TarofAssalamualaikum members kaysy ap sb omeed krta hn Kay sab khyreat
Say hn gy main bhee thk alhamdullilah ap sunain trading kasi hy aj hm jis
Topic par bahas karanay ja rahay hn wo hy technical analysis forex market
main Jo hamin ya batay ga k kasay hm trading kar sakty hn
Dear Technical analysis Ko mukammal karny ky liye ap ko different factors par apni learning Ko complete karna hota hai or us sy fayda Hasil karna hota hai. Agar ap market Main kamyabi Hasil karna chahty hain to is main ap ko technical analysis par bahot zyada focus krna hota hai or is ko acchi tarah samajh Kar apni trading Main shamil karna hota hai. Technical analysis ko samajhny ke liye ap ko isvki proper study karni chahiy.
Technical analysis Kay sath trading:
Dear Agar ap Market main successful trading karna chahty hain to ap ko Technical analysis kr k Market main entry leni chahye ta k ap acha Profit bna sakyn, or es k elwa ap apne technical analysis ki learning Ko mukammal karna chahty hain to ismain ap Pakistan Forex form par bhi apni learning Hasil kar sakte hain or is ke sath YouTube par ap ko technical analysis se related bahot acchi videos available hain, jo ap ke technical analysis ko bahot zyada perfect banaa sakti hain. Agar ap market Main technical analysis ki basis par entry lety Hain to is ke sath sath ap ko fundamental analysis ko bhi strong banana hota Hai.
Technical analysis ko kaysy istamal keakea jay
Dear Technical analysis ki kuch requirements hoti hai or is ki Ek proper study or calculation hoti Hai market main sometime ap ke technical analysis totally ignore Ho jaate hain, lekin Jab ap market ko technically understand kar lete hain to is ke bad ap ki trading maximum safety level par depend kar sakti hai or ap apne account ki safety level ko bahot Acha banaa sakte hain ap ko hamesha technical analysis ki basis par hi apni trading karni chahye Kun k technical analysis Ek aisa important factor hote hain jo ap ko maximum profit k sath ap ke account ki safety level ko bhi increase kar rahe Hote Hain es ki details main ap sy chart main share krny ja rhi hun
Umeed karta hon ke aaj ka topic aap ke malomat main izafe ka sabab bana hoga