How to work povit point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to work povit point
    Dear member ap ny bhot hi achi information humary sath share ki hai.or humry knowledge ko increase kia hai, jab hum Forex Market main working karty hain to us k related humy proper information honi chahye, ta k hum achi earning kar sakhyn tab hi hum successful hon gy. otherwise humry liye trading karna bhot hi difficult ho jay ga.jab ap market main apny analysis ko complete karty hain to ap ko maximum advantages available hoty hain. Forex trading market main main ap ko pivot points k bary main details btana chati hun. Forex trading market main pivot points kesy nikala jata hai, pivot points ki important information mai ap sy discuss karoun Forex trading me pivot point se murad wo point jis pe aik trend rukh jata hai, aur us point tak market ki price pohunchne k bad bar bar wapis ati hai. Jab bhi aik continue trend forex trading market me chahay wo upward side pe ho ya downward side pe aik khas position ko touch karne k bad reverse ho jata hai aur us k bad trend reversal ho jata hai forex trading ka pivot point hota hai. Is point pe market ki prices pohunch to jati hai lekin is point ko break up nahi karti hai. Forex trading me jab bhi ye point break ho jata hai to ye pivot point nahi rehta hai. Pivot point se trend reversal ho jata hai. Forex trading me aksar hum indicators pe dekhte hen k wo mukhtalif qisam ki resistance aur support levels ko show karti hai jis se trends wapis ati hai. Pivot point hamare risestance aur support levels ka wo last point hota hai ji se trend ne return back karna hota hai..
    IMPORTANCE*

    Forex trading me is point ki bahut jyada importance Hoti Hai Jab aap Forex trading me Ishq point ki proper calculation kar lete hain To Aisi situation main aapko bahut best entries mil sakti hai no doubt Forex trading Mein yah Kaisa point Hota Hai Jiski basis per per aap apni different decision-making complete kar rahe hote hain Diye Jab Bhi aap market ko is point ki basis per differentiate kar rahe hote hain aur isko comparison ki basis per decision making Karte Hain To aap apne best results produce karne mein bahut jyada help Hasil kar sakte hain
    USAGE OF PIVOT POINTS*

    Dear friends Forex trading ma hamy pata hai k ham market ki support or resistance ko samaj kar trade karyn to profit ko hasil karna bhot easy ho jata hai. But agr ham market ki support or resistance ko ignorr kar deyn to hamary lae profit ko hasil kar pana bhot mushkil ho jata hai. Pivot points ma ham market ki support or resistance ko mazeed smaller points ma divide kar lety hain jis k bad hamy market ko smajnay ma or b asani hoti hai. Agr ham market ko samajy gy ni or tokky sy trade ma in hony ki khosis karyn gy to hamy etna loss ho ga k account bacha pana he mushkil ho jata hai. Forex trading ma pivot point ko draw karna ah jae to trader ko bhot asani hoti hai or wo asy entery point hasil kar leta hai jo har trader ko hasil ni hoty. So ham ye keh sakty hain k hamy apni trades ko pivot points k sath manage karna chahe or es base par he trade ko open or exit karna chahe. Forex trading ma hamy pata hai k ham market ki support or resistance ko samaj kar trade karyn to profit ko hasil karna bhot easy ho jata hai. But agr ham market ki support or resistance ko ignore kar deyn to hamary lae profit ko hasil kar pana bahut mushkil ho jata hai. Pivot points ma ham market ki support or resistance ko mazeed smaller points ma divide kar lety hain jis k bad hamy market ko smajnay ma or b asani hoti hai. Agr ham market ko samajh gy ni or tokky sy trade ma in hony ki koshish karain gy to hamy etna loss ho ga k account bacha pana he mushkil ho jata hai
    https://investsocial.com/ur/attachment.php...2&d=1639643672
    PIVOT POINTS UNDER STANDINGS*

    Dear friends Forex trading me jab bhi hum dekhte hen k market me ki contentious trend aik point ko touch to karti hai lekin us ko break nahi kar pa rahi hoti hai to ye point hanara pivot point hota hai. Forex trading k analysis me aksar hum support aur resistance level ko jab maloom karte hen to us point ko pivot point bhi kahte hen q k ye point aksar break nahi ho pati hai agar is pe koi fundamental anasir asar andaz na ho jaye. Lekin agar ye point breakup ho jati hai to ye na to pivot point rehta hai aur na hi is position se trend wapis hota Forex trading k analysis me aksar hum support aur resistance level ko jab maloom karte hen to us point ko pivot point bhi kehte hen q k ye point aksar break nahi ho pati hai agar is pe koi fundamental anasir asar andaz na ho jaye. Lekin agar ye point breakup ho jati hai to ye na to pivot point rehta hai aur na hi is position se trend wapis hota hai.
    TRADING OF POVIT POINT*
    Pivot point market me qeematon k agli mumkina high aur low positions batati hai, is waja se traders na sirf pivot point ko as a trend identify indicator (trend reversal) istemal karte hen, bulke ye humen qeematon k support aur resistance levels k bare me bhi mukamal tafseel muhaya karta hai. Pivot point ki mumkina high price ko hum resistance levels k tawar par jab k low price ko support levels k tawar par istemal kar sakte hen.
    Pivot point ka istemal short term aur long term ki trading k leye to same hoga lekin timeframe ya short time k leye market me entry ki waja se dono me thora sa faraq a jata hai. Pivot point aur fabonacci retracement ki formation taqreeban same hai, q k dono horizontally market me lines draw karti hai, lekin fabonacci retracement me mukhtalif levels hote hen, jab k pivot point me asia nahi hota hai. Is me agar top point se qeematen breakdown karke lower ati hai, to yahan pe sell ki entry hogi, same procedure buy trade k keye bhi hoga, agar qeematen support level ko breakout karke upper ki taraf jati hai.
    POST PE THANKS ZAROR KARIN
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to work povit point

    Forex Pivot Points


    Professional traders aur market maker support aur resistance zone ko malom karne k leye pivot point ka istemal karte hen. Pivot point aur is k support / resistance levels wo areas hote hen jahan jahan se qeematon ki movement mumkina tawar par badal sakti hai. Agar hum dosre indicators ki baat karen to sewaye fabonacci levels k aur koi bhi indicator qeemayon k support aur resistance levels k bare me wazih information nahi deta.
    Fabonacci levels aur pivot point ka istemal aur in k levels taqreeban aik jaisa hai, dono k levels trading me kafi faida dete hen.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	8
Size:	45.6 کلوبائٹ
ID:	12360082

    Pivot point short-term traders k leye ziada faida-mand hai, jo qeematon ki small movement se faida uthana chahte hen. Dosre aam support aur resistance levwls ki tarah traders in points ko bhi breakout ya bounce back k leye istemal kar sakta hai.
    Jo traders support aur resistance levels pe trading karte hen, wo bhi pivot point se faida hasil karte hen, jab bhi in point pe qeematen pohunchti hai wo apne trade entre karte hen.
    Breakout pe trading karne wale trader k leye bhi pivot point pe trading achah experience deta hai, q k ye point hi market k top resistance aur bottom support levels hote hen.

    How to Calculate Pivot Points


    Pivot point aur is k support aur resistance levels ki calculation akhari trading session k open, high, low, aur close ka istemal karke lagaya jata hai. Pivot point ki calculation kuch is tarah se ki jati hai;

    Pivot point (PP) = (High + Low + Close) / 3


    Support aur resistance ko is culye k madad se kuch is tarah se malom ki jati hai;

    1st level k support aur resistance :

    First resistance (R1) = (2 x PP) - Low
    First support (S1) = (2 x PP) - High

    2nd level k support aur resistance:

    Second resistance (R2) = PP + (High - Low)
    Second support (S2) = PP - (High - Low)

    3rd level k support aur resistance:

    Third resistance (R3) = High + 2(PP - Low)
    Third support (S3) = Low - 2(High - PP)

    Note: kuch charting software intermediate ya mid-point levels bhi lagate hen, lekin ye levels same pivot point nahi hote, bulke asal pivot point aur support/resistance k darmeyan chote (small) levels hote hen.

    Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	17
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12360083

    Pivot point ka kaam ziada tar charting software khud se karte hen, is k leye traders ko calculation ki zarorat nahi hoti (jis tarah se fabonacci levels hote hen). Albata pivot point ki setting khud se karni hoti hai, q k har trader apne mutabiq is point ko istemal karta hai.

    Range Trading with Pivot Points


    Pivot point ko support aur resistance k tawar par istemal karna range trading with pivot point kehlata hai, q k baaz traders support point pe buy aur resistance point pe sell ki entry karte hen, to is waja se pivot point k support aur resistance un k leye entry aur exit ka kaam karta hai.
    Pivot point k levels ko jitni baar currencies jore touch karte rahenge utne hi ye point ziada mazbot hongay. Jab tak pivot point breakout nahi hote ye trading k leye bohut faida mand hongay.

    Breakout with Pivot Point


    Jis tarah se aam support aur resistance hamesha k leye nahi hote aur kabhi na kabhi wo lazmi breakout ho jate hen, to pivot point bhi us trah se breakout hote hen. Baaz traders breakout pe trading ko tarjeeh dete hen, to jab bhi pivot point k support air resistance levels breakout ho jate hen wo traders market me entry kar sakte hen.

    Pivot Point aur T.P aur S.L


    Pivot points ko traders trading k dowran apne profit k traget ya stop loss k leye bhi istemal kar sakte hen. Jab bhi qeematen matloba support ya resistance levels pe pohunchti hai, to traders market me profit ya loss me exit kar jate hen. Yahan pe ye baat note karen k jab bhi aik pivot point breakout ho jati hai to aksar "support-turned-resistance" ya "resistance-turned-support" ban jate hen.

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	4
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12360081

    اب آن لائن

    Working...
    X