Pattern Reversal and Fake Breakout in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pattern Reversal and Fake Breakout in Forex Trading
    ASSALAM-O-ALAKUM

    Dear seniors and youngsters umeed krta hon k ap kheriyat sy hon gy. Or on the other hand forex market sy day by day k premise py ak acha benefit gain kr rahy hongy. Dear forex individuals aj mai ap sy forex market k phony breakout or pattern inversion k bary mai apna information shear krnga.






    BREAKOUT IN FOREX TRADING :
    Dear forex individuals forex market hamesha kuch limits k drmiyan greetings development kr rahi hoti hai. Jin mai furthest breaking point or lower limit shamil hen. Lower limit ko forex market mai backing or furthest cutoff ko obstruction kehty hen. Forex market backing or obstruction k drmiyan development krti rehti hai. Jb tk kk market pr koi basic impact na ho. Jb k agr market ak pattern ko follow krty huwy development kr rahe ho. To apny pattern mai jo backing or obstruction level ati hen. Un ko time to time break bhi krti rehti hai. Jb tk k market apni most extreme help ya obstruction level tk nahi pohnch jati. Jahan sy market ka breakout ya inversion expected hota hai.







    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	1
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12492472


    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	8
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12492446




    COUNTERFEIT BREAKOUT IN FOREX MARKET :


    Dear forex individuals market hamesha ak pattern ko follow krty huwy development kr rahe hoti hai. Jb tk k crucial impact ki waja sy market breakout bhi kr jati hai. Lakin agr same breakout pattern ki bearing mai ho. To ye market mai support ya obstruction level ka genuine breakout hota hai. Lakin agr same breakout pattern k against ho to ye breakout counterfeit breakout hota hai.Q k kuch time k awful market apni counterfeit development ki remedy krty huwy switch ho kr apny past pattern ko follow krna shuru kr deti hai. So jb bhi market mai breakout pattern ki bearing mai ho tb breakout pr forward request mai exchange open krna productive hota hai. Jb k pattern 5k against breakout counterfeit breakout hota hai. Jis pr exchange forward request mai open krny sy misfortune ho sakta hai.







    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	2
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12492467

    .

    PATTERN REVERSAL IN FOREX TRADING



    Dear forex individuals kabhi kabar aisaaisa bhi hota hai. K market bullish ya negative pattern mai development kr rahe hoti hai. To apni most extreme help ya opposition level tk nahe pohnch pati. Or then again pehly he market apna pattern change kr leti hai. Jis ko pattern inversion kehty hen. Jis ki affirmation hamen market k pattern k against development krty huwy jb a few help ya opposition ko break krti hai. Tb market mai pattern inversion affirm hota hai. Tb murmur past pattern pr open ki hui exchanges ko close kr k recent fad k mutabik exchanges open kr k proceed with kr sakty hen. Hamen pattern k against just kuch pips hony wali developments ko pattern inversion nahe smjhna chaheye. Kun k aisy mai open ki hui exchanges mai hamesha misfortune howdy hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pattern Reversal and Fake Breakout in Forex Trading

    TREND REVERSAL PATTERN



    Reversal Patterns aik waqate maqarara k dowran trend tabdeel honi ka signal de raha hota hai. Reversal ka matlab hai trend k "semat ki tabdeeli " aur pattern ka matlab howa chart ki formation. Isi tarah reversal pattern chart ki mukhtalif shaklen hen jo market ki maojoda trend k semat me tabdeeli ki nishan-dahi karti hai. Ye patterns hourly, daily, weekly ya monthly charts pe dekhen ja sakte hen. Technical patterns tamam time frame pe lago hote hen.
    Reversal Patterns kisi bhi semat me ho sakti hai, yani uper se nechay (bearish ya downward) aur nechay se uper (bullish ya upward). Patterns dono soraton me chart par aik khas shakal ikhteyar kar lete hen, jis se traders k kamyab hone ka imkan zyada hota hai.
    Reversal patterns banne me waqat lagta hai, jaisa k aam tawar natural reversal cheezon ka hota hai. Trend jab bhi aik khas semat me chal raha hota hai, to is k rukne ya wapis ane me waqat zaror lagta hai. Traders ko market me pehle se chal rahe trend k kam se kam qeemat ko bhi dekhna chaheye aur ziada se ziada qeematon ko bhi. Kam se kam qeemat market k bearish qeematon k leye aur ziada se ziada market k top qeematon ko samajhne k leye.
    Traders ko hamesha market me khareed-wa-ferokht chart pattern ki karkardagi ki bunyad pe karna chaheye, jab k security se jazbati tawar par munsalik hone se ijtenab karna chaheye.
    Market me aam tawar par wajood me ane wale kuch reversal patterns me head and shoulders pattern, inverted head and shoulders pattern, double bottom pattern, double top pattern, basing formations aur broadening formations waghera shamil hen.

    Real Breakout


    Jab bhi qeematen kisi support ya resistance levels ko thorti (break) karti hai aur baad me musalsal us semat me chalti rehti hai, to ye market ki real breakout hota hai.
    Misal k twar par, agar gold $1800 aur $1810 k darmeyan trade kar raha ho, to yahan par gold ki resistance level $1810 aur support level $1800 hai. Agar gold ki qeematen do ya do se ziada martaba $1800 aur $1810 k level ko touch kar k wapis morti (back) hoti hai, to ye support aur resistance levels gold k qeematon k leye strong breakout levels tasawar hongay. Ab agar gold ki qeematen upward side pe $1810 k level ko breakout karti hai, aur qeematen musalsal bullish hi chalti rehti hai, to ye aik real breakout kehlayega, same situation support level pe bhi hogi.

    Fake Breakout


    Fake breakout us waqat hoti hai, jab bhi qeematen support ya resistance level ko breakout to karti hai, lekin tasalsul k sath us semat ko follow karne ki bajaye wapis reversal hoti hai. Fake breakout ko aam tawar par failed breakout bhi kehte hen.
    Misal k tawar par, agar gold ki qeematen $1810 k level ko breakout karke $1812 par chali jati hai, lekin bullish trend ko follow karne ki bajaye qeematen bearish trend me reversal ho jati hai aur $1800 k support level ko bhi breakout karte howe musalsal downward hi chalti rehti hai, to ye aik fake ya failed breakout kehlayega.

    Fake ya failed breakout se pata chalta hai k market me qeematon ko support ya resistance levels se upper ya nechay push karne me buyers ya sellers ki dilchaspi nahi rehti. Failed breakout ka hargez matlab ye nahi hai k qeematen thori der baad breakout semat me agay barhna jari nahi rakh sakti.

    Breakout k baad Throwbacks


    Baaz awqat breakout k baad Throwback hota hai. Throwback us waqat hota hai, jab qeematen support ya resistance ki taraf wapis hojati hai, jo abhi abhi breakout howa hota hai. Aksar kuch traders throwback ki waja se apne trades close kar dete hen, ye samajh k ye aik failed ya fake breakout hai, lekin thowback fake breakout nahi hota. Throwbacks calendar events k trading k waqat ziada hota hai, q k qeematen aik semat pe breakout karne k baad apni ziada hujam ki waja se support ya resistance level ki taraf wapis ati hai.
    Throwbacks aksar market me volume me izafay ki waja se hota hai, misal k tawar par, gold qeematen $1810 k resistance level ko breakout karte howe $1815 pe chali jati hai, lekin ziada volume ki waja se qeematen wapis $1811 ya $1810 pe a jati hai, jahan se wo wapis bullish trend me move karna shoro kar deti hai, to ye fake ya failed breakout nahi, bulkeh throwback kehlayega.

    Trade on Breakouts


    Ziada tar traders breakout pe trading karte hen, wo jab bhi qeematen ko support ya resistance levels ko thorte howe dekhte hen to jaldi hi wo market me entry kar jate hen. Short term traders breakout ki sorat me jaldi market me entre hone ki koshash karte hen, jab k long term k traders market me real aur fake breakout k baad hi entry karte hen.
    Market me fake, throwbacks aur breakout ko jadge karna bohut mushkil kaam hai, market me breakout hone pe kuch waqat tak intezar karna chaheye, jab bhi qeematen apni semat darust kar len,us k baad market me entry karni chaheye. Stop loss ki position lazmi set karen, q k is se fake breakout ki sorat me ziada loss se mehfoz raha ja sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Pattern Reversal and Fake Breakout in Forex Trading

      Assalamu alaikum dear member jab aap Forex trading market mein successful hone ke liye different factors ko study karte Hain to definitely aapko technical analysis ko mukmmal samajhna chahie kyunki market mein kamyabi hasil karne ke liye aapko fundamental analysis ke sath technical analysis bhi bahut jyada helpful hote hain aur aapki decision-making karne ke liye aapko bahut acchi guidelines provide kar sakte hain aur aap ko bahut jyada profit hasil karne ke liye helping platform provide kar sakte hain.

      What is Reversal Pattern

      Reversal pattern basically a Kaisa pattern hota hai jo aapko market ke trend mein reversal ki information provide kar raha hota Hai jab market mein uptrend hota Hai to ismein aapko hamesha reversal pattern beer restaurant ki confirmation Deta Hai iske sath sath jab market mein bullish trend hota hai aur Market 1 point per reversal pattern ki formation Karti Hai to iska matlab hai hota Hai ki ab market maybe restraint expected hai jab market mein bearish movement complete ho rahi Hoti Hai to suddenly ek aisa pattern banta hai jiske bad market mein totally movement change ho jaati Hai to isko aap market mein reversal pattern ke naam se jante Hain.

      Reversal from Bottom

      Market job support level per pahunch jaati Hai to definitely use point se market apna trend change kar sakti hai jab aap market mein support level ko properly identify kar lete hain aur ismein major resistance aur minor resistance level ki identification karne mein kamyabi hasil kar lete hain to aap ko ya acchi Tarah idea ho jata hai ki market ab apna next reversal trend patent format kar sakti hai.

      Reversal from Top

      Market mein aapko hamesha successful trading karne ke liye technical analysis ko complete karna hota Hai jab market top level ya FIR bottom level se reject hoti hai to use time per market mein reversal trent banne ke bahut jyada chance ho jaate Hain isliye aapko support level aur resistance level ki identification karna hoti hai.

      Fake breakout

      Market me the resistance level or support level ki proper identification karne ke bad aapko ismein different zones ki formation ka idea hona chahie kyunki jab market inko fake breakout Karti Hai to aisi condition mein aap confused Nahin ho sakte hain agar aap to market mein resistance level aur support level ka completely Idea hota hai aur uske sath aap real breakout aur fake breakout to acchi Tarah recognise kar sakte hain to ismein aapko hamesha bahut acchi Entry aur confirmation mil sakti hai.

      Drawback of Fake breakout

      Agar aap market mein breakout ko properly learn nahin kar sakte hain aur iske fake breakout per entry Le Lete Hain to aapke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai isliye aapko hamesha market mein kamyabi hasil karne ke liye consistently iske different levels ko acchi Tarah identify karne ke bad hi aapko entry leni chahie Varna aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	DSkDH_kU0AAkUYC.jpg
Views:	1
Size:	80.9 کلوبائٹ
ID:	12360070

      اب آن لائن

      Working...
      X