Dear friends, forex main "Congestion" market ki us situation ko kehtay hain jab pairs ko buy karnay ki demand sellers ki supply sa equal ho jati hay, jis kay result main prices significantly move nhi kartin aur price action consolidate ya congested ho jata hay, isko sideways price moment bhi kehtay hain jo buyers aur sellers kay darmian balance ko show karti hay,
Appearence and understanding congestion:
congestion us waqt zahir hoti hay jab prices stable ya sideways move kar rahi hon, aisi situation main buyers aur sellers ki strength equal ho jati hay, congestion us waqt over hoti hay jab buyers ya sellers main say koi aik overpower ho jata hay aur prices us perticular range main moment start kar daiti hain, congestion trading main aik supply aur demand ka factor hota hay jo pairs ki liquidity aur trading prices par influence karta hay,
Causes of congestion:
Market main buyers aur sellers kay balanced honay ki waja say pairs ki prices main koi significant development nhi hoti jiski waja sa prices takreeban stable rehti hain, congestion indecision period kay doran bhi appear hoti hay, major news ya events sa pehlay bji market main congestion daikhnay ko milti hay is situation main buyers aur sellers perticular news aur events kay baad trade karnay ki koshish kartay hain,
Trading in congestion:
is period kay doran sirf short term trades hi attempt ki ja sakti hain, kiun kay congestion kay doran price moment boht minimum hoti hay, jab congestion ziada dair tak rehti hay to trading volume bhi drop ho jata hay, congestion kay doran prices support aur resistance kay darmian hi move karti hain lakin jab prices kisi perticular direction main break karti hain to buyers ya sellers main sa aik dusray ko over power kar daita ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим