Best analysis he munafa bakhsh tradin ka zarya hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best analysis he munafa bakhsh tradin ka zarya hay
    Basic factors for technical analysis
    Dosto umeed karta hon ke aap kharyat se honge or or trading main munafa hasil kar rahe honge friends aaj hamara topic bhe is bat se he related hay jaisa ke aap jante hain ke
    Forex trading market mein successful trading karne ke liye aapko technical analysis ko perfect banana hota hai. Jab aap market mein Technical analysis ko study kar Kay kay Trading karte Hain tu aapko maximum profitable Trading Kay sath account safety level ko maintain krna bhi aasan hota hai. Following mentioned factors Technical analysis main include hoty Hain:

    Factors include in technical analysis:

    Technical analysis mein bahut se factors include hote hain jinka janam hamare liye bahut hi jaruri hota Hai agar hamen in factors Ka pata Na ho to ham trading mein technical analysis proper tarike se nahin kar sakte hain isliye hamen pata Hona chahie ke technical analysis karte hue kaun se factory include hote hain aur ham ne Kaha kaise technical analysis Karne hain aur market ko kaise analyse kerna hay
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	3
Size:	43.4 کلوبائٹ
ID:	12495339

    Different types of candlestick patterns:

    Dosto Trading mein jab ham price chart ko dekhte hain to vahan per bahut se different types ke candlestick patterns ban rahi hote hain hamen unke related knowledge jarur Lena chahie kyunki jab tak hamen unke bare mein pata nahin Hoga aur hamen ko acche tarike se analyse nahin kar lenge to tab tak hamare liye candlestick patterns koi faydemand Nahin hote hain isliye hamen unke bare mein Janna chahie ki kaun sa pattern kaise banta hai aur ham news patron per kaise trade leni hai tab ham candlestick pattern se kafi achcha fayda utha sakte hain.
    Trend line:

    Friends Technical analysis karne ke liye trendline ek bahut hi important tool hai aur agar ham trendline ko theek tarike se istemal karte Hain to hamen market se kafi accha fayda hasil ho sakta hai kyunki trend line se hi ham market ke analyses kar sakte hain aur yah to hamen metatrader 4 mein default rule ke taur per mil jata hai aur ham isko bahut hi aasani ke sath istemal kar sakte hain market price ke upar niche trendline lagakar ham bahut hi acche tarike se technical analysis kar sakte hain.

    Pivot point:

    Friends Pivot point market ke aise point hote hain jiska geared market circle Karti rahti hai aur hamen in pivot points ko analyse karna bahut jaruri hote hain kyunki technical analysis mein ji hamare liye bahut hi helpful hote hain aur ham Apne technical analysis ko aasan banaa sakte hain pivot point ki basis per bhi aap achi decision making Kar sakhty Hain. Ya aap daily basis per calculate kar sakhty Hain. Pivot point aik helping platform hota hai.

    Formation of channels:

    Dosto Price chart main bahut se a channels bhi bante hain aur hamen ine ke bare mein bhi knowledge Hona chahie ki channel ji se ham kaise technical analysis kar sakte hain Market ko Jab aap Technically analyse ke rhy hoty Hain tu ismein asending or desending channel ban rhy hoty Hain. En channel Formation ko aapane bahut achi Tara understand karna hota hai. Kunk ya aapko hamesha bahut acchi entry da sakhty Hain.

    Different types of harmonic patterns:

    Candlestick chart ko agar ham dekhen to vahan per hamen kafi Sare harmonic patterns mil jaate Hain aur yah harmonic patterns hamen market mein trend ko analysed karne ke liye bahut hi important hote hain kyunki in harmonic patterns per market ka breakout hota hai aur breakout se ham bahut hi acchi tarike se market ke analyses kar sakte hain aur market mein entry le sakte hain isliye hamen harmonic pattern Ka pata Hona chahie ke kaun sa harmonic pattern kaise banta hai aur kahan per breakout hota Hai.

    Different types of indicators:

    Technical analysis karne ke liye hamen different types of indicators bhi mil jaate Hain agar hamen indicators ke bare mein acche tarike se knowledge ho aur ham isko acchi tarike se istemal karne to ham Apne analysis ko kafi had tak aasan bana sakte hain isliye hamen chahie ke ham indicators ke bare full conformation ho ta ke market se acha profit earn kar sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Best analysis he munafa bakhsh tradin ka zarya hay

    Hum achi tarah jante hain analysis kitne aham hain Forex trading market mein successful trading karne ke liye aapko technical analysis ko perfect banana hota hai. Jab aap market mein aap analysis ko lazman samjho Technical analysis ko study kar Kay kay Trading karte Hain tu aapko maximum profitable Trading Kay sath account safety level ko maintain krna bhi aasan hota hai. Following mentioned factors Technical analysis main include hoty Hain:

    اب آن لائن

    Working...
    X