Assalamu Alaikum
Dear forex member ummid krti hain sub kharyt sy hn gy or mahnat say apna work krrhy hn gy hmy kamyabi Hasil krny k ly mahnt sy kam krna hota h or hmy chye apna knowledge ko increase kry jitna zeda knowledge ho ga itna hi hm kamyab ho skty hai
Gravestone doji aik bearish pattern hai. Jo reversal followed karta hai. Is k baad price action mein kami hoti hai. Gravestone pattern ko bulish ki position par profit leny k liye ya bearish ki trade mein enter hony k liye use kea ja sakta hai .
Gravestone doji pattern
Gravestone doji candle us waqat banti hai jab market ki qeematon ka open, close aur low positions aik hi ho. Is candle ka oper (uper) ki taraf aik bara saya hota hai.
Dosre doji candles ki tarah gravestone doji ko bhi market k reversal ya tasalsul k leye tabeer (refer) kia jata hai. Is k leye doji candle stick ki position ko malom karna bohut zarori hai k ye kis position pe ban rahi hai. Agar gravestone doji kisi bullish ya ziada price wale area me paye jaye to ye qeematon k reversal ki taraf ishara karti hai, aur agar ye candle kisi mandi ye kam qeemat wale area me paye jaye to is ko market me teezi (bullish trend) ktawar par dekha jata hai. Lekin agar ye sideways trend me paye jaye to is ko gher-janebdar tasawar kia jata hai.
Trading with gravestone doji
Traders aksar long position sey bahir nikalty hein ya gravestone doji pattern ki identifying k baad short position shuru karty hein. Jab k yeh zaruri hai k is candle k pattern ko technical analysis ki dusri forms k sath use keya jaye. Aksar traders session sey wabasta volume k sath sath previous session ki activity ko bhi pattern ki potential indicators k tor par dekhen gey.
Gravestone doji at the bottom
Agar gravestone doji kam qeemat wale area ya bearish trend k bad bane to ye market ki reversal (bullish trend) ka signal hoga. Agar candle ka open close aik dosre k qareeb hai lekin aik position pe nahi hai to ye inverted hammer candle hogi
Bottom p treading
Gravestone doji at bottom ka reaction doji at se bulkul mukhtalif hota hai, is me market ki reverse up side pe mumkin hai. Trend confirmation k leyw zarori hai k market me banne wali agli candle ki value aur position ko dekha jaye. Agar gravestone doji k bad banne wali candle bullish rahi aur is ka closing price doji candle aur doji candle se pehle (candle1) k price se uper rahi to ye market me aik mazbot sell ka signal de rahi hai.
Candles formation: Candle 3 ka closing point candle 1&2 se lazmi oper hona zarori hai, tab hi humen buy ka signal melega. Stop loss ko teeno candles (1,2&3) k lower position pe set karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим