verification of insta forex account
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Aslam o alekum.jnab forex main verification karwani parti hai tab he ap withdraw karwa sktay ho. ap apnay id card ki copy front or back ko upload karein. Bank ki verification kawein bank ki statement upload karni hoti hai.ya bijli k bill ki copy upload kray jo ap k nam ho ya ap k pasport ki copy. 3 days ka period hota hai verfy honay kay liyay account....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      yes insaforex mein verification bohat important hai is tarah without any verification aap profit or money withdraw nai kar skatay so yeh important hai ky verification ky 2 level aap ko complete karnay hotay hain tab aap apni money withdraw kar saktay hain.
      • #378 Collapse

        Han G Brother, ap na Bilkul theak kaha. Par aik masla ha jab hmm first level complete karta han to jo id card ke copy upload karna hoti wo english me hona chahyea. Ye sharat rakhta han ista forex wala. Jis c Bohat problemz ati han. First level me thoda mushkil hoti ha. Second level to asani c he verify ho jata ha.
        • #379 Collapse

          agar hum ne demo account open karna hai to hum apne instaforex account me mt4 terminal software download karna ho ga phir us ko install kar ke us me open account ka option hota hai us ko fill kare ge to humara account open ho jata hai jis me hum trading ki paractice kar ke knowledge hasil kar sakte hai ..is say bht acha experince mily ga
          • #380 Collapse

            instaforex account ki verification bohat easy aur simple hai agar aap ko proper kam kerna hai to aap ko proper verification kerwane hoge then aap proper kam start kersakte hain isliye mein advise kerta hon documents theek attached karain.
            • #381 Collapse

              g bhai jaan mai to samjta hu insta forex per sab say ziayda problem verification mai ati hai kiu k verification mai apko wo sricktly check karte hai zara c b apk document theak nhe howe to apko banned kar dete hai
              • #382 Collapse

                Instaforex kay account say withdraw karwany kay liey verification zaruri hay so humay es baat ko eham samjh kar instaforex kay account ko lazmi verify karwana chahiey.
                • #383 Collapse

                  Assalam O Alaikum, Insta Forex ke account ko jab kabhi bhi verify kerwana ho to aap ko pehly dafa apna NIC card (English translated) send kerna parta hay Phir 2nd step main koi utility bill send krna ho ga. jo aap ki residency ko verify kery wo send kerna hota hai.
                  • #384 Collapse

                    first action mum apka passport jata hai usme 3 din wo leta hai confirm keliye after that phir apki second degree confirmation hoti hai usme apka nic ki entrance aur back again duplicate aur british convert nic ki check out duplicates publish kerwani hoti hai.
                    • #385 Collapse

                      jee bhai app sahi keh rahay hain insta forex ka account easily verify ho jaata hai lekin bohat se log yahan yehi complain kartay hain kay account verify nahin ho raha apne cnic ki copy aur utility bill ki copy ko attest karwa kay submit karwa dain.
                      • #386 Collapse

                        g han ap ne bilkul thek kaha hai insta forex mein verfication k 2 levels hote hen jin ko clear karna hamare liye bohat he zayada zarori hota ha aur ham un dono levels ko clear kar k verify kar sakt hen aur apni payments ko b withdraw karwa sakte hen
                        • #387 Collapse

                          g han sir app ny bilkul thik kha insta account ko aprove karny k lye hm ko phely apna first level verify karna hota hy us k bad second level ko aprove karwa k account ko attach karna hota h
                          • #388 Collapse

                            dear agar to ap is main pana instafroex ka accoutn verification karnwana chahty hat oh umain chahy akyhum is main learning kary then humf orex mian proper document send ho jaye ga
                            • #389 Collapse

                              instaforex main verification karwani parti hai tab ap withdraw karwa saqtay ho. ap apnay id card ki copy front or back ko upload karein. Bank ki verification kawein bank ki statement upload karni hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Yes Insta Forex trading account ko verified kerne k liye first level mein hum ko apne id card se ya passport se verified kerna ho ga or second step mein hum ko verified kerne liye home utility bill se verified hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X