Point and figure (P&F) chart definition.
Friends ye aik bahut he behtreen chart hay jis main ham time ki passage kay baghair he chart per hony wali different types kay pairs ki price moment ko check karty hain. P&F chart baqi charts say hat kar price moment ko represent karti hay. Yeh price moment ko X and O kay marks say colums main zaihir karti hay. Rising price ko X say jab keh price falling ko O say zahir karty hain. Jab keh P&F charts per prices ko visualize karny kay liye support and resistance levels kay sath baqi patterns bhi better defined hoty hain. Jab keh P&F chart per breakout clearly defined hota hay q keh yeh false breakout ko zahir nai karta.
How P&F chart is good.
P&F chart per price rising X box main jabkeh price falling O box say show hoti hay. X aur O aik dusry kay uper series banaty rehty hain. Box ka size pair ki price aur trader kay trading style kay hisab say rakha jata hay. Jab keh price ki reversal ki surat main X ko O follow kary to is hisab say box bhi reverse ho jata hay.
Setting of P&F Chart.
P&F chart main calculation ko zaroorat to nai hoti laikin is main kam az kam two variables set kiye jaty hain. Aik variable box size hota hay jisko ham kisi bhi symbol ya sign say indicate karty hain. Iskay ilawah hamain ismain reversal amount bhi daina hoti hah jo normal say 3 guna ziadah hoti hay. Maslan ager box size 1 % hay to ham reversal size 3% set karain gay. Iskay ilawah ham is main low aur high prices kay liye bhi variables use kar sakty hain laikin is kay liye phir chart per mazeed Xs aur Os banty rahain gay.
Trading use of P&F chart.
P&F chart ka use bhi baqi he charts yani candlesticks ki tarah kia jata hay. Laikin iska aik aur faidah ye hay keh traders breakouts ki confirmation kay liye isko use karty hain. Iska aik aur main feature yeh hay keh jab box ka size exceed ho jata hay to same column main new box create ho jata hay jo price kay mazeed rising continuation ka batata hay. Is tarah ham yahan per aik buy ki trade open kar sakty hain. Isi tarah O and X boxes reversal and price falling main bhi help karty hain.
Limitations of P&F chart.
Yeh chart bahut slow react karta hay. Maslan baz dafa jab yeh breakout ka signal daita hay to tab tak price main again reversal a rahi hoti hay jis waja say yeh signal karamad nai rehta.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим