Definition.
Kagi chart japanese nay 1870 main develope kia jo technical analysis kay liye use hony wala aik special tool hay jo ksi bhi asset kay support and resistance level ko vertical line say zahir karta hay. Thick lines ka use price kay above break kay liye kia jata hay jiska matlab hota hay keh demand rise kar gai hay. Jab keh lower side ki break kay liye thin line use hoti hay jo supply kay rise ko show karti hay aur is surat main price previous low point say below a jati hay.
Features of Kagi chart.
Jab price aik he direction main barhy aur is main reversal na aye to Kagi chart ki direction bhi isi taraf rehti hay, aur jab price main aik khas had tak changes aye ya reversal aye to kagi chart direction change kar laita hay. Jab price previous high say above jaye to line thick ho jati hay aur jab price last low say nichy aye to line thin ho jati hay. Yeh lines us waqat isi position main rehti hain jab tak price main opposite change na a jaye. Youn jab lines change hi jati hain to is tarah buy and sell kay signals aur chart pattern bhi change ho jaty hain.
How to use signals from Kagi chart.
Kagi chart main jab price previous high say above jaue to line thin to chick ho jati hay air jab previous lows say mazeed low jaye to ye thin ho jati hay. Is tarah jab lines change ho jati hain to buying and selling signals milty hain. Jab tak prices main reversal ya mazeed changes na aye lines same rehti hain. Jab keh in lines oer effective trading kay liye hamain baqi technical and fundamental tools ka use karna parta hay jis say losses ko kam aur profit ko ziadah kia ja sakta hay. Kagi chart baqi candlestick chart pattern kay drawbacks ko kam karta hay.
Kagi chart reversal.
Kagi chart main reversal amount predefined ki jati hay. Jab ye amount reverse ho jaye to phir kagi chart bhi apni direction change kar laita hay jis say vertical lines ka colour and position change ho jati hay.
Setting of Kagi chart.
Kagi chart ki ager proper setting na ki jaye to yeh bahut noisy ho jata hay yani isky drawbacks barh jaty hain. Is liye ager iski setting achi tarah kar di jaye to phir iskay drawbacks kam ho jaty hain aur vertical lines hamain true trend lines ki tarah help karti hain aur breakout and breakdown say hamain timely selling and buying signal mil jaty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим