INTRODUCTION
Dosto aaj hum jis mozu par guftgu karne wale hain woh hay ke doji candle sticks kitne kism ke hain or woh dakhne main kaise nazar ate hain or kis tarah bante hain
STANDARD DOJI
Ye doji candlestick ki sab sy common type hai. Yeh es type ki doji tb banti hai jab market main open or closing price same hoti hay. Aur market main buy aur sell dono same level par hity hain, yani kay jitne percent matket up jaati hay utna he down aa kay phir wapis opening price par close ho jaati hay. Agr best entry Lena Chahte hain to ap ko achi tara market Mein judgement karna ho ga tab hi ap acha profit bana sakhty hain. Es tarha ke doji sy market ke value ka adaza nahi laga sakty kay aagy matket kun value kam hona hay ya zaida honi hai
LONG LEGGED DOJI
Long-legged doji jesa kay naam sy zahir hay kay es main market ke price ghair yaqeeni tor par up and down jaati hai lekin end pe aa kar same level jahan sy open hoti hay waheen par aa k close hoyi hay. Jab esi candlestick chart pe bany to es main buyers aur sellers kay darmiyaan ghair yaqeeni paai jaati hay
DRAGONFLY DOJI
Dragonfly doji yaa to aapko uptrend kay top par dekhny ko milte hay ya phir downtrend kay bottom pe mil sakti hay. Jab ye candlestick nazar aati hai to ess sy signal milta hai kay matket apni direction ko change kar rahi hay. Agr ap market main candlestick ko achi tara understand karty hain to ap ko es main bhot zyda fayada milta hai. es candlestick stick main aapko vertical line kay top ya bottom pe horizontal line milte hay aur us sy oper ya neechy aur line nahi hoti, Ye shape ke candlestick hoti hay aur es sy pata chalta hay kay market opening price sy up nahi gai
GRAVESTONE DOJI
Gravestone same usi tarha ke hoti hay jesa kay hamne dragonfly ko samjha lekin sirf es main farak ye hota hay kay dragonfly doji T shape ke hoti hay aur Gravestone ulta T shape ke hoti hay. Jiss kaa mattlab yeh hai kay buyers matket main aay aur unhon ny price ko push kiya lekin wo strong nahi thy aur market phir apni opening price sy neechy aa jaati hay.
FOUR PRICE DOJI
Four price doji aik simple horizontal line hay jiss kay na to oper koi line hoti hay aur na he koi neechy line hoyi hay. Jab market main esi candlestick dekhny ko mily to yehi samjh jaay kay market main ghair yakeeni hai aur market bilkul khamosh hay. Es tarhaa ke candlestick sy matket ke direction clear nahi hoti
Friends is topic main humne doji candlesticks ke tamam typs par guftgu ke or tasaveer ke zarye bhe topic ko knowledge full banane ke bharpor koshish ke hay jo ke yakinin aap doston ko pasand aye hoge or doji ke shapes ke bare main concept clear ho Gaya hoga
Shukarya

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим