Assalam o alaikum dear members and Good Morning!
Dear Pakistan's Forex forum and senior members Umeed kerta hun ke aap sab khairyat se honge or achi trading ker rahe
honge. Aaj ki meri ye post ek Candlestick pattern ke hawale hai, jiska name hai Three White Soldiers Candlestick.
Dear members Three White Soldiers Candlestick Pattern ek mashoor bullish candlestick pattern hai, Ye Japanese candlestick
pattern hai, ise pehle The Three Marching Soldiers ke name se jana jata tha or ab ise Three White Soldiers ke name se jana jata hai puri dunya mein. Is
mein three lines hoti hain or inki body white hoti hai or lambi lines hoti hain, is ke signals ka trend ziada tor per reversal
hota hai or ye downtrend appear hota hai .
Ab aap ke mind mein Three White Soldiers Pattern ki image ban gayi hogi jisse aap apne chart mein zaroor dekhna
chahein ge, baz auqat is ke bare mein study kerna ek song ko sunne jesa feel karata hai kion ke ye hamare mind mein
stuck ho jata hai.
Iski First line downtrend mein banti hai, jb ke dusri or tesri line pichli candlestick ki opening price uper ki taraf open ho
rahi hai or pichle candle ki closing price se uper close ho rahi hai.
Past mein kuch authors ka taqaza tha ke dusri or teesri line ki opening price pichli candli ki jismani hight se half uper
honi chahye, or kuch ka taqaza tha ke closing price candle ke qareeb honi chahye, matlab ke inki height short ho. Aam
tor per candlestick pattern or technical analysis tayar ho rahe hain future mein in per kam kia ja sakta hai. ye teenon
candle jo ek ke bad close hoti hain is baat ki nishandahi karti hain bulls market mein control hai.
Is pattern ko confirm kerna chahye, lekin ise next candle ke qareeb hone ki zaroorat nahi hai ye upward move ker sakti
hai or kuch traders is se profit ko realize ker sakte hain is se market ke drop hone ka khadsha ho sakta hai lekin pattern
banane wali candle support area create kerti hai jis se market ko safe rakhna chahye. Phir bulls market mein dubara control
hasil ker sakte hain.
Ager candlestick pehli line ki opening price se niche close hoti hai to ise galat signals ke tor per dekha jana chahye.
Ek long white candle bohut ziada trading volume banati hai, uper chart mein di gayi candle bhi trading volume mein
average se ziada hone per banti hai. Ye dono candles ek strong support area banati hain, kuch hafton se bulls or bears
per control ke liye koshish ki ja rahi thi tab ye Three White Soldiers Candlestick Pattern banaya jata hai jis ki power high
trading volume per banne wali third line per dikhayi ja sakti hai. Aakhri choti resistance area banati hai jise bulls ki taraf
se force kiya jata hai . Pattern ki confirmation ek rising window se hoti hai jo high trading volume per banti hai jiski wajah
se bulls market mein control mein hain.
Thanks for reading my thread and Jummah Mubarak:1f61a:

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим