Dear friends, Head fake trade hum market ki us situation ko kehtay hain kay jab pairs ki prices aik perticular direction main moment show kar kay us kay exactly opposite moment start kar daitay hain, head fake trades ziada tar key breakout points par hoti hay jaisay major support aur resistance level, in moments sa traders ko us waqt ziada loss ka samna karna parta hay jab major trend kay start honay sa pehlay ye opposite direction main move kar jatay hain,
understanding a head fake trade:
jab market main mukhtalif pairs high point tak pohnchtay hain, to mostly traders ye consider kartay hain kay ab pair ki moment slow ho jay gi ya decline karay gi, jis ki base par wo pair ko selloff karnay kay liay trade open kartay hain, lakin prices decrease honay ki bjay further up moment start kar daiti hay, is moment ko head fake kaha jata hay, traders aisi situation sa bachnay kay liay breakout points ko closely simple moving average kay sath monitor kartay hain, aisay level par trade karnay kay liay pehlay ye confirm kartay hain kay kahin ye breakout ki beginning to nhi, head fake trade main market unexpected moment show karti hay jis sa tackle karna traders kay liay mushkil ho jata hay, lihaza agr timely stoploss place kia jay to unexpected huge loss sa bacha ja sakta hay,
Head fake trade and breakouts:
initial breakout kay baad small pull backs zahir hoti hain lihaza jab prices origional break out level sa retrace hoti hain to traders ko is baat ki janch karni hoti hay kay kia ye head fake ki beginning ha, ya false breakout hay ya phr temporary breakout jis kay baad market breakout ki direction main continue moment start karti hay, lihaza traders ko confirmation kay baad market main entry karni chaiay ta kay is tarah ki unexpected situation sa bacha ja sakay aur loss sa avoid kar sakain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим