Ask Price & Bid Price kya Hy aur in dono Kay difference me spread size kya Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ask Price & Bid Price kya Hy aur in dono Kay difference me spread size kya Hy
    Basic Concept of Ask & Bid Price

    Dear friends Forex me sab sy basic aur important cheez jis ko smjhna chye wo Hy ask and bid price kyun kay market ko jb ham buy ya sell karty hai to us k lae hamy alag alag market positions ko use karna hota hai. Market ko buy karny k lae alag line use hoti hai jis ko ham bid price kehty hain or market ko sell karny k lae alag price use hoti hai jis ko ham ask price kehty hain. Bid price or ask price ka ham difference leyn to isko spread kaha jata hai jis ko ham further explain kaye dety hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-10T182303.262.png
Views:	7
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12494538

    Big currencies of Commodities Big Spreads

    Forex trading ma major pair par spread aksar kam hota hai or trader ko en par he trade karny ko prefer karna chahe. On the other hand minor pair or exotic pair par trade karny sy big spread pay karna parta hai or es ka trader ko ye nuksan hota hai k unka profit margin kam sy kam ho jata hai. Ye b dakhny ma aya hai k jis pair ka spread kam hota uski liqudity b high hoti hai or jis pair or commodity ka spread high hota hai eski liquidity b kam hoti hai. Yani trader kam kam liquidity waly pair ma trade karyn gy to unko zayada sy zayada time lagy ga profit hasil karny ma or profit k lae unko bhot wait karna pary ga. So trader ko pehle fursat ma he small spread par trade karni chahe

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-10T182515.455.png
Views:	12
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12494539

    Normal Currencies Basic Spread

    Normal pairs may ask or bid price main umooman 3 pips ka farq hota hay iss difference ko ham spread kehtay hain ask aur bid ko ache trah se smjhe aur in ke importance ko smjhe aur in mein kitna trader ko faida ho skta he aur trader ne kb order lagana he aur kb close krna he market mein sel krna he ya buy krna he yeh sb chezein trader ke lie smjhna zarore hein phr trader trading mein ache tareeqy se kam kr skty hen.

    Spread (Difference of Ask and Bid)

    Bid aur Ask price kay darmyan farak ko spread kehty hain spread wo cheez ha jo broker comition kay tor par wasool karta ha jub hum order open kartay hain bid or ask price har broker ki mukhtalif hoti ha kuch broker ki bid or ask price kay darmyan farak zada hota or kuch kay darmyan kam jub hum order open kartay hain buy ka to hamra order bid ki jo price ho gi os par open ho ga jub hum sell ka order open kartay hain jo ask ki price ho gi osi par sell ka order open ho ga.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-10T182519.792.jpeg
Views:	4
Size:	28.3 کلوبائٹ
ID:	12494540
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ask Price &amp; Bid Price kya Hy aur in dono Kay difference me spread size kya Hy

    Dear member jab aap market mein successful trading karne ke liye entry Lete Hain to isase pahle aapko market se related almost 100% information ko hasil kar lena chahie kyunki jab tak aapke pass market se associated different factors ki complete information available Nahin Hogi to use time tak aap kabhi bhi market mein successful trading nahin kar sakte hain aur apni decision-making ko perfect Nahin banaa sakte hain. Market se related kuch important information main aapse share karna chahta hun jo aapko broker ki selection ke time per select Karni hoti hai.

    Ask Price

    Dear members jab aap market mein kisi bhi broker ke sath apni account login karte hain aur uske bad market mein inter hote hain to aapko metatrader 4 per 2 different types ki prices dekhne ko milati Hai jab aap right side per prices ko observe karte Hain Jo metatrader 4 per hire prices Hoti Hai unko aap market mein ask price ke naam se jante Hain basically jab aap market mein selling and purchasing karte hain to ismein aapko different type ki prices are per ki ja rahi hoti hai. jab aap market mein selling karte hain to ismein aapko hamesha minimum prices milati hai aur jab aap market mein purchasing karte hain to ismein aapko hamesha higher prices available Hoti Hai jab aap market mein kisi commodity ya Kisi currency Pyar ko purchase karte hain to ismein aapko higher prices offer ki jaati hai jinko aap market ki language mein ask prices ke naam se jante Hain.

    Bid Price

    Dear members jab of market mein inter hote hain aur currency pairs aur commodities per apni trade open karte hain aur Market mein selling ki entry lete hain to ismein aapko hamesha minimum prices are per ki ja rahi Hoti Hai in minimum price is ko aap market ki language mein bed prices kahate Hain. Jab aap market mein inter hone se pahle Kisi broker ki selection karte hain to ismein aapko different brokers different types ki prices offer kar rahe hote hain aapko hamesha broker ki selection se pahle inki price difference ko acchi Tarah understand kar lena chahie.

    Spread

    Spread basically broker ka commission aur earning Hoti Hai jab aap Kisi bhi prakar ke sath apni working karte hain to uski earning totally aapki commission par depend kar rahi Hoti Hai jab aap market mein inter hote hain to usmein aap ko sabse pahle broker ko commission Dena hota hai aur broker apna commission detect Karke aapki trade Bank mein transfer kar deta hai basically Ask price aur Bid price ka difference hi broker ka commission hota hai different brokers ka different commission hota Hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ask Price &amp; Bid Price kya Hy aur in dono Kay difference me spread size kya Hy

      My dear friend Assalamu o alaikum umaid krta hu AP sab khairiyat se hongy ap ki baat bikul thk h Forex main jab aap market mein successful trading karne ke liye entry Lete Hain to isase pahle aapko market se related almost 100% information ko hasil kar lena chahie kyunki jab tak aapke pass market se associated different factors ki complete information available Nahin Hogi to use time tak aap kabhi bhi market mein successful trading nahin kar sakte hain aur apni decision-making ko perfect Nahin banaa sakte hain. Market se related kuch important information main aapse share karna chahta hun jo aapko broker ki selection ke time per select Karni hoti hai.

      1;Ask Price;

      Dear members jab aap market mein kisi bhi broker ke sath apni account login karte hain aur uske bad market mein inter hote hain to aapko metatrader 4 per 2 different types ki prices dekhne ko milati Hai jab aap right side per prices ko observe karte Hain Jo metatrader 4 per hire prices Hoti Hai unko aap market mein ask price ke naam se jante Hain basically jab aap market mein selling and purchasing karte hain to ismein aapko different type ki prices are per ki ja rahi hoti hai. jab aap market mein selling karte hain to ismein aapko hamesha minimum prices milati hai aur jab aap market mein purchasing karte hain to ismein aapko hamesha higher prices available Hoti Hai jab aap market mein kisi commodity ya Kisi currency Pyar ko purchase karte hain to ismein aapko higher prices offer ki jaati hai jinko aap market ki language mein ask prices ke naam se jante Hain.

      2;Bid Price;

      Dear members jab of market mein inter hote hain aur currency pairs aur commodities per apni trade open karte hain aur Market mein selling ki entry lete hain to ismein aapko hamesha minimum prices are per ki ja rahi Hoti Hai in minimum price is ko aap market ki language mein bed prices kahate Hain. Jab aap market mein inter hone se pahle Kisi broker ki selection karte hain to ismein aapko different brokers different types ki prices offer kar rahe hote hain aapko hamesha broker ki selection se pahle inki price difference ko acchi Tarah understand kar lena chahie.

      3;Spread;

      Spread basically broker ka commission aur earning Hoti Hai jab aap Kisi bhi prakar ke sath apni working karte hain to uski earning totally aapki commission par depend kar rahi Hoti Hai jab aap market mein inter hote hain to usmein aap ko sabse pahle broker ko commission Dena hota hai aur broker apna commission detect Karke aapki trade Bank mein transfer kar deta hai basically Ask price aur Bid price ka difference hi broker ka commission hota hai different brokers ka different commission hota Hai.

      4;Spread (Difference of Ask and Bid);

      Bid aur Ask price kay darmyan farak ko spread kehty hain spread wo cheez ha jo broker comition kay tor par wasool karta ha jub hum order open kartay hain bid or ask price har broker ki mukhtalif hoti ha kuch broker ki bid or ask price kay darmyan farak zada hota or kuch kay darmyan kam jub hum order open kartay hain buy ka to hamra order bid ki jo price ho gi os par open ho ga jub hum sell ka order open kartay hain jo ask ki price ho gi osi par sell ka order open ho ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X