Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Je ehan brother ap nea ek dam sahi bat kahia hea mein iss bat kea bare mein yeh kehna catha ho kea forex mein ap logo ko chea kea agar ap logo ko risk sea avoid karna hea toh ap logo ko chea ke aap logo zida experienced aur knwoeldge hasil kar kea uss sea avoid kar skate hea aur ek proper knoweldge ka bhi bhut zida roll hota hea.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex trading totally risky bussines hai magar maximum knowlege or achi planning kar k ham risk ko minimize kar sakte hain esk elawa regular kam karna chaheye
       
      • #63 Collapse

        Dear waqai Forex aik buht he risky business hy. or es ma loss bhe kafi huta hy. aap apny losses ko sirf apny experience, knowledge or achi strategy design kr k he minimize krsakty hain. Ap ko market ka idea huna chahy. or js pair pr trade kr rahy hain us ki last week ki history bhe aap ko pta huna chahy. or 2nd ye k agr aap ka capital kam hy tu phr aap kam lot size sy trading karen or SL/TP ka formula zarur use karen.
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashan6 پيغام ديکھيے
          Main new hn forex trading mein aur ap sb se ye puchna chahta hn ke forex ek bohat hi risky business hai,to hm kis tarah risk ko avoid kar sakte hain is mien?ya phir risk ko ham kaise minimize kar sakte hain? :)
          Bro, agar aap daily trading na karen aur news break doran trade karen to ek waqt mein achha munafa mil jata hai. Waise aap buy aur sell ek pair ka bayak waqt karke apni risk ko kam kar sakte hain. Jo profit mein position jaye woh band karke thoda wait karen aur nuqsan wali position wapas ane tak.
          • #65 Collapse

            aiek bohat acha business hai is maie ham risk ku is tarha kam kar sakaty haien ka ham is mai ziada se ziada hard working kary or is mai ziada se ziada knowledege hasiel kary ta ka ham is mai experience hasil kar saky jab forex trading ka hamary pass knowledege hu ga to ham is mai bina risk ka kaam kar sakty hain is mai ham jitna learning kary gi ham is mai utni he earning kar sakty hain.
            • #66 Collapse

              bhi ager ap forex main risk ko hatam karna ho gea tu ap demo accunt ko bara bara learningf karo or ap apny dill main kabi lalch nay lana or lalite profit ko accpect karna ap forex main risk ko kahtam kar lo gea
              • #67 Collapse

                dear risk tou humein lena he parega bina risk k hum trade nhi lga skty hain kyun k hum khud market ko nhi chalaty balky market humein chalati hai
                • #68 Collapse

                  forex trading no doubt kay ye aik risky business hay yahan humain profit aur loss donoun he face karna parta hay aur yahan without risk leay kaam nahi kai ja sakta, hum apna risk aese he avoid kar saktay hain kay ziada say ziada prctice karain aur properly planning aur work kay saath trading karain...
                  • #69 Collapse

                    Dear forex trading mai risk ki sab se barii waja ap ki learning na hona hy...
                    dosra jab ap apne mind mai emotion ko add karte ho tu ap se phr trading nhn hotiii aur ap loss ki tarf b ja skte ho es liye ap ko chahiye ap concentrate karo apnii learning pe...
                    • #70 Collapse

                      risk tou forex main hai hi lakin app risk ko aviod kerny sy behtay hai k appny app ko improve karoo har cheez main risk khud ba khud avoid ho jaye ga lakin hat main app k hai k kesay kerna chaye aur kasay karoon
                      • #71 Collapse

                        dear forex trading business me risk ki koi jaga nahin hay aur humain low capital account me high risk se avoid karna chahiye aur forex business me hum market kay trend ko judge kar kay risk le sakte hain aur hum asani se profit earn kar sakte hain.
                        • #72 Collapse

                          I don' think so that to avoid risk in this business.You have to choose that path where you see that there is less risk and if yo are expert in this then you become a god trader.
                          • #73 Collapse

                            forex trading mai hamari mahnat hi hai jo hamen loss se or risk se bacha sakti hai or forex to wese bhi ak risky business hai or ham jitni bhi mahnat karenge utna hi profit earn karenge
                            • #74 Collapse

                              to avoid the risk in the forex tradin g one should get the knowledge of the forex trading then he get control his loss and have to make proper planning in a good way that is must for the trader to kept every type of knowledge in his mind to keep update
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ji me han jaisa k ap jante hain ke forex aikm risky bsiness ha or jb tk hum, risk nhi lein gay hum seekhein gay kaise un mistakexs ko sudharein gay kaise jis se main loss hota hai agar hum essey avoid karna chahty hai tu humeiun phir full knowledge gain krni paregi
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X