Dear friends, ye aik aisa price pattern hay jo technical anaylisis main price chart par demand zone ki formation ko represent karta hay, traders demand zones say buy orders place kartay hain jo long positions ko show kartay hain, ye pattern supply aur demand ki type hoti hay aur ye iski basic samjha jata hay, is tarah supply aur demands kay technical anaylisis kay sath trading aik best method samjha jata hay
Identification of Drop Base Rally:
Drop Base Rally main three waves hoti hain jobye hain,
1. Bearish impulsive wave (Drop)
2. sideways retracement wave (Base)
3. Bullish impulsive wave(Rally)
jab ye three waves chart par aik order main appear hoti hain to Drop Base Rally pattern ki formation hoti hay, agr higher time frame main aik candle ko analyze kia jay jis ki lower time frame main large body aur small wicks hotay hain, ye candle higher time frame main base aur small time frame main sideway market wave show karti hay,
Trade tactics in DBR:
chart pattern par DBR ki formation kay baad price demand zone ko touch kartay huay traders kay place kiay huay pending buy orders ko pick karti hay, ye aik best method hota hay kiuan kay price ko zone ki taraf return honay main minimum time lagta hay, aik dusray method main price demand zone tak anay main kafi time laiti hay jis ka matlab ye hota hay kay price aik full wave ya aik sa ziada waves kay baad demand zone main ati hay, jab price demand zone main minimum time kay baad zone ki taraf return hoti hay to demand zone strong hota hay aur jab ye ziada time laiti hay to demand zone weak hota hay,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим