he hum achi earning kar sakty hain.
                             
                            • #179 Collapse

                              Salam Friends, :rolleyes: Definitely, If you want to be professional here and want to earn a lot of profit, than you should control on your emotions during live trade, you have to trade with emotions free, because without control on emotions, the rate of loosing your money increases, you have to trade with confidence and have to avoid shortcuts and greed.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex aik aesa km hai jahan hme apne emotions ko control me rkhna chahie aur over confidence nh hona chahie vrna hme bht loss ho skta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X