indicators in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    indictaor forex mein bohat achay hain aur forex great hia aur is business mein aap ko basic learning karni ki need hoti hai aur aap ko basic learning enough hai high education ki need nai hoti sab sy ziyda forex mein important hai wo hai practice wo lami hai pir real apr trading kary aur earn kary money.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      indicator forex mein useful hain aur forex aik trusted aur real business hai aur mein is business par kafi years sy work kar ky achi income made kar rahoon yeh meray liye bohat acha hai aur is tarah ka real business mein ny aj tak nai dekha aur yehi only single aik ahca business hai .hota rehta hai yeh acha hai meray liye.
      • #228 Collapse

        forex me trade ko thoda easy banane ke liye hume indicator ka use karna hota hai agar aap indicator ka us ekarte hai to aapko trade karne me aasani rahati hai aur aap sahi trade karw skata hai
        • #229 Collapse

          indicator and graph k baghair forex per trdaing nahain ki ja sakti jo trades is ko samnj jatay hain un k liyeh is say profit earn kerna mushkil nahain hota.
          • #230 Collapse

            Trading without careful planning will make our trading way too inconsequential, if we are really planning our trading result will look and if defeat is a defeat that we get we can make the archive for future learning.
            • #231 Collapse

              forex trading aik aisa business hay jiss main trader koo signals ko follow kw=er kay trade open kerna hoote hay agar woo aisa nahe kerta to usko loss hooga..
              • #232 Collapse

                Dear ge meray khyal me forex market me trading karne ke liye har kise ke apne choise hai lakin me jo indecator use karta hon to wo hai bolinger bands aru rsi ye tamam currancy pairs per bohat behtreen kam karta hai .aur me is indecator se bohat zyada earning karta hon.
                • #233 Collapse

                  forex trading itni assan nahi hai jaise log smajte hein,k raton rat rich ho jain gy,is kaam mein ziyada lalich bhi noksan deta hai,forex ko indicators k baghair nahi kr skte,indicator tu bohat sare apko mile jain gy ,lekan onko samaj k chalna zarpri hai,agar ap indicatore ko sahi tarha samaj jain gy tu tab ap trade lagain.
                  • #234 Collapse

                    ha forex mai indicators be kafi kaam kartya hai aur ye be un k leye acha experince rahay ga agar wo es mai sahe se kaam kare tu yani es k no. ko apply karna thora muhskil hot ahai
                    • #235 Collapse

                      aslamu alaikum: ji sure trend ka usage zaroor kana chaiay aur indicator ka usage bhi zaroor karna chaiay ye ap ki skill ke liay bohat ahma hai.
                      • #236 Collapse

                        mery khyal sa ap theak keh rahy ha k aik begner ko indicators k about achi knowledge honi chaye q k indicator insan ko btaty ha k market ka crunnt trend kia ja raha ha aur trading lagany sa phly issy achi trha dakh lena chaye
                        • #237 Collapse

                          Forex trading main indicators boht ehm hoty hain yeh indicators market ki pichli positions ka data average nikal kar market new position or aany wali market ki positions kay baray main indicates karty hain kay kab humain sale ki position lagani hai or kab buy ki or kab humain tarde ko close karna hai indicators forex market main ehm role play karty hain.
                          AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                          • #238 Collapse

                            IN my opinion , indicators is very important in forex trading. It can help us to understand the market movement and it can brings a big profit form forex but we can not always on indicators in forex . There is no any indicator who give us 100% guaranty .
                            • #239 Collapse

                              forex mai indicator ka buhat hi aham role hay is se humain market k trend ka pata chalta hay k is time market ka trend bullish hay ya bearish hay aur hum phir us ko follow kartay huway aagay ka plan kartay hain k humain kia karna hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                janab indicator bohot si mishkil ka hall haine jab aik atrder ko koi smajh nahi a rahi hoti kay ksi pair ko rotain kia hai up jae ga ya down to is surat maine indicators ki use kiay jata hai is ko use kar kay kam say kam ye decide kar jata hai kay kis tarah tarde lagaye kue kay is tarah investment zaya honay ka imkan kam say kam ahi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X