Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    bhai forex main hum risk ko ayse avoide kar skty hain k hum apni traing main planing karty wakt risk ko bhi mang karen or plans ayse bnaen k humain risk kam se kam ho or hmain es main profit ho skaky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      dear jaha tk mujhe knowledge hai main apna knowledge ap ke sath share kr raha hun forex main jitna profit hai utna loss bhe hai rahe bat risk ko kesy avoid kren tu ap hard-work kren market ke bare main proper knowledge gain kren or kabhe bhe jaldbazi na kren then ap forex main kamiyabi hasil kr paye gyen
      • #1023 Collapse

        hamain risk ko manage kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur aur ye ak riski trading buisness hai aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main run karein gay ta k earning ho
        • #1024 Collapse

          Assalam o alaekum!!
          yar business main risk to hota he hay mgr ap risk lainy sy sirf usi waqt bach skty hain jub aap apny andr lalach nahi any dain gy jis din ap k andr lalch a gai thori c bhe to ap ko kafi sary nuksan ka samna krna prh skta hay. aap ko lalach sy pak trading krni chahye jis main ap ko nuksan sy bachny ki help mill skti hay.
          • #1025 Collapse

            Firex trading main risk ko avoid krny ka sirf 1 teika hai k hum ziada sy ziafmda knowledge lain or ziada sy ziada kam kr k apni trding krna seekhain us k baad he trade krain is sy hamain loss kum hoga
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #1026 Collapse

              Forex main hum risk ko do tarha say avoid ker sagty hian aik to humeri investment ache our dosra hum us main ager trade volume ko kum rakhean gay to risk auto pay control ho ga
              • #1027 Collapse

                Breastfeeding milk lene ke liye aapko risk manager karna padta hai risk manager Ne ke liye aapko money management Ki Zaroorat Hai management of cosigner betiya jo aapko learning NCERT on management co op demo account mein text kar sakte ho.
                • #1028 Collapse

                  risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur jis k bary main hamary islam ijazat deta hai hamain wo hi karna ho ga ta k loss kam ho saky ga aur market main planing karni ho gi
                  • #1029 Collapse

                    risk ko kis tara say hum avoid kr saqty hain is main yehi sub say zada zarori hai kay market ka trend main trading ko krna or sath main free margin say account ka capital ko manage krna sub say zada yehi is main zarori cheezy hain
                    • #1030 Collapse

                      is ma aap ko loss ka risk to hota he ha our is ko kam karnay kay liay aap ko is ma kio mstak nhe karna cahay our aap ko is ma lalach our greed nhe karne cahay our knowlged our experinec kay saht paling sa trading karne cahay
                      • #1031 Collapse

                        is ma knowlgeed our experinec ki base par trading kar kay our is ma mstak na kar kay our is ma lalch our greed ko dorr kar kay hum is ma loss ko kam kar sakty ha our is ma hum ko stop loss ko ues karna cahay
                        • #1032 Collapse

                          is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main experience hasil kar k hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho g ita k achi trade karein gay aur market main experience ho ga tab hi hum run karein gay aur earn ho saky gi
                          • #1033 Collapse

                            Forex trading my risk ko kam sy kam invite krna chiya kio k ya bhot bri bewakofi hoti hy k ham is bisnes my zwada risk ly k beth jaye is liya ham ko is bisnes my bhot dyhan dyna parhta hy ham konis my bhot hi ehtminan sy kam krna chiya
                            First LEARN Then You Can Remove The "L"
                            • #1034 Collapse

                              forex trading main agar hum risk kam say kam rakh kar trading karen gay to he humari trading achi aur kamyab hoti hay aur humay chahiey keh esmain sabar say kam karen kyun keh sabar say kam karnay main he faida hota hay aur humay esmain lalach say bhi door rehna chahiey es trha humari trading bohat achi karni chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                forex mai risky say ager bachna hai tu app aik rule bna lain k app nay kam say kam lot lgani hai jab app kam lot lgain gay tu app ko kabhi bhi ziada nuksan nahi hoga aur app risk say bhi bachain rehin gay iss leay lot size kam rakh kar kam karna chheay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X