Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    well mujhy nhi lagta k koi forex me risk avoid kar k kamyab ho sakta hai kiu k business me risk to laina parhta hai is k baghair profit earn nhi husakta lakin risk hamsha thora laina chaiye nspeciay new bies ko.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      we can not avoid risk from our trade but we can reduce it from our trade with the help of trading signals and international news and follow the trading experts ..........................................
      • #453 Collapse

        ap risk ko avoid kar sakty hian is k bht sa tareeqy hain ap learning or practice k zarea be kar sakty hain or low trading amount k zarea be risk ko avoid kar sakty hain is sa ap ko profit hasil ho sakta ha,,,,,,,,,,,,,
        • #454 Collapse

          kisi bhe busnies ka do pehlo hain nafa ya nuqsan ap behter hikmat amali sa in pa qabo a skty hu is ka ilawaa ap na greedy ne hu jana balqa geed sa avoid krna haa agar greed kia tu ap ko nuqsan hu skta haaa... behter hikmat amali ap experince sa apnaa skty hu
          • #455 Collapse

            forex trading mai risk ko avoid karna chaie kion ke ye aik online bussiness hai is mai app ne apni investment se earning karna hoti hai is liye apko jitna bhi field mai experience hoga app ke liye utn ahi faida mand hoga
            • #456 Collapse

              Yes my dear forex trading ki is online working main hum risk bohat say tareeqo say kam kar sakty ha so humy chaheya k forex trading ki ya working start karna say pahly is working main more and more experience gain kare asa karna say humy knowledge be gain hoga or trading skills be.
               
              • #457 Collapse

                Asalam o Alikum. main yahan new hon main nay ya maloom karna hai k forex par kiss kisam ka risk or loss hota hai q k mujhay is ka baray main kuch zaida knowledge nahe hai or main is kisam ki tama knowledge ap logon ki madad say seekhna chata hon. so please kindly help me.............:)
                • #458 Collapse

                  forex bussiness ha aur bussiness me risk bi barh jata ha forex me agar risk ko avoide karna ha to ziada sy ziada forex ko samjho,isy learn karo diff tareeqon sy isy search kar k is k bary me malumaat lo aur phir trading karo risk me kami aye ge.
                  • #459 Collapse

                    risk tu janab g isi shart main kam ho sakta ha k aap kam sa kam pasay invest karu aur han agar aap yah samajhty ho k aap kafi smart ho aur zayada pasay lagana chahty ho tu yh bhi sochoo k market main aap akailay hi nahi aur bhi boht sa log hain so soch samjh k kam karu ....
                    • #460 Collapse

                      haan yeh thora sa risky business hai aur risk ko mere khayal mein aisay he avoid kar sakte hain ke hum apne saray paisay jitne account mein hain unko trade na kar rain sirf half ko karain ya jitni ke aap ko zarurat aur usse bhi pehle rates check kar lain aur future mein barhne ke chances hain ya nahi iski bhi knowledge hasil kar lain
                      • #461 Collapse

                        forex trading business main app bina risk liye earn nahin kar saktay isi liye yahan pehle market ko analyse kiya jaata hai aur low risk kay saath trading ki jaati hai app yahan se acha learn kar kay he risk ko avoid kar saktay ho.
                        • #462 Collapse

                          Forex trading main risk ko avoid karne kay liye apko kia karna chahiye yeh apko behtar pata hota hai hum essy avoid krna chahty hain tu humein phir full knowdge gain krni pary gi
                          • #463 Collapse

                            my dear friend forex trading me risk lene wale trader aksar lost ka samna karte hay . hame chahiye ke hum kam kam risk ke sath trading kare taake hum ahr waqt lsot se bach jaye . hum ko risk lene keliye sahi waqt ka intizar karna chahiye taake hame lost na ho
                            • #464 Collapse

                              brother loss ko aviod karny kl iye ap ko chaye k ap is main ek complete planning k sath enter hoin and is k bare main complete knowledge and experience hasil karain,,,,i think loss ko avoid karny k yahi tarika hy so work hard...................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                Mere bhai forex ek risky business hai is mein hum risk ko avoid nahi kar sakte hai per is ko kum kar sakte hai is k liye hum stop loss use kar sakte hai aur lot k size ko chota rakh kar bhi hu risk ko kum kar sakte hai is k ilawa humain achi planning aur knowledge k saath kaam karna chahain is se bhi risk kum hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X