What is Metatrader 4 and it's uses

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Metatrader 4 and it's uses
    Metatrader 4 application software kay baghir aap forex trading market ko join nahin kar sakhty hain. Forex trading mein jab aap apni joining karte Hain tu is main sb sa phly aapko aik broker ki zarorat hoti hai. Jab aap aik broker ki selection kar laty hain tu usk bad aapko aik eisy platform ki zarorat hoti hai, jo aap ko forex trading market sa connected rakhy. Is purpose ke liye aap metatrader 4 application software ko utilise kar sakhty hain. Trading krny kay liye following functions metatrader 4 aap ko provide kar raha hota hai.

    Open A newTrade

    Metatrader 4 per aap market mein entry la sakhty hain or apni trade main currencies, indices, commodities, metal or cryptocurrency ki selection kar sakhty hain. Is main aapko lot size ki option bhi available hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (34).jpeg
Views:	1
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12495283

    Stop-loss (SL) / Take Profit (TP)

    Metatrader 4 aap ko stop loss or take Profit ki limit set krny kay liye aik platform provide kar raha hota hai. Is option ki help sa aap apny analysis ki basis per apni entry la kay others activities ko Carry on kar sakhty hain.

    Pending Orders

    Metatrader 4 per aap pending orders ki facility hasil kar sakhty hain. Pending Orders 4 different types kay hoty hain. Pending Orders main buy limit, buy stop, sell limit or sell stop shamil hoty hain. Pending Orders ki facility bhi apk time ko save krti hai.

    Application of Multiple Indicators

    Metatrader 4 per aap Technically analysis krny kay liye multiple Indicator ko apply kar sakhty hain. Jab aap kei indicator istemal kar kay guidelines hasil karna chahte hain tu ya platform aap kay liye helpful hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (33).jpeg
Views:	3
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12495284

    Ask Price, Bid Price and Spread Details

    Metatrader 4 per aap currencies, indices, commodities, metal or cryptocurrency ki bid or ask prices ko focus kar sakhty hain. Is kay sath sath aap different prices ka spread bhi dekh sakhty hain.

    Fundamental News

    Is platform per aapko forex trading market ki expected news sa update kia ja raha hota hai, jo aapko fundamental analysis krny main helpful hoti hain.

    History of Transaction

    Metatrader 4 per aap apny account ki transactions history ko find out kar sakhty hain. Is main aap aik week, last 3 week, last aik month, last 3 month or customize period ki history hasil kar sakhty hain.

    Importance

    Metatrader 4 ki bahut zyda importance hoti hai. Kunk is plateform kay baghir aap khbi market ko join nahin kar sakhty hain. Is ki bahut zyda importance hai.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Metatrader 4 and it's uses

    INTRODUCTION :


    Hello friends kasa ho ap sab umeed ha ap sab thek ho ga or ap ke trading achi horahe ho ge or ap log trading karka acha profit bhi hasil kar raha ho ga or mara kuch dost abhi abhi trading start kar raha ho ga jin ko trading ka bara ma abhi kuch bhi ni pata ho ga par aj ma apna inin dosto ka sath forex trading ka kuch point share karo ga jin ko samjna ap sab ka liyaliya zarori ha q ka ya market or trading ma ak kas ahmet rakhta ha. Jo aj ka hamara topic ha os ka name metatrader 4ha. Agar ap na aj ka topic sai sa samaj liya toto mujha yaken ha ka ap ko trading ma kuch na kuch profit zaror ho ga to isis liya aj ka topic mara sab dosto ka liya kas hona walawala ha jo dost new ha trading ma or jo mara dost kafi time sa kar raha ha trading.









    WHAT IS METATRADER 4:






    Dosto metatrader 4 ak mobile app ha jo ka hum ak trading karna ke jaag provide karte ha ya app trading ka liya word ke sab sa bare app ha is ma ap ko har currency milte ha jes ma ap trading kar sakta ha dosto har traders is app ko apna mobile phone ma is app ko hamasha download rahta ha. Dosto is ma ap demo account ko bhi use kar sakta ha or is ma ap real account ma bhi trading kar sakta ha. Is app ma easily apna account ko login kar ka is ma trading kar sakta ha. Is app ko ap kese bhi mobile ma use kar sakta ha ya platform ap ko sirf mobil ma dakhno ko milta ha. Is ma ap ko har currency ka chart dakhna ko milta ha or is ma ap har currency ma easily trade kar sakta ha.






    USES OF METATRADER 4:






    Is platform ko ap kese bhi mobile ma easily use kar sakta ha. Is ka ya fayada hota ha ka is ko ap kahi bhi or kese bhi jaga easily use kar sakta ha. Jasa ka agar ap computer ma trading karta ha to ap os ko har jaga la kar ni ja sakta magar ya platform ap ko mobil ma diya jata ha is konap kese bhi jaga easily apna mobil phone ma use kar sakta ha. Agar ap travelling kar raha ha to ap computer ko la kar travelling ni kar sakta ya platform ise liya banaya gaya ha ka is ko ap easily use kar ka apni trading ko dak kar is ko apna trha sa use kar sakta ha. Is app ma ap ko har currency de jate ha or is ma ap jar currency ma trade kar sakta na ka sirf currency balka ap ko is app ma coin bhi dakhna ko milta ha.







    INDECATORS USE IN METATRADER 4:







    Dost ap ko is app ma kam he indecator dakhna ko milta ha is ma ap ko computer ke trha sara indecator dakhna ko ni milta is ma ap ko kuch important indecator dakhna ko milta ha jasa ka is ma ap ko support ke line milte ha or os ma ap ko resistance ke line bhi dakhna ko nazar ate ha. Or bhi is ma chand lines or indecators dakhna ko milte ha. Magar ap is app ma har indecator ko use ni kar sakta jasa ka ap ko computer ma bahot sa indecator ko use kar sakta par ap computer ka indecator ko mobile ma use ni kar sakta.






    CAN ALL BROKERS PROVIDE METATRADER 4:





    Ha g dosto sara brokers ap ko metatrader ka platform data ha yani on ko apna clint ka bara ma pata hota ha q ka mobile phone to har banda ka pas hota ha or wo esaily is metatrader platform ko easily use kar sakta ha is app ma broker ap ko android or apple dono mobiles ma is ko provide karta ha. Brokers is app pa ap ko har currency data ha or coin bhi data ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X