Assalamo Alaikum members and good afternoon!
Dear Pakistan's forex forum and senior members umeed hai ke aap khairiyat se honge or forex market mein acha profit earn ker rahe
honge.Aaj ka mera topic Fibonacci sequence ke mutaliq hai.
Fibonacci Sequence and Retracement
Fibonacci Sequence numberon ki ek seties hai, jahan ek number is se pehle 2 numbers ko jama ker ke paya jata hai.Ager hum
Sequence ko 0 or 1 se start karein to 0,1,1,2,3,5,8,13,21,34.... so on. Ager hum is series mein se kisi number ko us se pichle number
Divide krein to iski ratio takriban 1.618 aayegi.Ek number ki ratio ko agle se divide kiya jata hai 0.618 pe use Golden Ratio kaha Jata hai.
For example, ager hum 100Rs ka stock buy kerte hain to us ratio se multiple kerne se 61.8 ka level milta hai,jo ek effective stop loss
ho sakta hai.Ager hum is ratio ko stock ki price se multiply kerte hain to ye hamein sto losses ,entry points or bhi qeemti inputs de
sakta hai jo stock trading k liye valuable hain.
Ratio e.g 61.8%,38.2% and 23.6% retracement ki nishndahi kerne mein trader ki help ker sakte hain. Trader apni trading ke liye apne
aap ko position dene ke liye istemal ker sakte hain.
For example
Fibonacci Retracement ko wahan per bhi apply ker sakte hain jahan trend down ho raha ho,ta ke uski nishandahi ki ja sake ke stock kab
Wapas rise hota hai,jessa ke hum chart mein dekh sakte hain ke stock ki price 751 ki price se fall hota hai or Fibonacci Sequence ke
mutabiq support level ko break kerta hai lekin last mein 23.5% per retracement leta hai or wapas bounce hota hai...
Fibonacci level boht hi useful hai ,traders ko trading kerne se pehle mind mein rakhna chahye ke trend kahan per hai.Ye risk ko manage
kerne ke liye ek behtreen tool hai , shayad ye itna sahi na ho jab market ka momentum kam hota hai.
Ager aapko ye post valuable lage to please thanks zaroor karein shukriya:1f603:

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим