Fundamental Analysis in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental Analysis in Forex Trading
    Fundamental Analysis


    Fundamental analysis ka impact financial market par bohut ziada arsa tak rehta hai, jis ki waja se is analysis ki importance bhi utni hi ziada aham ho jati hai. Fundamental asarat ki wajohat mukhtalif ho sakti hai, jis me political, social ya economical wajohat shmail hen. Fundamental analysis k leye zarori hai k market me trader ziada arsa tak rahe, q k is ki waja se qeematen aram aram se apne ahdaf ki taraf jati hai. Fundamental wo teen wajohat jin ki waja se financial markets bohut zyada mutasir hoti hai, us ki tafseel darja-zel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	6
Size:	40.3 کلوبائٹ
ID:	12494226

    Economical Fundamental Analysis



    Fundamental analysis se jo financial market sab se ziada mutasir hoti hai wo hai, economical fundamental effects. Jab bhi kisi mulk ki maashi (economical) soratehal kharab hoti hai to is se us mulk ki currency de-value ho jati hai, aur economical crises ana shoro ho jate hen. Economical crises me 2008 ki Lehman brothers ki bankruptcy hamare pass aik bari misal hai. Lehman brother ki kharab economical situation ki waja se pori dunya me economical crises shoro ho gaye the.

    Social Fundamental Analysis



    Social fundamental analysis bhi financial market k leye aham hen, q k is ka asar bohut ziada arsa k leye financial market me hota hai. Social economic crises me Corona waba ki situation hamare samne hen, jis ne kuch hi arsa me pori dunya ko apne lapait me le leya. Crorna waba k masayel teesre saal me dakhel ho gaye hen, lekin abhi bhi is waba par koi mouasar qabo nahi hasil howa hai.

    Political Fundamental Analysis



    Political situation bhi financial masayel ka bahis banti hai. Political masayel jaise America-China trade war, America-Iran neuclear crises waghera hamare global financial market pe bohut bore asarat muratab karte hen. Political situation k asarat bohut zyada gehre aur kafi arsa tak hamare financial market me rehte hen.

    Fundamental Analysis aur Calendar Events


    Fundamental analysis aur calendar events se market per mukhtalif asart muratab hote hen. Fundamental analysis ka impact bohut zyada arsa tak hota hai, jab k financial events k asarat mehdod mudad k leye hote hen. Financial events weekly lehaz se badalte rehte hen jab k fundamental analysis se market aik taraf musalsal trend me rehta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	2
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12494225
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental Analysis in Forex Trading

    Fundamental Analysis

    Dear Friends, Fundamental analysis ki baat ki jay to ye forex ma trader currencies k interest rate ko observe krty hai aur in sy andaza lgaty hain k uncko es time par kon si trade leni chahe. Es k sath sath trader es kisam k analysis ma inflation rate ko or job oppertunities ko or gdp or other economic activities ko b measure karty hain. En sb ko mad e nazar rakh kar wo trade open karty hain or ye unko acha point pick karny ma kafi help karta hai. Trader ko esk sath sath sentimental analysis ko b observe karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	images (6) (29).jpeg
Views:	6
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12362146

    Technical Analysis difference

    Technical analysis ma trader different indicators ko use karty hain. Ye indicator trader ki help karty hain or chart par market ki sari information display kar dety hain. Ab ye trader ny faisla karna hota hai k us ny kon si trade open karni hai or kon si ni karni. Indicator trader k helper hoty hain wo trader ko market ki better understanding ma help out karty hain. Es k bad trader market ko kafi had tak samajny ma kamyab ho jaty hain. Indicator trader ko guide na karyn to wo har trade ko leny k lae ready ho jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-09T195340.687.png
Views:	3
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12362147


    Price action Using Fundamental Analysis


    Agar tou market apni normal limits ky darmian hi movement kerti rehti hai tou aesy time per Ham support sy buy ki trade enter ker lety hain aur resistance sy sell ki trade enter kerty hain tou market bhi hamari expectations ky mutabiq movement kerty huey hamain acha profit dy jati hai lekin jab same support ya resistance break hoti hai tou aesy main hamain price action breakout stretigy ky sath trade open kerni chahiay ky jab market support ki break ker leti hai tou wahan sy bhi sell ki trade enter hoti hai isi terha jab market resistance ko break kerti hai tou wahan sy bhi Ham buy ki trade enter kerty hain kyun ky price action breakout hony per market same direction main bahot bari movement ker sakti hai tou aesy time main reverse direction main open ki jany wali trade main bara loss bhi ho sakta hai jabky breakout per same direction main agar trade open ker li jaey tou aesi surat main profit ky chances zyada hoty hain

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-09T195400.561.png
Views:	5
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12362148
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental Analysis in Forex Trading

      bhot he nice and good share ki hain apne forex trading main best learning karna must hain agar good learning hain tu achi earning ho skti hain good earning karne k liye forex trading main Fundamental analysis karna must hain forex trading main achi earning karna hain tu Fundamental analysis ko b learn karna must hain qk jaaab tak analysis nhe hota hain tu achi earning nhe mil skti hain achi earning karne k liye good learning k sath sath Fundamental analysis karna parta hain achi kamyabi pana hain tu hard work karna parta hain achi kamyabi pana hain tu Fundamental analysis main achi earning ho skti hain achi earning karne k liye achi tara hard work karna parta hain achi earning karne k liye ek traders ko full achi tara pratice karna must hota hain



      Fundamental analysis in forex trading merket:


      Fundamental analysis main work karna hain tu achi tara hard work karna parta hian achi tara learning karna must hain forex trading main jis b traders ne hard work kia tu kmayabi pah skta hain forex trading main best learning full earning de skti hain best learning h full kmayabi de skti hain achi earning karna hain tu hard work karna must hian achi earning karna hain tu regular learning karna must hain forex main wahi kamyab trades hote hain jo hard work karte hain forex trading main wahi traders benefit hasil kar skte hain jo forex trading main hard work k sath kaam karna must hain learning k sath hard work karna must hain



      Click image for larger version

Name:	Fundamental analysis.png
Views:	14
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12362173
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental Analysis in Forex Trading

        bhot he quite great offer ki hain apne forex exchanging primary best learning karna must hain agar great learning hain tu achi acquiring ho skti hain great procuring karne k liye forex exchanging principle Fundamental investigation karna must hain forex exchanging principle achi acquiring karna hain tu Fundamental examination ko b learn karna must hain qk jaaab tak examination nhe hota hain tu achi acquiring nhe mil skti hain achi procuring karne k liye great learning k sath Fundamental examination karna parta hain achi kamyabi pana hain tu difficult work karna parta hain achi kamyabi pana hain tu Fundamental examination fundamental achi acquiring ho skti hain achi procuring karne k liye achi tara difficult work karna parta hain achi procuring karne k liye ek brokers ko full achi tara pratice karna must hota hain

        Basic examination in forex exchanging merket:

        Basic examination fundamental work karna hain tu achi tara difficult work karna parta hian achi tara learning karna must hain forex exchanging principle jis b merchants ne difficult work kia tu kmayabi pah skta hain forex exchanging primary best learning full acquiring de skti hain best learning h full kmayabi de skti hain achi procuring karna hain tu difficult work karna must hian achi procuring karna hain tu customary learning karna must hain forex primary wahi kamyab exchanges hote hain jo difficult work karte hain forex exchanging primary wahi dealers benefit hasil kar skte hain jo forex exchanging fundamental difficult work k sath kaam karna must hain learning k sath difficult work karna must hain
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental Analysis in Forex Trading

          Bhot he adorable sharingki hain apne foreign exchange shopping for and promoting vital agar design ko take a look at kia jata hain tu ek dealer whole kayabi b hasil kar lete hain har dealers ko kaam karna hain tu hard paintings k sath he layout ko are attempting to find after karna parta hain heading he ek middleman ka pal hain forex shopping for and selling rule high-quality acquiring karne okay liye studying karna parta hain mastering nhe hain tu kamyabi b nhe hain kamyabi good enough liye mastering ko incress karna parta hain bullish and poor instance ko are looking for for after kar okay he kamyabi hain bearing ko comply with kia tu alternate crucial kayambi b hia qk kayabi tab he mil jati hain tu jaaab getting to know strong hoti hain qk bina reading k kabi b samjh nhe aati hain okay forex shopping for and selling vital kayabi mile

          Negative example and bulllish layout in foreign exchange buying and selling market:

          bad example important kaaam kia jata hain tu design ko follow karne ok liye exchange promote ki lagai jati hain qk gar alternate purchase ki slack jati hain tu disaster b ho skta hain is liye design applicable bullish instance vast merket jumble bana kar mekret up ki tarag jati hain is liye forex buying and selling essential har providers ne kaam kana hain tu hard paintings k sath kaam karna parta hain qk forex shopping for and promoting guideline bulish example and horrible example he hota hain jis critical kaam karne good enough liye troublesome paintings ok sath evaluation karna parta hain agar examination nhe kia jata hain tu merket rule adversity hoga or include crucial tremendous setback ho skta hain forex buying and selling rule exam good enough bina kaam nhe karna chahaiye exam kia jata hain tu troublesome paintings okay sath merket essential etrade karna hota hain bina mastering k koi kamyab nhe hain
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental Analysis in Forex Trading

            Fundamental Analysis in Forex Trading

            Fundamental Analysis


            Fundamental analysis ka impact financial market par bohut ziada arsa tak rehta hai, jis ki waja se is analysis ki importance bhi utni hi ziada aham ho jati hai. Fundamental asarat ki wajohat mukhtalif ho sakti hai, jis me political, social ya economical wajohat shmail hen. Fundamental analysis k leye zarori hai k market me trader ziada arsa tak rahe, q k is ki waja se qeematen aram aram se apne ahdaf ki taraf jati hai. Fundamental wo teen wajohat jin ki waja se financial markets bohut zyada mutasir hoti hai, us ki tafseel darja-zel hai;



            Economical Fundamental Analysis



            Fundamental analysis se jo financial market sab se ziada mutasir hoti hai wo hai, economical fundamental effects. Jab bhi kisi mulk ki maashi (economical) soratehal kharab hoti hai to is se us mulk ki currency de-value ho jati hai, aur economical crises ana shoro ho jate hen. Economical crises me 2008 ki Lehman brothers ki bankruptcy hamare pass aik bari misal hai. Lehman brother ki kharab economical situation ki waja se pori dunya me economical crises shoro ho gaye the.

            Social Fundamental Analysis



            Social fundamental analysis bhi financial market k leye aham hen, q k is ka asar bohut ziada arsa k leye financial market me hota hai. Social economic crises me Corona waba ki situation hamare samne hen, jis ne kuch hi arsa me pori dunya ko apne lapait me le leya. Crorna waba k masayel teesre saal me dakhel ho gaye hen, lekin abhi bhi is waba par koi mouasar qabo nahi hasil howa hai.

            Political Fundamental Analysis



            Political situation bhi financial masayel ka bahis banti hai. Political masayel jaise America-China trade war, America-Iran neuclear crises waghera hamare global financial market pe bohut bore asarat muratab karte hen. Political situation k asarat bohut zyada gehre aur kafi arsa tak hamare financial market me rehte hen.

            Fundamental Analysis aur Calendar Events


            Fundamental analysis aur calendar events se market per mukhtal
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental Analysis in Forex Trading

              essential evaluation in forex tradingfundamental analysis

              Click image for larger version

Name:	download (9).jpeg
Views:	4
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12411142fundamental analysis ka impact financial market par bohut ziada arsa tak rehta hai, jis ki waja se is analysis ki significance bhi utni hello ziada aham ho jati hai. essential asarat ki wajohat mukhtalif ho sakti hai, jis me political, social ya low-cost wajohat shmail chicken. essential evaluation ok leye zarori hai ok marketplace me dealer ziada arsa tak rahe, q ok is ki waja se qeematen aram aram se apne ahdaf ki taraf jati hai. essential wo teenager wajohat jin ki waja se financial markets bohut zyada mutasir hoti hai, us ki tafseel darja-zel hai;not pricey essential analysisfundamental evaluation se jo monetary market sab se ziada mutasir hoti hai wo hai, affordable essential results. Jab bhi kisi mulk ki maashi (reasonable) soratehal kharab hoti hai to is se us mulk ki forex de-fee ho jati hai, aur reasonable crises ana shoro ho jate bird. most economical crises me 2008 ki Lehman brothers ki financial ruin hamare pass aik bari misal hai. Lehman brother ki kharab reasonably priced situation ki waja se pori dunya me cost-efficient crises shoro ho gaye the.Social essential evaluationSocial fundamental evaluation bhi economic marketplace k leye aham chicken, q ok is ka asar bohut ziada arsa okay leye monetary marketplace me hota hai. Social monetary crises me Corona waba ki state of affairs hamare samne bird, jis ne kuch hi arsa me pori dunya ko apne lapait me le leya. Crorna waba k masayel teesre saal me dakhel ho gaye hen, lekin abhi bhi is waba par koi mouasar qabo nahi hasil howa hai.Political essential analysisPolitical scenario bhi economic masayel ka bahis banti hai. Political masayel jaise america-China change war, the united states-Iran neuclear crises waghera hamare global economic marketplace pe bohut bore asarat muratab karte bird. Political situation ok asarat bohut zyada gehre aur kafi arsa tak hamare economic market me rehte bird.
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental Analysis in Forex Trading

                Forex Fundamental Analysis


                kuch zaraye cpi ko nazar andaaz karte hain jab baat bunyadi baton ka istemaal karte hue forex tajzia karne ki ho. is index ko chore kar yeh tajzia nigaar durust honay ki soorat mein paish aaye .

                pehli nazar mein, consumer price index mein tabdeelian kisi bhi di gayi currency jori ki karkardagi se ziyada mazbooti se munsalik nahi lagti hain

                Click image for larger version

Name:	Fundamental-Analysis1.png
Views:	9
Size:	289.1 کلوبائٹ
ID:	12411209


                The case for CPI
                jaisa ke is ka naam batata hai, consumer price index ya cpi aik muashi isharay hai jo ashya aur khidmaat ki pehlay se tay shuda tokri ki ost qeemat ko zahir karta hai. cpi ko jari karne wali qoum par munhasir hai, tajir ke liye 2 data sets ka saamna karne ka mauqa hai. angothay ka usool yeh hai ke cpi data se bachchen jo is mein lafz" cover" istemaal karta hai. kyun? saada cpi cover data ghair mustahkam samaan ko chore deta hai, aur yeh bunyadi tor par iqtisadi policy ke liye hai .afraat zar ya afraat zar ki cpi report mojooda numoo ya ke hawalay se mazboot saboot bhi paish karti hai jis se maeeshat mutasir ho sakti hai. mazeed bar-aan, kyunkay cpi ka samaan aur khidmaat ki qeematon se bohat gehra talluq hai yeh monitory policy ko mutasir karta hai. aur, jaisa ke koi bhi acha tajir jaanta hai, monitory policy sood ki shrhon ke sath sath market mein dastyab majmoi currency ko bhi mutasir karti hai. aur is ka kisi bhi di gayi currency ki qader par seedha assar parta hai .aakhir mein, sab se ziyada tijarat ki jane wali currency ke joron ke peechay qoumain mahana apna data jari karti hain. wahid Australia hai jo usay sah mahi jari karta hai. mazeed bar-aan, euro ke tahaffuz ke liye zimma daar Europi markazi bank, mah mein do baar euro zone ke liye cpi data jari karta hai. aam tor par tijarat ki jane wali se bahar ki qoumain kuch mamooli ke sath mahana schedule bhi rakhti hain. misaal ke tor par, newzea land apni cpi report isi agenday ke sath jari karta hai jis terhan Australia , sah mahi mein

                Impact on fundamental analysis
                forex ke baray mein baat karte waqt monitory policy ahem hai. duniya bhar mein ziyada tar markazi bankon ke paas afraat zar ki hadaf ki sharah hai. canada mein, misaal ke tor par, central bank of canada ne 2 % ka hadaf muqarrar kya hai. nateejatan, cpi mein tabdeelian policy ko mutharrak kar sakti hain jis ka maqsad bohat ziyada afraat zar ko durust karna hai ya bohat kam hai taakay afraat zar ko 2 % ki sharah par rakha ja sakay .markazi bankon ka yeh tareeqa mukhtalif tools ka istemaal hai. agarchay, maeeshat ke liye sab se ziyada istemaal shuda aur kam nuqsaan da sharah sood mein tabdeeli hai. ab, jab baat sood ki sharah ki ho aur ghair mulki currency ki kam sharah behtar nahi hai. agar fomc kal un ki sharah sood mein izafah karne ka faisla karta hai, to yeh poori maeeshat mein bachat ko mutharrak kere ga kyunkay ab karzzzz ki raqam ya wapsi kaha gaya qarzon ke liye yeh ziyada mehanga hai. is ka matlab hai ke currency ki barri miqdaar, muaser tareeqay se, market se gayab ho jaye gi. green back mein yeh' achanak' kami, forex market mein supply ki jane wali usd ki kal raqam ko kam kar day gi. taham Amrici dollar ki maang mein kami nahi aayi. lehaza, dollar ki kam rasad ko poora karne ke liye usd mazboot hoga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  جواب: Fundamental Analysis in Forex Trading

                  What is Moving Average and what are the Types of Moving Average?


                  Aslam u alaikum,

                  Dear forex member umeed karti hun aap sab khairiyat se honge dear members Forex trading main learning, knowledge aur experience ka hona bohat important hai. Forex trading main achy knowledge sy he achi trading ki ja sakti hai. Forex trading main kuch indicators hoty hain jo forex market ki movement aur trend ki understanding main help krty hain. Isi lye in indicators ko understand karna bohat important hai. Isi tra aik indicator jo forex trading main use hota hai wo “Moving Average” hai. Isi lye is indicator ko understand karna bohat zarori hai.

                  Definition of Moving Average:

                  Technical analysis main, moving average aik aisa barometer hai jo aik particular period main market ki average band hony wali price ko zahir krta hai.
                  [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image002.jpg[/IMG]
                  Trader is indicator ko contemporary market circumstances ko judge karny k lye use karty hain.



                  Types of Moving averages:


                  Moving Average ki kch types hain jo k darj zail hn:

                  · Two ziada use hony wali Moving averages (SMA) Simple moving average
                  · [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image004.jpg[/IMG],
                  · (EMA) exponential moving average hai.
                  · [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image006.jpg[/IMG]
                  Difffernce between SMA And EMA:
                  In dono k darmyan difference ye hai k simple moving average date set main average ka koi weighting nhi deta. Jb k exponential moving average current price ki heavy weighting deta hai.

                  [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image007.png[/IMG]

                  How to calculate moving average in Forex Trading::

                  In SMA:

                  Simple moving average sirf series k all data points ki average hai. Jo points ki calculate krne sy divide hoti hai. SMA ka challenge ye hai, k tamam data points ka weight equal ho ga. Jo current market ki situation ki true reflection karta hai.

                  IN EMA:

                  EMA ko is masly ko theak krny k lye tyar kia gya tha q k ye recent prices ki ziada weighting dy ga. Ye EMA ko market main current situation k lye ziada sensitive bnata hai. Aur ye trend ki direction ko determine karny main helpful hota hai.

                  SMA =
                  A= Data points
                  N= Number of time periods

                  Steps for calculating EMA:

                  g to yeh kch steps hn jin k throuh hum EMA calcukate krte hn

                  EMAT= EMA today
                  Vt= Value today
                  S= smoothing
                  D= number of days

                  Objective OF MOVING AVERAGES:

                  1. Moving average ka maqsad short term ki voilatations ko khatam karna hai.

                  2. Moving average traders ko market k overall trend ko identify karny main help krti hai.

                  3. Ye aik custom-tailored ishara hai jo trader ko trading purpose k lye time frame select karny main madad krta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X