Dear friends, forex trading main market ko smajhnay kay liay traders mukhtalif tools, indicators aur chart patterns sa support laitay hain, ye trader ko pair ki moment ko define kartay hain aur us ki up ya down moment ki probability ki thek prediction daitay hain, forex main boht saray indicators use hotay hain jin main sa aik 'Accumulative Swing Index' bhi hay,
Accumulative Swing Index (ASI):
ye aik trend line indicator hay jisko technical traders prices kay long term trends ko measure kartay hain, is ko candlestick charts par draw kia jata hay aur is kay open, close, low aur high prices ko use kia jata hay, ye Wilder swings ka aik modified version hay jo candlestick chart ko use kar kay prices ka aggregate nikalta hay, ASI say aik plain swing index ki nisbat long term kay liay behtar indications milti hain,
Features of Accumulative Swing Index:
ASI un mukhtalif trend lines main sa aik hay jo technical analysts ko support ki indications da kay buy aur sell signal provide kartay hain, jab long term trend up hota hay to accumulative swing index ki value positive hoti hay aur jab long term trend down hota hay to ASI ki value negative hoti hay, ASI ko breakouts ki confirmation kay liay aik best supportive samjha jata hay,
Trading tactics using ASI:
ASI ko traders dusray channels kay sath combine kar kay use kia jay to ye achay results provide karta hay is sa trend lines kay breakout ki confirmation hasil hoti hay, normaly jab ASI ki value positive hoti hay to ye long term trend kay higher honay ki support daita hay aur jab iski value negative hoti hay to ye long term trend kay lower ki support btata hay, swing index value accomulate ho kay trend lines ka accumulated swing index banata hay, trend lines ki value 100 aur -100 kay darmian fall karti hain, ASI prices kay candlestick pattern ko hi follow karta hay,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим