Divergence Kya hota Hay Or Market Par Kya Asar Dalta Hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Divergence Kya hota Hay Or Market Par Kya Asar Dalta Hay
    Dosto kaise hain aap umeed karta hon ke aap kharyat se hon ge dosto ab hum jis topic par bat karne wale hain woh hay divergence kya hota hay or is ke banne ke bad market par is ka kya asar hota hay to chalte hain aapne topic ke janib

    DIVERGENCE KE TIYPS

    Click image for larger version

Name:	20220111_073831.jpg
Views:	1
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12494674

    Bullish divergence

    Dosto jab aap analysis ko perform kar rahy hoty hain to jab bhi market ka trend down hoga aur market down side move kar rahe hoge to apka Indicators apko bullish trend show kar raha hoga. Ap agr chart par trend line lgain to market ka trend down nazar aye ga aur agr Indicators pa trend line lgain to wo Uptrend show kary ga. Bullish Divergence ko delhny k liay ap apko chart par market Lower Lows bnati dikhai dy ge jab k Indicators ya Oscillator main apko market lower high bnati hue dikhai dy ge. Is chez ko bullish Divergence kaha jata hy. Bullish divergence main apko market k uptrend ka idea ho jata hy jis main candlestick pattern aur chart patterns ko dekh kar trade kar saktay haim

    Click image for larger version

Name:	20220111_075245.jpg
Views:	1
Size:	52.7 کلوبائٹ
ID:	12494675

    Bearish divergence

    Dosto jab bhi market Uptrend main movement kar rhe Hoti hy to agr ap market ka swing pakrna chaty hain to isk liay apko Indicators ka istemal karna hota hy. Divergence ko find krny k liay apko different indicator ka istemal karna hoga. Jab Indicators apko downtrend show karta hy aur market Uptrend mainove kar rahe hoti hy. Jesa k agr ap dekhain to market chart par Higher High bana rahe hoti hy aur Indicators main apk pass latest high break nahi hota. Isko bearish hidden divergence kaha jata hy. Bearish trend ko finds kia jata hy aur market main sell ke trade find indicator ke ke help se kiya ja sakta hay

    Click image for larger version

Name:	20220111_075257.jpg
Views:	1
Size:	60.4 کلوبائٹ
ID:	12494676

    Hidden Bullish Divergence

    Dosto Hidden Bullish divergence us waqat banta hai, jab indicator lower lows bana raha ho aur sui waqat qeematen higher lows banati hai. Ye aksar us waqat ho raha hota hai, jab qeematen sideways trend pe a arahi ho ya uptrend se qeematen wapis ho rahi ho, is waja se ye set up is baat ki nishan-dahi karta hai k qeematon me abhi bhi uptrend k asaar hen. Aisi soratehal me qeematen bohut kam hi sellers k control me ati hai, aur ye position market me buyers ki mazboti ki waja se banta hay or trader is ka fayda uthate hain

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	4
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12494678

    Dosto hiden bearish divergence us waqat banta hay ja indicator hier hose bana rahe hon orprice side way trend par hon is waja se ye set up is baat ki nishan-dahi karta hai k qeematon me abhi bhi uptrend k asaar hen. Aisi soratehal me qeematen bohut kam hi sellers k control me ati hai, aur ye position market me sellers ki mazboti ki waja se banta hay or trader is ka fayda uthate hain

    Uper de gai pic aap ko topic kp samajhne main madadgar sabit hosakte hain
    Shukarya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Divergence Kya hota Hay Or Market Par Kya Asar Dalta Hay

    Dosto kaise hain aap umeed karta hon ke aap kharyat se hon ge dosto ab hum jis topic par bat karne wale hain woh hay divergence kya hota hay or is ke banne ke bad market par is ka kya asar hota hay to chalte hain aapne topic ke janib

    DIVERGENCE KE TIYPS



    Bullish divergence

    Dosto jab aap analysis ko perform kar rahy hoty hain to jab bhi market ka trend down hoga aur market down side move kar rahe hoge to apka Indicators apko bullish trend show kar raha hoga. Ap agr chart par trend line lgain to market ka trend down nazar aye ga aur agr Indicators pa trend line lgain to wo Uptrend show kary ga. Bullish Divergence ko delhny k liay ap apko chart par market Lower Lows bnati dikhai dy ge jab k Indicators ya Oscillator main apko market lower high bnati hue dikhai dy ge. Is chez ko bullish Divergence kaha jata hy. Bullish divergence main apko market k uptrend ka idea ho jata hy jis main candlestick pattern aur chart patterns ko dekh kar trade kar saktay haim



    Bearish divergence

    Dosto jab bhi market Uptrend main movement kar rhe Hoti hy to agr ap market ka swing pakrna chaty hain to isk liay apko Indicators ka istemal karna hota hy. Divergence ko find krny k liay apko different indicator ka istemal karna hoga. Jab Indicators apko downtrend show karta hy aur market Uptrend mainove kar rahe hoti hy. Jesa k agr ap dekhain to market chart par Higher High bana rahe hoti hy aur Indicators main apk pass latest high break nahi hota. Isko bearish hidden divergence kaha jata hy. Bearish trend ko finds kia jata hy aur market main sell ke trade find indicator ke ke help se kiya ja sakta hay



    Hidden Bullish Divergence

    Dosto Hidden Bullish divergence us waqat banta hai, jab indicator lower lows bana raha ho aur sui waqat qeematen higher lows banati hai. Ye aksar us waqat ho raha hota hai, jab qeematen sideways trend pe a arahi ho ya uptrend se qeematen wapis ho rahi ho, is waja se ye set up is baat ki nishan-dahi karta hai k qeematon me abhi bhi uptrend k asaar hen. Aisi soratehal me qeematen bohut kam hi sellers k control me ati hai, aur ye position market me buyers ki mazboti ki waja se banta hay or trader is ka fayda uthate hain



    Dosto hiden bearish divergence us waqat banta hay ja indicator hier hose bana rahe hon orprice side way trend par hon is waja se ye set up is baat ki nishan-dahi karta hai k qeematon me abhi bhi uptrend k asaar hen. Aisi soratehal me qeematen bohut kam hi sellers k control me ati hai, aur ye position market me sellers ki mazboti ki waja se banta hay or trader is ka fayda uthate hain

    Uper de gai pic aap ko topic kp samajhne main madadgar sabit hosakte hain
    Shukarya

    اب آن لائن

    Working...
    X