forex trading as a profession

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    ji mein yehi kahun ga yeh kam sahi hai es liey yeh kam sahi trhan sy krny k liey app ko yeh kam profession k sath krna chahaey yeh sahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      forex trading ak achi job ha is ko life time job bhe bania ja sakta ha laken is sa pahly hama forex trading ko achi tara sekhna chay kun ka us ka bagar ham kafi nuksan kr sakty han..
      • #1413 Collapse

        jee han apki bat theek hai forex trading ko ek ya 2 din mein perh ker nhi seekha ja skta is per tawajha deny k liye big time ki zarurat hoti hai is mein practice kerni perti hai jis mein time darkaar hota hai yeh koi note chapny wali machine nhi hai
        • #1414 Collapse

          jee jnab app ne bilkul theek kha hai hume ager iss business ko apna life time business bnana hain to iss k leya hume iss business ko first to ache se learn kerna perta hai aur us k bad he hum iss busness main trading ker k kamyab trader ban sekte hain so iss ko time do na k apna time iss ko smjhana chahiya :)
          • #1415 Collapse

            ba bophat hi say lkogo nay is business ko apna profeesional buisness bana loya hgai is loiay hi apko chaoiy kay ap is buisness ko apna profeesional banay ki kosish karay kay jsis ay apko is business ka fadi bi ho
            • #1416 Collapse

              g forex ek bohat hi acha profession hai aur forex mein to ap bohat kamiyab hoskate hain agar ap isko theek se time den aur is pe khoob work karen aur apni khud ki strategies banayen aur unko demo pe test karke real trading account pe try karen.
              • #1417 Collapse

                the reason i say that is because anybody from any professional background can become a professional forex trader. to make a career in trading you have to gather the knowledge needed aik acha profession hota hai jo iss ko learn kerne k liye puri tara se tayyar hote hai, jin ko hard work se problem nahi hoti or wo log jo regularly practice bhi kerte hain
                 
                • #1418 Collapse

                  yes bro forex ko ap starting ma as a profession ni la sakta kun k starting ma apko ispa bohat working and learning krni parti ha jub time k sath sath ap isko samjna shru kar deta ho to phr ja k ap isko as a profession deal kar sakta ho.
                  • #1419 Collapse

                    forex trading ko sekhain aur us k bad is ko karain to is k beshumar fawaed ap ko hasil ho saktey hain is sey.
                    • #1420 Collapse

                      jee forex business behi aik profession hay digare profession ki tarah aur humain forex ko baqaeda learn kar k forex business main ana chayie phir hee hum ise forex business se profit earn kar saktey hain jise tarah hum digar profession main janey k liye baqaeda learning kartey hain aur experience hasil kartey hain ise tarah forex main karain tu hum ise ko full profession k toor par lay saktey hain otherwise no............
                      • #1421 Collapse

                        my der forex aik bht hi acha business hai hum easily forex se achi earning kar sakte hain ye bet online work hai i really love forex we can make it our profession its really good i love forex very much.
                        • #1422 Collapse

                          agar aap nay is business ko as a profession laina hay to phri aap ko is kay baray main mukammal maloomat honi chhaye, har tarha ka knowlege hona chahye , expereince gain karna chahye, phir ja kar aap ko ye business as a profession laina chahye, without learning kay aap ko is main invest nai karna chahye,
                          • #1423 Collapse

                            As we know it well that the Forex trading is a great profession and we can for sure earn the money with this profession the only thing we need to do is, that we must work hard, and we take this business professionally.
                            • #1424 Collapse

                              Its not a profession it's a business there is a lot of difference between profession and business i'll clear it with one sentence that business can be start without licence on the other hand profession cannot be start without licence
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                ye baat bilkul teek hai k is business me seek na buhot zaruri hai .. lekin mere khayal se ye sirf is business k liye khas nahi hai seek na har kam me pharta hai chahy wo koi bhi business ho...........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X