Market ke price chart ki prediction karna bahut jaruri hai Jab ham price chart ki acche tarike se prediction karte Hain to tab hamari trading kafi aasan ho jaati Hai aur hamen market se profit milana shuru ho jata hai isliye hamen chahie ke ham market ke price chart ki acchi tarike se prediction Karen kyunki jitne hamare analysis baitha Hun ki utani hi hamen kamyabi achi milegi aur agar hamare analyses behtar Nahin honge to fir hamen kamyabi acchi nahin milati hai isliye hamen Apne analyses ko behtar karne ki koshish Karni chahie taki ham aasani ke sath kamyab ho sake hamara aaj ka topic market ke price chart mein banne wale divergence per hai yah diverges bullish bhi ho sakti hai aur bearish bhi ho sakti hai.
What is Divergence:
Market ke price chat jaisa ke ham Dekh rahe hote Hain ki market bahut jyada uptrend mein move Kar jaati Hai yah bahut jyada downtrend mein move Kar jaati Hai to candlestick ke chat aur indicator ka chart main price ki basis per milny wali guidelines main changes milti hai tu isko aap divergence khety hain. Divergence ko further explain krny kay liye aap isko bullish divergence or bearish divergence main convert kr sakhty hain.
Bullish Divergence:
Jab Market mein prices increase ho rahi hoti hain or different types ki waves ban rahi hoti hain or market mein aik down trend main wave banti hai jo aapko prices decline ki information deti hai. Liken isk against Indicator aapko bullish trend main prices indicate kr raha hota hai tu is situation ko bullish divergence khety hain. Eisi situation main aapko buying entry lena hoti hai. Yah time market mein entry ke liye perfect hota hai aur is time mein hamen market mein new order lena hota hai kyunki is time divergence hamen bahut achcha signal mil raha hota Hai.
Bearish Divergence:
Bearish Divergence kay concept ko achi tarah samjna bhi bahut asan hai. Jab market mein prices upward movement kar rahi hoti hai aur ismein Indicator aapko downtrend show krta hai tu isko bearish divergence situation khety hain. Iska mtlab hota hai kay ab bearish movement expected hai. Bearish divergence abhi ham market mein bahut achcha order le sakte hain isliye is ko analyse karna bhi bahut jaruri hai market ke price chart aur kisi bhi divergence indicator se ham bahut hi achcha signal le sakte hain aur Market mein new order le sakte hain.
Trading Interpretation:
Agar aap bullish divergence ko find out kar laty hain tu is situation main aapko hamesha market mein buying entry lena hoti hai kunk Indicator aapko ya show kar raha hota hai kay ab market mein bullish trend expected hai ot prices main downtrend temporary hai. Aur ISI Tarah se agar hamen bearish divergence mil jata Hai to ham indicator ko bhi analyse karte Hain ki agar indicator hamen uptrend show kar raha ho to is time ham market mein bullish trend mein trade le sakte hain aur yah trading hamare liye kafi behtar ho sakti hai kyunki is time mein milane wala signal hamare liye kafi powerful hota hai aur Market mein ham entry le sakte hain.
Conclusion:
Divergence trading karna hamare liye kafi achcha hota hai isliye hamen is ko analyse karne ki koshish to jarur Karni chahie kyunki agar ham market mein bhulekh divergence aur bearish divergence ko analyse kar lete hain to ham apni trading ko kafi behtar banaa sakte hain aur market se kafi achcha profit connect kar sakte hain bullish divergence aur bearish divergence market mein hamen bahut achcha signal provide karte hain isliye hamen inke analyses karna bahut jaruri hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим